agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?
    Forex business me agar traders ko loss ho jaye per to hedge strategy useful ho sakti hay agar ham esi hedge strategy ko esy situation me kia hamy hedge trading strategy ko ehmeyat deni chaye, agar buy ka trade profit me to kia esy me hamy profit trades ko loss se safe rakny key ley sell order be place kar dena chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hedging situation in profit

    Hedging ka istemaal trading main kise bhe un honi ya phir tawkuaat kay khilaaf market kay move karny par kiya jaata hay. Aur bht sary log hedging ka sahee istemaal kar apny profit ko save aur apny nuqsaan ko kam karty hain. Abi aap ny jo sawal kiya hai k profit main hedging 1 soorat main ke jaati hay. Wo soorat main aap ko 1 misaal sy btata hun.

    Farz karin aap nay 1 trade open ke aur wo aap ny trade long term k ly open ke hay. Us main abi aapko profit hona suru hai aur bilfarz abi ap ko 500usd profit ho raha hai. Ab aap ny apny analysis kar k trade open ke hui the lekin baad main kuch situation aise banti hay k market aap ko lag raha hota hay kay aap kay against jay ge aur phir dobara sy apna trend start kar dy ge. To aap wo apna profit hedge kar k save kar lety ho aur jab market ke position clear ho jati hay to us kay baaad aap dobaraa say hedge ko khatam kar dety ho.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Forex business me agar traders ko loss ho jaye per to hedge strategy useful ho sakti hay agar ham esi hedge strategy ko esy situation me kia hamy hedge trading strategy ko ehmeyat deni chaye, agar buy ka trade profit me to kia esy me hamy profit trades ko loss se safe rakny key ley sell order be place kar dena chaye?
      Hedging traders ki ek trading strategy Hoti Hai Is Se traders market ki movement on market ke trend Ka Pata Lagate hai aur job market ke trend Ka Pata Lag Jaye Toh usse Saidapet red Laga Lete Hain aur dusri Ted cut kar dete Hain q k us time hedging ka kam. Khatam ho jata hai is liye ham wo trade cut kr daity hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        g ahn bahi apki bats ahi hai forex trading main jub hum trading karty hain or hmain loss hota hai tu hmain apni tade ko close nahi karna chhyae long time farme k sath lagi rhany dena chhyae q k jub hmari trade loss main ho or hum hadging main trading ki ho tu market kuj dinu main wahen a ar move karti hain jahan se hum ny order lagya hota hai tab hum os loss se bach jaty hain tu hmain aysa hjota hai k hmain profit ahi milta hai maghr hmain los bhi nahi hoti hai or hmain jitna bonsu hota hai otna he hmain bonus mil jata hai or huma sani se apna bonus dobara wapas ly lety hain maghr es k liye hmain wait karna aorhta hai
        • #5 Collapse

          forex trading main jub hmari trade loss main ja rahi ho tu hmain market ko achi trha chek kar lena chhyae or boht se trador jub loss hota hai tu order close kar dety hain or kuj trador wait karty hain tu hmary liye dpnu sorten sahi ho skti hain maghr apni apni khasiayt se hoti hai tu jo bhi action lena hota hai achi tra nalayse ko use karty howe karna chhyae kbhi bhi jald bazi main loss ko cover karny ki try nahi karni chhaye q k jub hum jlad bazi main kuj karty hain tu hmain loss ne hota hai na k hum kuj acha kam karty hun jald bazi main galti k hony k chances hoty hain
          • #6 Collapse

