Forex trading main lalach
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex trading main la;ach ki koi jaga nahi he agar ap apna kam poori imaandari se kren to is se ap ko achi earning ho sakti he.lalach kisi bhi business ke lie bhi nuqsaan sabit ho sakta he jo ap ke baki kam ko bhi disturb kar sakta he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      agar koi trader forex traidng me achi earning kr raha hai to usay lalach hota hai or ziada earning ka!!!!is lalach ki waja se wo apni trade me loss ka shikaar hojata hai!!!
         
      • #78 Collapse

        dear brother merey khayal say new trader is main bohat zaida lalach karte hain un ko is main lalach nahi karni cahiye or is main experience say or relax ho kar work karba chahiye tak lalach kam ho sakee
        • #79 Collapse

          Forex trading me lalach ki koi jaga nai hai aur jo log yahan pe lalach se kaam lete hain woh humesha hi nuqsaan uthate hain aur kabhi bhi is field me kamyab nai ho sakte hain
          • #80 Collapse

            Forex may jitna bi lalach karliyah jaia koie faiada nahi hoga kyun kay esmay lalach nahi information or knowledge or practice ki zarorat hoti hay jokay aak lalchi insan nahi karsakta
            • #81 Collapse

              forex trading main log lalch bohat karty hian jis ki waja sy wo apny profit ko loss main badal dyty hian un ko chahiye k wo lalch na karin to hi wo acha profit hasal kar sakty hian .
              • #82 Collapse

                forex trading me lalach is tarah ki jati he ke trader apna volume profit ziada hasil karne ke liay ziada lagata he or is tarah profit ke sath sath loss hojata he or ziada loss hojane ki waja se account wash hojata he jis se trader ko forex mushkil kam lagne lagta he
                 
                • #83 Collapse

                  kaha jata hai lalach buri bala hai is liye mai ye samjta hon forex tradind mai lalach ko avoide kiya jae ku k forex trading wese hi risky hota hai or is mai lalach karna apko loss kara sakta hai or apka profit bhi chala jata hai.
                  • #84 Collapse

                    jabmil jata hai to wo kush ho jaty hain or sochty hai k me thori thori dair bad bohat sari investment krta rahon ga jis se mjhy profit hota rahy ga or bohat sari earning ho jaye ge, is jald bazi or lalaach ki hkr me wo apni sari investment loss krwa data hen
                    • #85 Collapse

                      Forex trading main lalich nahi krna chaye qun ke lalich hmain sirf or sirf loss de gi qun ke thora sa profit better ha bjaye is ke ke ap apna sara bonus zya kr do trading main.
                      • #86 Collapse

                        • #87 Collapse

                          Forex trading mein laalach karne sy sirf nuqsan hota hai kabhi faida nehi hota blky yun kehna chaiey ky greed is a curse and your biggest and worst ebenny jis sy apko sirf nuqsa and loss ho hi ho skta hy
                          • #88 Collapse

                            GGG han forex me jab new trader atay hai.. un k andar lalach hota hai... aur wo forex me lalach say kamm kartay hai... aur phr forex me wo loss karaty hai.... kyun k kabi kabi ham sochte hain k juldi se trade laga loa to yaha se boht profit hoga aur phr wahi se loss hona shro ho jata hia ............
                            • #89 Collapse

                              jee janab mey yahii kahuu gaa key aap ko forex trading mey lalach ki waja sey hee tradingmey khushi nahi miley gii kio key trading aik aisa busiens hey jis mey aa ko slowley hee jana hota hey or aap ko greed sey bachna hoga is kaammey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ji ha bhi ij bohat sia log forex trading kai andr lalcu krty ahi to un ko aik bohat bra loss ho jata ha mia niaapny trading kai pahle din 5000 zayda kiya tha laluch kai andr

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X