Is forex hurmful for the young of a country ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g ni mere bhai mere khayal ma forex trading kisi k lia bi harmful ni ha. lekin agar ap k pas pc ha our ap monitor hi use karte hen to wo zarur harmful ho sakta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mera nai khayal k yh koi harmful hy young generation k liye even i thnk its good opportunity for young generations jaha wo gher behty buht achi earning kerskaty hy...bina kisi tension yh pressure k wo f0rex mein work ker k buht acha earn kerskty hy...
      • #18 Collapse

        i think forex sb lie behter ha but frex trading busines just un logu klie acah nahi ha jo log forex e greed se kam krte hen g forex me kam krne klie traders ko greed se kam nahi krna chahaye nahi to forex me lss hot ha me ne azmaia ha is baat ko
        • #19 Collapse

          Ji blkl ap ne sahi kaha k agar sb youngers forex pe earning karne lagen ge aur apni basic education ko give up kar den ge tu un ka bhi bht bara loss hoga aur country ka bhi.... so youngers ko chahiye k pehle apni studies complete karin then forex join karin....
          • #20 Collapse

            dost g forex se humari country ko koi nuqsaan nai pohunchta hai bakle ye humre mulk me empolyment provide kar raha hai ke jis me humare mulk ki new generations is me trading kar ke achi earning kar sakti hai woh bi ghar bethe..
            • #21 Collapse

              this forex buisness is not harmful for our young generation.humari nokariyan kon sa mulk ko faida de rhi hain yar esa kuch b ni forex se country ko tax b milta hai to mulk ko faida b hoga nokriyon se ziada forex mulk ko faida de raha hai.....
              • #22 Collapse

                nahin forex young generation kay liye harmful nahin hai. youngsters ko chaahiye kay wo apni parhaai continue rakhain aur forex trading ko bhi sath sath karain lakin as a part time not full time. youngsters ko time manage karna chaahiye forex aur education kay liye
                • #23 Collapse

                  asal main hota aisa hai ke ager Pakistan ki baat karen tu yahan per kahin bhi forex trading ka business learn nahi karwaya jata hai aur na hi is business ka koi school hai tu yahan her Pakistani apne shoq aur zarrorat ki waja se is business main ata hai aur os ki learning loss se start hoti hai
                  • #24 Collapse

                    g han bhai ye busniess huarm full ga jab humray pass is ka knowledge ni ho ha tab hu is min isliny hum ko min knowledge ko baran hy apny exprince ko barana hy is ky liny humary pas is ka knowledge hasil karna hy,
                    • #25 Collapse

                      I think forex is not at all harmful for the young people of any country. This is because it is just an extra way of making an earning. Anyone who is wise will not leave their eduction and come here. However it may aid many people to squire higher education as it has become very expensive.
                      • #26 Collapse

                        g bhai jan forex ek trah se harmful ho sakti hai hamare young generation k liye agar woh apni taleem ko chor k sirf forex ki traf lag jaye forex ek acha business hai lekan taleem sab se behtar hai is liye forex k sath ziada tawaja taleem ko deni chahiye
                        • #27 Collapse

                          They can learn in this business and they can earn some money from the Forex is not harmful to youth. Better future for their young people need to learn about business.
                          • #28 Collapse

                            my dear friend mere khayal se yuoung generation ko sab se pehle apna taleem mikammal karna chahiye os ke baad agar wo chahe to wo forex trading kar sakte hai . kioke aajkal ke zamane me agar aap apne ghar keliye earning nahi karoge to guzara bahot mushkil se hota hay
                            • #29 Collapse

                              Yay Buisness koi dangerous nahi hai nayi pedhi k lye bulkay unkay lye to yay key point hai success k khareeb phonchnay ka issay pakistan ki economy ko fiada horaha hai . iss mein bs 3 hi cheezein kam ati aik to knowledge doosri skills aur theesra experience
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                I dont think so that forex business is harmful for the our young generation, as per my experience its very useful for our next generation. they dont need to go anywhere for earning money, they can start his business by sitting at his home and enjoy luxury life with perks.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X