Hum apna initial deposit kiu itni jaldi ganwa beth'ty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Assalam o alaikum.. Brother mere khayal may iska main reason ye hy k initial trade may majority logon ko experience nahi hota or knowledge nahi hoti to wo trade ko theek tarha balance nahi rakh patay or unki trade may mistakes hojati hain. But ye zarori nahi k ye sabke sath ho..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      bhai men new ho mjhy ni malom is le ya ap sy kehta homjhy is ky baren men jitna jaldi ho sky kam kren taky hamen koch na koch hasil ho
      • #183 Collapse

        friend i consider that you are locution rattling real truer and i cogitate that you can not easily acquire money from forex trading and i suppose that we all should try to make writer and author income from forex so that we all will be a booming merchandiser and you should not vantage trading until you are not an skilful forex dealer
        • #184 Collapse

          we can able to take the more big transaction we can make the lot of the money on the trading site but it is depend on the money and the capital which we ave in the account and which we have the able to make the money so that it is good strategy as we have more the balance we can able to make the more profit.
           
          • #185 Collapse

            app n e sahi kah hum appni intial balnce appni kam knowledge or kam exprinc eki waja se gowan dete hain hum ko chye ke pehly achi tarha forex ko samjain us ke bad investment karin
            • #186 Collapse

              dear according to my experience koi bhi inintial loss zaroori nahin he kiun k ager hum forex trading ko sab se pehle learn karen and than us k baad demo account per practice karen to hum risk ko minimize ker sakte hen and apne account ko loss se save ker sakte hen.
              • #187 Collapse

                is ki bari waja ye hy starting mein hamary pas forex ka proper knowledge aur experience nai hota aur apny emotion per b control nai kar sakty jis ki waja sy hamara apna initial deposit waste ho jata jaisy jaisy ham ziada sy ziada pracitice karty hien hamari wining ratio barhti jati hy.
                • #188 Collapse

                  q k hum lalach karte hain . aur is bhi ziyad gandi bat ye hai k ham seekhtay hain nahi forex ko aur trding shuroo kar detay hain. agar hum seekh kar trading karen to kabhi bhiloss nahi hoga faida hi faida hoga.
                   
                  • #189 Collapse

                    q k ham jald bazi men hotay hain k sab trad kar rahen hain aur kahin hum reh na jayen o bhayi forex kahin nahi jane wala ap isko aaram se seekhaen aur phir rakhen is samandar men pair.
                     
                    • #190 Collapse

                      jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain nand initial depodit ko hum barha sakte hain aur ganwa bhi
                      • #191 Collapse

                        Forex trading dosto aik asa business ha jis main ham profit barey asaney say kama saktay hain lain pher is ko manage karna bohat moshkil ha hamaray leya or hamareyaik choteyse galtey hamaray leya bohat bara loss sabit ho saktey ha. or ham is say apna lokhon ka loss b kar saktay hain .
                        • #192 Collapse

                          I think that you can not easily earn money from Forex trading and i think that we all should try to gain more and more income from Forex so that we all will be a successful trader and you should not start trading until you are not an expert Forex trader.
                          • #193 Collapse

                            g han bhai is min bat ye hi hy ky hum ko is ka knowledge ni ho ti or hum tarding karny lag jaty hin hum ko chahiy ky hum jab new hin to hum ko phely is min demo par prictice karna lazmi hy taky hum jan sakin kuch trading ky bary min
                            • #194 Collapse

                              kiun kah ham apny app ko bht bara guru samghny lag jaty hain kah forex to aik bht easy profit able work hy or low cost sy start kar lety hain , isi tarah low payments bhi app ky loss ka subab banti hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Starting mein buhat se traders ko loss ka samna lazmi hota hai and woh is wajah se hota hai k kyun k starting mein traders k pass knowledge ki kami hoti hai and jis ki wajah se unko apni trade mien loss ka samna hota hai, is lye har trader us hi waqt trading mein enter hona chahiye jab us k pass proper knowledge jama hojaye forex amrket ki.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X