new traders kio itna greed kerty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    bro new traders jab is buisness men enter hote hen to unke pass pese nai hote hen jis ki waja sy wo laluch karte hen zyada is buisness men lekin wo bad men thek ho jate hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      new trader is waja sey bhai jaan forex may greedy ho jatay hai kay bhai jaan forex may ho rato rat rich hona chahtay hai
      • #1038 Collapse

        Bahi sirf new traders he nae seniors aur old traders b kafi saray aap ko aisay milain gay jo greed kartay hain yeh greed by nature kisi insan main hoti hai aur wo insan as kay nuksanat time to time dekhta b rehta hai jesa kay trading main aisay insan ko ziyada tar loss ka he samna karna parta hai.
        • #1039 Collapse

          new trader es leay lalch karta hay q kay usy es market ka thek say pta nhi hota hay kay ye market kis trah kam karti hay us kay mind main bs yahi hita hay kay order lgaty he profit milna start ho jata hay na usy market analyse karni ati hay na na usy money management ka pta hota hay esi leay wo loss uthata hay
          • #1040 Collapse

            q k unhn pata nhi hota kmes ka anjaam kya ho skta hai es liye na smjhi main aise faisle lete hain jin se unhn loss to hota hi hai lekin bht pachtawa bhi laga rehta hai k kash main ny aisa kiya hota to aisa na hota
            • #1041 Collapse

              bro ku k forex ek bohat he profitable business ha es sy unlimted earning ki ja skti ha or jo new traders aty ha wo apny mind mi ya rakh k aty ha k ya pasy banay wali machine ha or wo without experience or knowledge k es ko start kar dyty ha or rato rat rich hony k lia trade karty ha but ulta unhy loss ho jata ha or wo es ko chor dyty ha ku k wo es ko learn kia bagar karty ha.
              • #1042 Collapse

                han new traders mein ye bht zada paya jata hai k greed bht zada krty hain halan k asa nhi hota hai wo anjan hoty hain k losses hon gy ya nhi jb loss hota hai tb wo leson seekh lety ahin apni galation se to isly rich bny ka tareeka ye galat hai ak raat mein ap nhi ho skty ho.
                • #1043 Collapse

                  ji haan bilkul sahi bol rahe hain aap bht sare new traders hain jo k itna lalach kate hain ku k wo samjhte hain k forex koi aladin ka chirag hai jis se ratoon raat wo ameer ban jayain gay is liye wo souchte samjhte nahi hai aur lalach kar k jald bazi main decisions late hain aur baad main nuksaan hi uthate hain so ase traders ko mashwara dongi k lalach se bachain
                  • #1044 Collapse

                    yes ye bhi aik fact hay kay newbie greed main bohot involve hotay hen or is ki reason ye hoti hay kay un kay pas experience nahi hota hay is business kay baray main is waja say starting main greed ko face karna parta hay.
                    • #1045 Collapse

                      new trader is liay lalch krta hy k osy ye ni pata hota k is my loss kb ho jay osy bs profit he nazr ata hy so kisi ko b forex k bary my agr ap or my btay to hamy pahly os person ko sari detail btani ho gi ta k bad my wo banda forex ko bora na kahy or is trhan wo lalach b nai kary ga jb osy sb pata ho ga k is my loss b hota hy to wo sambhl k trading kary ga or kam profit gain kary ga .
                      • #1046 Collapse

                        new trader itna greed is liye krte han q k un ko koi experience ni hota or forex k bare ma itna knowledge b ni hota jb koi loss hota ha to phir wo is sy learn krte han ap ko chaye k ap forex tradeing ma sb sy phiel kuch learn karn or phir forex par trade karn
                        • #1047 Collapse

                          jo bhi new trader is main ata hy wo aty hi is main greed kio kerta hy or is main ak hi din main rich ban jana chahta hy jab k asa nahi karna chahye qk greed hamari sab se bari dushman hai or ye hamen kamiyab nahi hone deti...
                           
                          • #1048 Collapse

                            Ya baat balkul teek ay ka jo new trader hoty Han jb wo forex trading main trader jaty Han to wo zaida kamany je lalach main apny capital ka b loss kar daty Han aur aun ko ya loss he sab bara loss trader ka leya yah he hota ay aur kon sa kaam hum achy treeky say kar sakty hain aur woh start main yada paison ki yada trade laga daty hain jis say nuksan ki soorat main un kay paisay ki wastage ho sakti ha
                             
                            • #1049 Collapse

                              new jab bhe koi ata ha to wo ik din main ziada paisa kama leta ha to us lgta ha main ab ziada paisa or bhe kama skta hon lakin asa mumkin nahin hota asa mumkin tb hi hota ha jab humra pass expernce ho jab hum new new aty hian hum ziada lalch main per jaty hain to loss ho jata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                yes of course a professional trader is not an emotional trader because he knows that emotion can be the cause of the loss. emotions destroy the profit. it creates huge loss and give us loss. it is very important to control emotion in trading on Forex.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X