Try Try Again Untill, We Succeded
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    ge han bro app ne bilkul thek kaha hai hmen apni koshish ko us waqat jari rakhna chahiye aur try try again karte rehna chahiye jab tak ham is buisness men ek achi kamyabi hasl na kren aur humen apni koshish ko continue rakhna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      ji han janab hum ko try karte rehna chahiye is business me tabhi hum ko success hasil ho sakti hai hum jitna try karte hain is business me hum utna he kamyabi hasil kar paty hain .
      • #888 Collapse

        it is not the wrong if you will trade on the bases that try try again until you succeed then it is not the wrong concept ,but try with the best effort and with the best skills then you will able to make the good
           
        • #889 Collapse

          jee han janab agar hum forex business o join karty hain aur is se sikhna chahty hain toh demo account zyadaa use karey aur knowlddge gain karey agar lose ho b raha hai tab b humein himmat nahi harna chahye balkey apni ghalti sik kar wahi teek karni chahyeh
          • #890 Collapse

            I think its always try to be very good and hard work are very good and all it took effort and keep trying and that is an important step in learning and as traders we should be able to focus and hard work will mean a lot and it was very nice.
            :D
            • #891 Collapse

              try to hartay rahna chahye jub tk insaan kamyab naho . umeed har kar mayus hokr beth jana sahi nai hay agr ap first attempt main kamyab nai hotay to dubara try karna parega. aur akhir kar ap zarur kamyab hngen :)
              • #892 Collapse

                bhut hi acha kaha hain aapnay sir k forex mai loss ho raha hain tu dil nahi harna chahiye na hi forex ko is waja se churna better hain humay koshish karty rahay na chahiye jis se hum kabi na kbi kamiyab zaror hoty hain
                   
                • #893 Collapse

                  sahi kaha hai bhai waky main ap kabhi bhi himat na hary beshk apko los ho raha hai apko los apki mistake say hta hai or ap us mistk say kuch na kuch sekhy bhai or ap har na many aik din ap zarur kamyab ho gy bhai ap bus himat na haro bhai asy kamo main los ho jata hai bhai lekin har nahi manani chaye
                  • #894 Collapse

                    dekhiye bhai ager ap koshish karte rahege to apko manzil zarur milegi ye to apko confirm kehdun lekin ek baat bhi soch raha hun ap sb logo se share kardun keee koshihs karna khabi mat chorna manzil bs apse kuch door reh gai hai..
                    • #895 Collapse

                      agar hum forex business ko join karte hain aur is se sikhna chahte hain toh demo account ziyada use karey aur knowledge gain karey agar lose ho b raha hai tab b humein himmat nahi harna chahye balkey apni ghalti sik kar wahi teek karni chahye
                      • #896 Collapse

                        yes hum ko forex trading me try try krtey rehna chaey jab tk hum forex trading me acha result hasal na kr leye ap ko chahey key forex trading me try try karey aur ziada sey ziada knowledge hasal krey to best hai warna loss key sewa kuch nahi melay ga..
                        • #897 Collapse

                          Forex ek business hai aur business me profit aur loss hota hai . Agar apko loss ho jata hai aur ap is business ko chor dety ho to iska matlab hai ka ap daily life me be koi be business use nahi kar sakty ho .Apko chahye ka ap zaida mehnat kary aur Forex ka knowledge gain kary tab success is me hasil karna asan hoga .
                          • #898 Collapse

                            cheezon ma forex trade kr skta ha ya ap pa dpnd krta ha ap ka px kafi options hw ti ha mera khyal sa ap trade currencies jw ka diffrnt countries ki hw ti un ma gold ma silver etc ma trade kr skta ha trade jw bhi hw paisa bnana asaan nhi hr trade ma ap kw mehnat krna pre gi tb hi wo succes ful hw go other wise nhi lekin ziada currency kw hi chunta ha trade krna ka liye ku ka ya easy hw ta ha
                            • #899 Collapse

                              you just learn enough from all these factors in forex. take just a few strategies and do test in demo account. until you get a good strategy and has a high level of profitable. After the emotions and psychological you ready doing forex trading on real account cents in your account first before the standard
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Maine bhi shuro mai is business mai bohat loss uthate the magar maine is buisness ko kabi galat nahi samja kyuke muje pata hai ke agar mai loss kar raha ho to meri galti ke waja se hi hota hia aur next time mai woh galti nahi dohrata ho aur phir jub mai trading karta ho to muje profit hota tha kuch log forex ke business ko bura bhala kehte hai jub in ko loss hota hia magar yeh bohat galat bat hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X