Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    trading may dil and damagh dono ko sath sath lay k chalna parta hay ..... agar apko is field may succeess hasil akrni hay and ap chahti hay k ap loses say bach jai to iskay liye zrori hay k appp fulll planning k sath trading karay and dil damag dono ko sath lay k chalay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      Bhai trading mein apko brain aur heart dono ko istemal krkay faisla karna chahye q k yay apko kisi bhi tarah k nuqsan say bacha sakta hai aur apko brain hona zaroori hai aur apko achi oppurtunity milti hai
      • #723 Collapse

        Meray khyal mei tou dimagh ko ziada ehmiyat deni chahye. ye nahin k dil ki bilkul na suno lekin dimgh ka ziada khel hota hai. aap sahi say socho k app ko kya karna chahye aur market mein jo bhi current situation hai uskay hisab say decision lo. Dil ki bhi sun leni chahye but ziada percentage meray khyal mei tou dimagh ka hi hai kyun insaan sochta dimagh say hi hai.
        • #724 Collapse

          waisay tu dimag ki suni chayha q k wo zada kam ata hai dill ki sunay mai kahe loss na hojaye is liya dimag ki suni chayh hamaisha per ager kbe ap ka dill na manay tu ap na karo q k dill be sahe bolta hai kbe kbe is liya khuch bol nahe saktai......
          • #725 Collapse

            mere bhi trading k liye dil ki ni demag ki mani chaye is sy ap ko pta chalta ah k ap kis ki waja sy loss hoga ya proift hoga ordemag sy he kaam lena chaey is ma ap ka he fida ha ap hamesha he demag sy kaam kena chaye or forex trading ma to demag bhot zarori ha lalach ni krni chaye
            • #726 Collapse

              ji ah bhi ji tradingn kai under dono ki mana zarori hai us kaia ndr dillll ho ga ot kam kr sko gai demag hoga to trade lagany ka expeirnce oh ga is liy dono ki bohat zayda importantce hgai is kma kai andr
              • #727 Collapse

                my freind mere hisaab is business mein jtna ziada ap apne dimagh ka istemal kareingay utna hee apkay liye faida hai or ap ziada se ziada earn krsktay ho dil se sochnay se phr kaam k beech mein emotions ajatay hain jo business k liye bht khtrnaak hosktay hain
                • #728 Collapse

                  salaam! kisi bhi kisam ki trading ya business k silsilay mein yeh cheez sabb say importnt hai k ap apni guftgoo mein narmi say paish aain taak k buyer aap kay behaviour say impress ho sakay or aap k sath further trade karay
                  • #729 Collapse

                    i think hain forex mai dil odemag dono se kam krana chaiy take is se hamare knowladge mai bhi bohhat izafa hota hai i think forex is very good for us
                    • #730 Collapse

                      bhai ham koi bhi bussnis krte hen tu soch smjh k krte hen ager ham uskio acha nhi smjhte tu ham kabhi bhi us km me hath nhgi dalte likn trading ek esa bussnis he jis me hamen dil ki bhi sunni prti he tu dimag ki bhi qk ager ham soch smjh k kam nhi krenge tu hamen loss bhi ho sakhta he
                      • #731 Collapse

                        han yr trading me dil ki nei chalti .... diamag chalana pharta hai..... knowledge use karo us k mutabik trade karo... warna bth loss ho ga agar baghir knowledge k trade ki ya ye kha k mere dil to khe raha hai k usd down jai ga sell kar do..... aisa nai hota... analysis karna seekha ho bth kuch samaj aa jai ge
                        • #732 Collapse

                          forex trading business me trading krte waqt ap k skills or apki knowledge ap ko sab se zaida faida deta hay jtni apka experennce or knowledge ho ga ap ko uthna hi faida ho ga jha tak rhe dil or demag ke to may kaho ga k apnay dil ke sunay q k wo hota to hay left par likin hamesha right hota hay
                          • #733 Collapse

                            dear ap ka sawal bhot acha ha ap ny pucha ha k ap koforax ma dil ki suni chaya ya damag ki to dear mary khal ma ap ko damag ki suni chaya q k ap damag ki tb ki sono gy jb ap ko is kam k bary ma pta ho ga
                             
                            • #734 Collapse

                              humei her kaam apne dil se karna chahiye hai dimagh se nahi kiun k dil ki batain Allah taala jaanta hai aur dil mei jub khuda basta hai to waha se aye huay faislay kabhi b ghulut nahi hosaktay hain agar mai apne dil ki maanungi to mujhe zarur faida hoga inshAllah
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                dil too paghal hai kam mein dil nae hamesha dimagh ki mano trading mein soch samj k kam chalta hai mery khyal se dil ki nae dimagh ki suni chahiy dimagh se kam lo gy to hi ap ko achi arning ho ge aur acha profit ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X