Forex main knowledge Vs experience kia zarori hy???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main knowledge Vs experience kia zarori hy???
    Dear friends forex main aik trader k lear kia zarori hy sirf knowledge mery opinion k mutabik toknowledge our experience dono he zarori haen ager kisi bhe business main sirf knowledge he useful hota to pratice kabhe bhe na ki jate sirf kisi bhe business ya job k related knowledge hasel ker k usko shuro ker deaya jata to acha profit milta app log us barey main apna opinion dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai aap nay durust kaha hy ky knowledge and experience dono he boht zaroori hay knowledge ky baghair aap experience nahien hasil ker sakty and experience ky baghair sucess ais liye experience ky liye knowledge ka hona zaroori hy and achy results ky liye experience ka hona zaroori hay
    • #3 Collapse

      Dear first of all to knowledge Apko chahey hai jis ke base par aap market main kaam karty ho. Aur knowledge na hony sy market main kaam karna mery nazdeek to fazool he hai. Aur jab pehly saari malomaat hasil karty ho. Market main kaam kay hawaly sy jitny points clear karty ho to phir us kay baad us knowledge ko istemaal karty huy aap trading karty ho. Aur phir es tarha sy aap ka experience banta ha. Zahir see baat hai k aap jab tak market main kaam nahe karo gy experience us wakt tak nahe ban paay ga.
      • #4 Collapse

        slaam to all forum members...agr app knowledge vs experience kaho to dono he zarori hain kisi bhe feild ka knowledge kafi nahi hota jisa ka hum school colleges main study krta hain lakin jab hum practical life main atha ha to study ur practical main boht frq hota ha yahi frq forex main bhe hota ha app ko knowledge ka sath sath experience bhe gain krna chye jo ka zyida sa zyida practice krna sa milta ha...
        • #5 Collapse

          waise toh duniya mein Na Lage ka muqabla to koi bhi cheez nahi kar sakti lekin agar aap knowledge or experience Ko Dekhe to experience we both Badi cheez hoti hai aur knowledge we both achi cheez hoti hai lekin Agar Dekha J2 knowledge experience experience both Each Other better Hota Hai Kyun K IMA both rigid and knowledge bhi deta hai
           
          • #6 Collapse

            Waise toh forest main knowledge or experience
             
            • #7 Collapse

              Forex trading me main point of view main knowledge or experience 1 trader ke liye bahut zaroori hai sirf knowledge hassil Kar Gaye aap Forex main kabhi bhi professional trader nahi ban Sakte kiske saath saath aapko experience b demo account se Hasil karna hoga Jisme aap different strategies Apne knowledge to use karti hui hai plan Karenge Aur phir uske upar aapko acchi earning Hogi isiliye aapko Forex me Forex ki taleem aur experience Dono Ki Zaroorat padegi free APK successful trader Maine Panga
              • #8 Collapse

                Dear forex trading mein dono bahut hiii zaroriii hay agar ap ki paaa knowladge hay aor experience nai hay to ap trading nai kar sakty trading mein mein paractice sy hiii experience hasil hota hay experience hasil karny k liye khoob paractice karniii chahiye
                • #9 Collapse

                  bhai apki bt to thek hai agr hmary pas knowledge hoga isk about to knowledge k sth sth experience bhi chahiye knowledge mangta hai experience or experience mangta hai knowledge forex main ye dono cheZain lazim hai otherwise not a called big trader or usk ilawa practice bhi bht hi zyada zruri hai q k practice sy hmain acha experience hasil hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Both are very important bhai log q k koi b agr ap kam krty ho to sub sy phly ap k pass os k knowledge ho ga aur os knowledge py ap apna kam kro gy lakin after a passage of time ap k pass experience a jya ga experience hamsha after some time he ata hy aur jub knowledge k sath experience mil jata hy to ap k kamyabi k chance 99% ho jaty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X