            G han bilkul hedging stretigy tab successful ho sakti hai jab trade profit main chal rehi ho lekin isky liay ap and lot size sy open trade ky against trade open nehi kerain gy balky half lot size sy trade open kerain gy ky agar market same direction main move kerti rehti hai tou aesa na ho ky hasil shuda profit bhi loss main badal jaey lekin agar reverse move kerti bhi hai tou ap same time main profit wali trade ko close ker ky loss wali trade ky against aik aur trade half lot size sy open ker lain ky market jis direction main bhi move kery tou aik main profit zarur ho phir jab market support ya resistance ko touch ker rehi ho tou again profit wali trade ko close ker lain aur loss wali ko profit main jany tak continue rakhain tou jab tak woh bhi profit main close hogi tou kafi profit hasil ho chuka hoga
            • #7 Collapse

              dear jaisy ap ne baat ki hai hedging ki to ais mai ye hai k kuch log to ais ko sirf tab hi use karty hai jab aun ki trades kafi zayda loss mai chali jati hai aor sirf apna account bachny k liay use karty hai magar kuch log hai jo hedging strategy par kaam kar k profit banaty hai to ais k bary mai ap ko thori si detail batata hu.

              Hedging k Zarye Loss ko control karna
              dear jaisy ap ko pata hai k hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ais mai aus tarha kaam ni karty jis tarha hum ko ais mai kaam karna hota, hum ais market mai kaam karty hai magar tp aor sl ni lagaty jis ki waja se hum ko zayda tar ye masla aata hai k humri jo trades profit mai aati hai wo hum profit mai close kar dety hai magar jo trades loss mai ho aun ko hum close ni karty jis ki waja se humri loss wali trades phansti jati hai aor hum aun ko cover karny k liay aor trades lagaty hai aor wo bhi loss mai jati hai jis se humra account phans jata hai aor kafi zayda loss ho raha hota hai agar hum aus loss ko control karna chaty hai to hum ko aus time hedging wali strategy par kaam karna chaye ais se ye faida hota hai k hum agar hedging karty hai to ais se humra account par loss jo ho raha hota hai wo atna hi hota hai magar hum jis lot se hedge karty hai aus ka tp ni lagaty aor jab market humry opposite jati rehti hai to hum hedge wali trade ka stop loss entry point par laga dety hai aor jab market wapis humri side par aati hai to humra account recover ho jata hai aor hedge wali trade bhi entry point par aa k close ho jati hai.

              Hedging Strategy se Profit
              dear abi mai ap ko jo trading strategy batany laga hu ais mai ye hai k hum ko ais mai agar trade karni ho to hum ko ais mai hedging tab karni hoti hai jab hum phli trade laga rahy hoty hai ais mai ye ni hai k jab humri trades loss mai chal rahe ho to hum tab hedge kary ais mai hum ne tab hi hedge karna hota hai ais liay ais mai thora sa change hai.
              sab se phly ais mai hum ne aik hi time par buy aor sell same lot ki lagani hai aor hum ne ais mai trades ka tp laga dena hai 40 pips aor aus k sath hi hum ne pending orders choar deny hai 50 pips par jaisy hi market humra aik tp hit kary gi to humra profit ban jaye ga ab humra kaam ye reh gia hai k hum ne ais mai jo trade loss wali chal rahe hai aus ko 0 par close karna ya kuch profit mai close karna to aus k liay hum 10 pips ka gap dety hai ta k makret agar waha se hi wapis aati hai to humra loss khatam ho jaye ga aor aus k sath hi hum apny pending orders delet kar dy gay ni to sath pending orders lagaty jaye gay aor account ka loss khatam kar ley gay.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Forex business me agar traders ko loss ho jaye per to hedge strategy useful ho sakti hay agar ham esi hedge strategy ko esy situation me kia hamy hedge trading strategy ko ehmeyat deni chaye, agar buy ka trade profit me to kia esy me hamy profit trades ko loss se safe rakny key ley sell order be place kar dena chaye?
                dear jaisy ap ko pata hai k hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ais mai aus tarha kaam ni karty jis tarha hum ko ais mai kaam karna hota, hum ais market mai kaam karty hai magar tp aor sl ni lagaty jis ki waja se hum ko zayda tar ye masla aata hai k humri jo trades profit mai aati hai wo hum profit mai close kar dety hai magar jo trades loss mai ho aun ko hum close ni karty jis ki waja se humri loss wali trades phansti jati hai aor hum aun ko cover karny k liay aor trades lagaty hai aor wo bhi loss mai jati hai jis se humra account phans jata hai aor kafi zayda loss ho raha hota hai agar hum aus loss ko control karna chaty hai to hum ko aus time hedging wali strategy par kaam karna chaye ais se ye faida hota hai k hum agar hedging karty hai to ais se humra account par loss jo ho raha hota hai wo atna hi hota hai magar hum jis lot se hedge karty hai aus ka tp ni lagaty aor jab market humry opposite jati rehti hai to hum hedge wali trade ka stop loss entry point par laga dety hai aor jab market wapis humri side par aati hai to humra account recover ho jata hai aor hedge wali trade bhi entry point par aa k close ho jati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?

