Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    brother according to my way i think that, that is the true for you to be able to leave a very good life then you must learn how to always be the right trend of the market that will enable you to grow fr om one level to the other because tra ding is a very good key for you to have good success brother so keep it up.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      jee janab aisa hee hey lkey aap ko agar trading jab bi karni hogi tho aap ko apneyy trading sey stess nikal naa hoga yani aaap ko cool mind sey hee trading karni hogi jis ka asar aap key trading pey hoga or apko profit hota rahey gaa
      • #303 Collapse

        Best tareeqa yahi hai k aap apne losses ko apne seekhnay ka process count krein aur jo jo ghalatiyan hon unko positively lein aur dubara na krne ki koshish krein. Loss aur profit dono hi is business ka hissa hain so aap dil pe na lein aur ALLAH pe bharosa kr k dubara trade krein
        • #304 Collapse

          ji janab ap ney pocha hian k jab hum trade lagty hain toh stress min kyun chaly jaty hain wo islye kyun k hamre sath market ki knowledge nahi hoti aur nah kuch pata hota hain islye hum kabraa jaty hain k kahin lose na hojaye jis k waja se stress main rehty hain ..
          • #305 Collapse

            mai ye samjta hon hum forex trading mai stress ko dur is trha rakh sakte hai k trading karne se pehly good planning ki ho or market ko thek se follow kiya ho or confedience mai rehe kar stress ko dor kr sakte hai.
            • #306 Collapse

              forex me trading krty howe hume stress us time feel hoti hy jab humary pas market knowledge nahi hota or na he hamry pas koi trading plan or plat form hota hy jis me hum apni trade ka level nikal saky or aik proper trade ke zreye hum aik achi trade manage kr ke profit earn kr saky
              • #307 Collapse

                jee ha sir sahi kaha ha ham jab forex ma tarding krtay ha to hamay kasi ches ka stress nai lana chahiye agar hamary pas koi streess ha to wo hamay us time nai yad rakna chahiye kay jab ham forex pay tarding start krtay ha qk stres hamra kam galat bhi kr sakta ha or haamy loss bhi ho sakta ha islay mind fresh ho kr kam krna chahiye
                • #308 Collapse

                  hum ko yha pay khud he dekh lena chahye k hum kesay kam karty haina ur hum ko zyada nahi bus khud he in cheezon ko ghor say dekhna hota hai aur kam karna hota hai.
                  • #309 Collapse

                    mere dost apne pocha hian k jab hum trade lagty hain toh stress min kyun chaly jaty hain wo islye kyun ki hamre sath market ki knowledge nahi hoti aur nah kuch pata hota hain islye hum ghabraa jaty hain k kahin lose na hojaye jis ki waja se stress main rehte hain.
                    • #310 Collapse

                      well brother trading karte time tension to hoti hai aur greed b a jate hai jis hum sahi terikay trading nae kar patay hai is liye trading k time hum ko apna mind cool thana ho ga tbbab hi hum per trading karte time experience use kar pay gay
                      • #311 Collapse

                        strees ksi bhe business men loosss ka sabab banta hy aur insta forex kyb andr to streess kafi nuqsan ka bais bn sakti hy....is liy jab bhe trading start kren bilkul coool mind ky sath kam ko start kren aur hr kism ki zehni tention ko us waqt zehn sy nikal kr trading start kren.........
                        • #312 Collapse

                          good point .. trading k doran bht logg strrees may hotay hay ... i say bachnay k best way yai hay k hum thora rest kar lay q k rest bht important hay ...... jb rest kar lay to phir trading kar lay relax ho k
                          • #313 Collapse

                            g fore me trade krte wakt her kisam ki stress or preshani ko hud se door hi rakhna behter hota ha traders klie traders is me ager dekha jay to preshani k aalam me loss ho krte hen is lie un se achi tra se analysis nahi ho pat or result loss me hota ah
                            • #314 Collapse

                              Forex trading ap kabhi bhi stressed mind ke sath nahi kar sakte,aur is mein kamiyabi ke liye apko apne mind ko fresh rakhna hoga,iske liye ap daily taregts set karen aur kabhi bhi uns targets se ziyada exceed na karen aur kabhi bhi over trading na karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                mery keyal may forex may stress ko dour krny ky ley ap ko es ka knowledge hna chaye aor ap ky analysis achy hon to ap es may easily kam kr skty hyn aor acha profit earn ho skta hy,forex best aor fast earning system hy aor ham es sy behtreen profit ly skty hyn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X