greed vs loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ...........................DEAR INSTA FOREX TRADING MEMBERS,,Greed Hamary Balance ko bht buri Tarah Wash krta hy. Is lie Greed ya Emotional Trading na ki Jahy. Forex Main Jitna Patience ho Ga aap Itna Ziada Earn kren Gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear forex me greed hi traders ka bara enemy hai ye hi loss ki main reasons hai kyu ke gredd karne se trading karte waqt hume loss ho jata hai agar humare pass trading ke bare me ach knowledge or experiance hai to hum greed kare ge tab bi loss ho jata hai is liye hume is se bachna chaiye
      • #33 Collapse

        greedness is the biggest enemy for trader because it stop your thinking power and make you aggressive which is very harmful for trader if can not control his emotion and may sustained heavy losses. so take rest after some profits than go for next trade.
        • #34 Collapse

          bhai mere forex mein greed hi traders ka bara enemy hai ye hi loss ki main reasons hai kyu ke gredd karne se trading karte waqt hume loss ho jata hai agar humare pass trading ke bare me ach knowledge or experiance hai to hum greed kare ge tab bi loss ho jata hai is liye hame is se bachna chahiye.
          • #35 Collapse

            gredd karne se trading karte waqt hume loss ho jata hai agar humare pass trading ke bare me ach knowledge or experiance hai.Greed hamary balance ko bht buri tarah wash krta hy, is lie greed ya emotional trading na ki jahy, Forex main jitna patience ho ga aap itna ziada earn kren gy.
            • #36 Collapse

              Brother hum ager forex k buisness mien greed karen gay to humen kamyabi hasel nai ho paye gi is liye greed ko avoid karna bohat zarori ha hamary liye
              • #37 Collapse

                greed or loss ka gahra lonk hay jahan par greed hogi wahan par loss lazmi baat hy hoga fore main bhi agar ap greedy hoty ho to ap rules ko follow naheen kar paaty ho or apko loss ho jata hay so apko greedy naheen hona chahye or limits main kaam karna chahye
                • #38 Collapse

                  mere bhi jb ap lalach krte ho to ap ko us ka koi fida ni hota ha balke ap ko lalach krny sy loss hota aha or ap ka jo profit hota ah wo b loss ma change ho jata ah ais liye ap ko chaey k ap forex par lalach ko bilkul chor k kaammkarn issy ap ko he fida hota ha or loss ni hota
                  • #39 Collapse

                    greed ager ap trading me dikhatae hai to apko sirf loss hi hoga ager ap gred ssay kam laigy to hoskhta hai kay apka sara account hi wash hojae is liye trading kay doran greed say avoid krain
                    • #40 Collapse

                      forex aik aisi field hay k jis may agar hum greed karay gay to hum is field may kabi kamyab ni ho sktay ... or agar hum iss feld may loss kartay hay to actuaaly wo hamari suceess ki beggineg hoti hay sooo stay calm
                      • #41 Collapse

                        well ji haan apney bilkul sahi kah hain k forex busniess main jitna forex mai greed karo gey utna hi ap uss mai losee karo gey kyn k forex business ek asa business han jis main araam araam k sath kamaya jata hain is main greed ki koi jaga nahi isliye greed se bachna chayhe humein ..
                        • #42 Collapse

                          one must mentally prepare for the loss when starting to trade in forex, but it can be lowered with wise decisions on right time and be patient, if one don't want to face loss then they must remain patient unless the market is in their favor..sure experience can decrease the possibility of facing losses but only if one learn from experiences whether own or borrowed..one must also learn about market flow if they don't want to face loss...
                          • #43 Collapse

                            trading main greed aek bohat buri aadat hai or is ki waja se hame bohat nuksaan hota hai or is ki waja se hame loss bhi hota hai hame ise khatam karna chahie
                            • #44 Collapse

                              main samjhta hoon ke greed ap ka aisa anime hai ke ap ke pass jitna exprience ho aur ap ke pass jitna bhi knowledge ho but jab ap greed karte hain tu ap ko yaqeenan loss hota hai kyoun ke jab ap greed karte hain tu os main ap big lot ka use karte hain aur ap ke amount se zayda hota hai aur os loss ko control karna muskil hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear friend mai samjhta hoon kai forex trading mai agar ham jitna ziayada greed kary gy to utna hi ziayada hamy forex trading mai loss ho ga to ese liye hamy chahyie kai ham forex trading mai greed na kary

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X