Urdu Posting
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    g han ya website pakistan ki h r ham ko pakistan ki national language urdu m posting krni chaiya jis s user ko b parna ma asani ho ge ham english ma b posting kr saktay h is ma koi sak ni h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      i think mary kghayal sa ja thak ma janta hu ka us ko yeha har ik post apnay Madrizuban Urdu may kiya karay acha ho ga who is liyeh k hai ha..............
       
      • #513 Collapse

        han urdu me posting karna asan b hy or urdu me posting karne se zayada tar logon ko samj a jata hy k ap kia kahna chaty hain kuyn k pakistan me urdu zayada boli or samji jati hy.
        • #514 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Huzaifa پيغام ديکھيے
          bhai ap ka sugusten b thek he. lakin kuch batain aysi hoti hain jin ki english mn ziada behtr samajh aati. So wo english main ziada effective hoti hain.
          Jee bhai jaan apki baat theek hai magar pakistan forum bana hi hamare mulk ke logo ke liye hai agar hum urdu me hi post karni chayye taake sab log asaani se samajh saken aur is forum se pora pora faida utha saken......
             
          • #515 Collapse

            My dear brother ap ki suggestion pe hum gor karn ga or koshs karn ga ap ko hum apni zaban ma ap k sawalo me ap ko jawb dan or ap ache se urdu ma forex k bara ma knowledge gain kar sako or ap ko forex forum pe mostly poeple ap ko urdu ma answer date howe nazr aey ga or ap urdu ma jawb ko sun samj kar forex ko learn karna ....
            • #516 Collapse

              forex me different kism ki posting ki ja sakti han jo jis methods sy karna chaiye wo apna sakta ha jis tarha ham pakistani han aur ham urdu ki post achy tareeqy sy kar sakty han.
              • #517 Collapse

                G mery bhai lykn pak forum pakistanio k liye boht achi opportunity hai jic mein ham urdu mein bhi posting kr k apna bonus bna skty hain aur mery khyaal se 1 wahid forum hai jahn ham urdu mein posting kr skty hain...
                • #518 Collapse

                  Dear brother, English is an international language and it is a medium of information and communication between different nations of the world. so we prefer English language to make advancement in our success along with the world.
                  • #519 Collapse

                    aap ki baat theek hai lakin Posting lanuage Udru lazmi nahi hai aap Urdu or English douno languages mey posting kar saktey hai bas aap ki baat samajh ani chaye wording sahi ho parhney waley ko samajh aye aap kehna kya chah rahey ho..
                     
                    • #520 Collapse

                      yup yeh ache suggestion hay aur kafi convincing baat bi hai tou mai tou waisay bi ziada koshish karti hun urdu may post karnay ki but english bi buri nai hay
                      • #521 Collapse

                        han brother ham bhi ye hi kehtay hen kay trading kay is Forum main urdu main posting ki jaey kun kay ye ham Pakistanio ka Forum hay or yahan per sab Urdu ko hi samjhtay hen or boltay hen.
                        • #522 Collapse

                          ji ha bhi ji yae pakistan ka forum hia pakistan ko komi zuban urdu ha is liy hum is forumkai andr urdu zaban istimal krty hai is liy urdu zuban ko hum istimal krty hai
                          • #523 Collapse

                            wese in ki bat achi hai aur ye achi isliye bhi k jin ko english samajh nahi aati wo bhi samajh jaya karengay .
                            • #524 Collapse

                              yes brother apne bilkul sahi farmaya hamain apni madri zaban bolni chahiye................. or is tarahn hm apni zaban ko farogh bhi de sakte hain or uski value ko maintain bhi rakh skte hain... main apki is post se agreee krta hun.............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                wese ap ny bht achi bat kahi hai aysa h huna chaye ye achi bat hai q k humari maddi zaban urdu h hai or ager hum pakistan me h rheten hai to urdu h ka use karen.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X