Lot size variations
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size variations
    g dear bohat say baray traders yeh advise kertay hain kay lot size 0.01 use kerain to mayyeh kehna chahta hu kay ager ham pairs per 0.01 ki lot per trade kerain to koi faida nahi hay to lize size cheez k hisaab say decide keray q k gold cl or pairs ki lot barabar nahi lga saktay hay aap
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb main aapki baat say agree karta hun k jub bhi ap trade kagayen apni lot size zaror check kar lain jub aap lot size ko sahi samajh jayengay aap aik achay profit ki taraf chal parhaingay har curruncy ka apna lot size ka hissab hita hai ....
    • #3 Collapse

      bhai bat yah hai lot hum apny balance k mutabk lgaty hain money management krty howy agir aap ka balance he 100$ ua o's Sy kam hai to phir aap ko 0.01 he lgani chaye agir aap k pass big deposit hai to aap lot ko increase kr skty hain ziada lot lga skty hain but yad rhy lot aap ko otni lgani chaye jis sy agir loss hota hai to aap ja account wash hony ki trah na jay
      • #4 Collapse

        g han bilkul pairs or gold me boht difference hai or ham in ko aik dosry k sath multiply nhi kar sakty lot size aik main point hota hai ap ki earning ya loss ka es lye es ka boht kheyal rakhna chahye ye ap k capital py depend karta hai agr ap k pas big capital hai to ap lot size zyada rakh kar bhi risk ly sakty ho or acha profit hasil kar sakty ho or agr ap k pas capital kam hai to ap lot size low rakh kr kam kro
        • #5 Collapse

          forex trading main jo lot size hota hai wo hmary capital k hisab se hota hai q k jitna hmary pass capital hota hai hmain osi k according he lot size lgana hota hai jub hmaey apss capital kam hota hai tab hum lot kam use karty hain jub hmary pass capital zeyda hota hai tu hum bari amount k sath lot bhi bari lga skty hain
          • #6 Collapse

            agar hum lot size ko sahi say use karty huway trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main jitni ziada mehnat ki jaye gi utna acha hum market main earn kar sakty hay aur humay chahiye keh lalach main lot size ko kabhi bhi ziada use na karen
            • #7 Collapse

              humain lot ko set kar kay kam karna ho ga kkun kay is kay bgyr hum kam nai kar sakty hain is main high riks main kam karna chahty hein to lot size ko high laga sakty hain magr is main active ho kar kam karna ho ga kun kay high risk main aik hi minute main loss hho sakta hay or aik hi minute main profit b ho sakta hy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                lot size ko set kar kay kam karna hota hay kun kay is main jo b order ko place karna hota hay is main lot ko high size main use karny say high risk hota hay jis say market main kafi achi earning hasil ho sakti hay magr aik minute main loss b ho sakta hay humain lot ko khud set karna hota hay ka kam karna asan ho

                اب آن لائن

                Working...
                X