Stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai jan is main hum jub trade krty hain to humain is main stop loss ko use krny ki option di jati he iska faida ye hota he k aghr humari trade loss main ja rahi hoti he to humain is main loss ziada hony se bacha liya jata he or hmari trade stop kr di jati hain or main ne kaiye logo e suna he k hum ne is option ko use nahi kiya to humary account wash ho gae is se humaian ziada nuksaan se bchaya jata he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      It is also possible to lose money in the foreign exchange trading. To downplay or prevent loses, you should bonk exactly what you are doing; most of all you penury to educate the moral trading strategies. Ask instrument and ply from athlete traders.
      • #48 Collapse

        I think stop loss used when many profit or loss Carry in my balance . . If you know stop loss is the best for Forex trading in international business market . . Your goal and straggle are success when you earn more money in Forex market . .
           
        • #49 Collapse

          main abhi new trader houn iss liye mughe stop loss k baray mai zyada information nahi hai kya aap mughe bata sakte hain k ye kya hota hai or kiss tarha hota hai please share with me your opinions.
          • #50 Collapse

            jahan tak iss kaam main stop loss ka sawaal ha to wo ye ha ke agr aap iss kaam main loss se bachna chahtey hen aur acha profit earn krna chahtey hen to aap ko pehley ye krna ho ga ke iss kaam ko pori concentration se karen aur iss kaam main jo bhi kadam uthein soch samajh ke uthaien
            • #51 Collapse

              hume trading me ek acha opetion dya jata hai jiss k zarye say hum yaha pay forex trading business ka aik important party hy or boht ehmm role play krta hy
              • #52 Collapse

                dear forex ma jab bi app trade karta hay to stoploss use karna bhot zada zoori hay agar app forex ma stoploss use nah karta to app ka lia issue ban sakta hay is lia stoploss ko zarror use karien is sa yah hota hay ka app ki baki amount save ho jati hay.
                • #53 Collapse

                  stop loss ka matlab ye hae k agar ap ne aik trade start ki hae to us mein ap kitna loss afford kar sakte hein bas utni limit ap stop loss mein feed kar den to agar to ap ko trade mein faida hota hae to theek hae aur agar loss hua to ap ki adjusted stop loss limit pe trade close ho jay gi.
                  • #54 Collapse

                    mere khayaal se ap sub ko stop loss use krna chahye ... ye bascially apke loss ko fix kr deta hai minimize kr deta hai.... yani k ap pehle se hi apna mind make up krlete hain k muje kitna loss hoga ager against trade chalay gai tu......
                    • #55 Collapse

                      stop loss aap ko loss honay sa bachata ha q k aap na apni limit set ki hoti ha to jasay hi market up jati ha aap khud ba khud hi quick kr jaty ho
                      • #56 Collapse

                        stop loss bhot hi acha option hai hamre pass agar aap ki trade aap ke against mei jati hai to aap ko pata chal jata hai ke aap ko itne pips or itne $ ka lose hoga uss hisaab se aap apni trade pick kar sakte ho aor agar stop loss hit bhi hoga to aap aapne account washed karne se bach sakte ho taake aap kisi or trade se faida nikal sakte, agar aap ne stop loss nahi lagaya ho to aap ke account washed hone ke chances hote ha.
                        • #57 Collapse

                          Stop loss aik important trading tool hai hum ko stop loss must apni trading mein use kerna chahye specially jab hum trading mein high chances le rahe ho tab stop loss humare liye or ziada important ho jata hai.
                          • #58 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
                            Stop loss kia hia aur yeh trade mein kasay lagtay hian aur is ka koi fahada bhee hai ya keh nahi aur ager hai tu kis hadd tak hai.SL kia har trade pay lagni chayae
                            mara hai mara khayal mai stop loss or take profit ya dono trading mai oht he aham hai ham ko trading ka doran in ko zaror use krna chahia is sa ham logo ka loss ka chances kam or profit ka chances ziada ho jata hai............or acha traders is ko apni trading mai zaroor istamal krta hai.......thank you
                            • #59 Collapse

                              humain is business main stop loss laga kar kam karna chaiy ta k humain is business main loss ka samna na karna pary aur humain is business main say acha profit hasil ho saky is liay humain is business main stop loss laga kar kam karna chaiy ta k humain is main say acha profit hasil ho saky aur hum is business main kamyab o saky yeh business boht acha business hay..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Stop loss yeh Forex trading k bahot hi bare advantage en se ek han jin ko hum use ker k is en bahot sa faida hsl ker sakte hain or is ki tention se bhi bch sakte hain , is lie is ki bhi hum ko achi khas prarctice kerni chie hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X