                  Largest traders me some spelling mistake hai resemblance to traders ka profit and loss Mein change ho jata hai isliye traders ko chahiye K trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaya profit banane ki grade na Karen is lost Agencies badh Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?

                    Hedging strategy may be kay aik achi trading strategy ho. lakin is main masla tab ho sakta hay jab broker hedging ko allow hi nahi kerta. tab trader kabi bhi forex trading main yeah trading strategy use nahi ker sakta. is liye trader ko is trading strategy kay sath sath kuch aur skills bhi seekhni chahye ta kay ager hedging not allowed ho to trader asani say apna kam chala sakay. wesay jahan tak mera khayal hay hedging strategy tab hi use kerni chahye jab trader ka loss main janay ka andesha ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?

                      forex mai strategy ke bohat ahmeyat hain hamy ache learning ky bad is mai kam karny ka risk lena chahey hamy ache strategy bana kar isy pahly demo mai test karna chahey or pher real account mai lagana chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam karty gy to hamy loss ho jy ga forex aik real business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai legal ban cuka hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
                      • #12 Collapse

                        Re: agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?

                        Hamari trade profit Mein Hai To Hum is trade ko profitable trade kya sakte hain aur Hamari your planning Ho Gayi Woh Ek bahut hi acchi planning Hogi isliye sabse pahle apni planning ko acche se acche karna chahiye FIR trading Karni chahiye FIR aapko bahut hi jyada fayda hoga
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Re: agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?

                          Genius Gopala nahi karte hain Hamein bhi yahan par long time kaam karne se Kuch Bhi Nahi Milta Hai long time kam karne ke liye Humne Apne seniour scho calling karte rehna chahiye in se Hamesha Apne account ke liye guideline lete Rahna chahiye iski wajah se main apne account ko Kafi Jyada stronge and stable bana sakte hain without any type office analysis Kyunki Agar Hum accha kaam Karenge to achi minute Hogi Yahan Par
                          • #14 Collapse

                            Re: agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?

                            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main hum log aksar loss main heging karty han ta k ziada loss na ho par same profit main asa ni karna chae ha Mary Khayal main jtna profit ho jay usy la kana chae ha or value close kar dani chae ha heging kar k loss ka risk ni lana chae ha main agr ap ny buy kea hua ha or value profit main ha or ap ko lagta ha value wapis jay ge to ap phr buy close kar Dan jab value down jay to wahan sy dobra buy kar dan or hamsha Market k trend ko follow karny ta k loss k chance both kam hon or ap ziada sy ziada profit ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agar trades profit me ho to be hedge strategy useful ho sakti hay?

                              nahe main us main aik trader ko ye advice karoun ga k jab bhe app ki traders profit main hoon to un ko hedge karnay ka koi faida nahe hia app usmain apni sab trades ko ager break even ker dain our un ko long term k leay hold karty hain un main say do trade ager chaar main say profit main aati hain to wohi app ko kafi acha profit dian geen app us main ager hedge kerty hain to profit agay nahe hota hai our us say better pher ye ho ga k app close ker dain our new setup pay kaam karein our trades lain our zeada say zeada earn karein gay to app ko profit maximize hoo ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X