Forex ko join karny ke bad chorna mushlil hi nai namumkin hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko join karny ke bad chorna mushlil hi nai namumkin hai?
    Forex aik aisa nasha hai jis ko aik bar shru kar lo phr is se dour nai raha jata koun ke yeah aik real business hai his main apni mehnat se bahat much hasil kia ja skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai forex trading just aik nasha hai ky jis ki lag gia woh investment ker ky bhi trading continue kerta hai jesy ham bonus per trading kerty hain tou jab bonus ata hai agar thora ho tou next month bonus ky liay zyada posting shuru ker dety hain aur agar kafi ho tou phir posting ko bhool ker trading main hi ghussy rehty hain
    • #3 Collapse

      Aisa kuchh log zarur krty hongy jo buri bat he , koi bhi achha trader is andaz me trading nai kry ga , achhy trader mustaqil mizaji se trade krty hen ,loss me hon ya profit me wo forum se jurry rehty hen.
      • #4 Collapse

        Dear friends app sub ko btana chahta hon k forex trading jb app aik br join kerty ho app ko pata chal jata hy k forex trading bahoot acha business hy bhai jaan app ko is cheez ka pata hona chaheay k forex aik aisa business hy jo gher bethy bethy app sub ko earning deta hy is liay log aik br join ker k chorty ni.
        • #5 Collapse

          g bhai bahut acha swal h aisa kam kuch log kertey jin ki i mean QISMAT kharab hoti kun kih forex aik real buisness h jis mn ap ki mehnat s ziyada bonus milta h or ager is ko proper time diya jaey to is mn ap loss s bch jaen gey or ap k zehn mn is ko chorney ka swal ni aey ga
          • #6 Collapse

            Forex ko chorna waqei bahat hi zaida mushkil hai koun ke is jesi opportunity shahid hi koi aur business de raha hon koun ke Aj ke dour main zero investment per koi bhi business main shamil nai karta.Forex agr kaha jay tu ap ke ley apni qismat badlmy ka aik sohneri moqa deta hai jis se koi bhi apni mehnat aur skills ki madad se apni life ko asan se asan tarr bna skta hai ba short e keh insan mehnti ho
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha har insan acha chees ko chorna nhi chata ha es leya jab ap forex ma enter karta ho or per es ma profit karta ho to per apko kabi es ko loss karna ka erada nhi rakta ho es leya i think forex is the good business for students................
              • #8 Collapse

                Modern dour main jitny bhi online business chal rahay hein in main se sb se famous business forex hai jo ap ko life main agy barny ke ley aik bahat hi bari facility deta hai aur zero investment yehni ke bouns ke zariye is business main shamil hony ke sath sath money earn karny ka bhi moqa deta hai jo ke mere khiayal main km hi business dety hein.Sb khasosiat ke bawajod is chorna surf aur sirf bewaqoofi hi ho skti hai
                • #9 Collapse

                  g bhai bilkul ap ne thek kaha hai forex se boht profit kamaya jata hai or es me koi physically mehnat b nhi karni parti mgr mentally thori mehnat karni parti hai or us k bad ap long life business kar sakty ho esy chorny ka sochty b nhi hain jo expert hoty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                    Forex aik aisa nasha hai jis ko aik bar shru kar lo phr is se dour nai raha jata koun ke yeah aik real business hai his main apni mehnat se bahat much hasil kia ja skta hai
                    Salam Bhai ma ap ki bath sy itafaq krta ho ky forex ko jion krny ky bad is ko chorana na mumkan sa ho jata ha ager him log mhnat krty ha to him logo ko acha profit hota ha or phir forex trading krty rhny ka Dil krta ha
                    Removed by Moderator.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X