Forex kay asraat life mai positive ya negative
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kay asraat life mai positive ya negative
    Forex trading ka karobar aap ki zindagi mai kya asraat lata hai Positive ya phir Negative, agar positive hay to kaise or agar negative hay to kaisy please share karein sub dost.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex k asrat meri lyf me possitive hain is se mujhay aik bht achi job bhi mili aur meri routine achi hogai q k me free thi to mujhay aik job mili jis me bht kch sekh bhi rahi hun aur earning bhi kr rahi hun aur mera koi personal kam bhi ni rukta q k yahan time limit bhi ni hain isilye mujhay to bht achi aur positive changing mili hai.....
    • #3 Collapse

      bhai jahan tak meri soch hay forex k positive asrat he hotay hein hamari life per kiu k forex mein ap jab chahay work kar saktay hein,jaha chahay kar saktay hein or is say itna profit milta ha k ap is per work k sath sath apni life ko bhee enjoy kar saktay hein.
      • #4 Collapse

        is k asrath Positive hee ho gay q k yah 1 bohat hee achi job hai ager isay samja ja sakay or first isay learn karay per ager earn karay tu is say kafi achi income ho sakti hai waran tu per negtive hi asar ho ga is say
        • #5 Collapse

          Forex aik aisa business hai jiss se hamari daily routine pe bohat effect hota hai kiun kay jab hum bina experience, planning or knowledge kay trade lagaty hain or bina target of SL / TP trade karty hain tu phir humen majburan market kay samny bethna parta hai jiski waja se hum sara sara din apny PC ki screen kay samny bethy rehty hain or amoman loss hi hota hai is situation me.
          • #6 Collapse

            dear forex ke life per bad and good effect dono hote hai possitve aise ho ge jab hum trading kare ge hume profit ho ga or hum apni life enjoy kar sake ge jab ke negative asrrat tab piada ho ge jab hume trading me loss ho jaye to hum apneloss ko cover karne ke liye wrong way choose karte hai lekin ziyada tar forex ke life per posstive asrrat hote hai
            • #7 Collapse

              hahaha yaar loos pay kisy gusa nahi aata kuch deer kay liye hi sahi lekin har aik ko gusa lazmi aata hai par kuch loog sambhal bhi jaldi jaty hein kay forex ka kaam esa hai jis mein aap kay siwa kisi dusry bandy ki mudakhlat nahgi hoti aur aagar loss huwa hai to galti bhi apni hi hogi to aapni galti ko thek kar lena hi behtar hai
              • #8 Collapse

                mery khayal mein ager hum forex trading ke business mein ek achy or kamyab trader ban jaty hain to es ke aqsraat humari zindagi mein achy he hoon gay.
                • #9 Collapse

                  Please don't use this forum only for earning. this threat is absolutely right because if you use this forum only for earning then you can not learn anything , so you should to earn also learning from here.
                   
                  • #10 Collapse

                    yes its a good question that you asked profit is so small even if huge but loss is so large even its little because we feel loss by heart and we are very said about it so its true loss is large.
                     
                    • #11 Collapse

                      Asal baat ye hai keh hum profitable traders han ye loser agar hum profitable traders hain aur achi strategy kay through trading kar rahe hain to is main kafi successful ho sakte hain. Ar hamary din phir sakte hain forex kay through lekin agar hum loser hain to hum apni hi investment loss kar dainge.
                      • #12 Collapse

                        forex k asrat life pe postive bi hosaktay hai or negative bi is k waja jo log profit kamatay hain un ki life pe positive asar pata hai or loss walon pe nagitaaave asar
                         
                        • #13 Collapse

                          forex k asrat meri lyf me possitive hain is se mujhay aik bht achi job bhi mili aur meri routine achi hogai q k me free thi to mujhay aik job mili jis me bht kch sekh bhi rahi hun aur earning bhi kr rahi hun aur mera koi personal kam bhi ni rukta q k yahan time limit bhi ni hain isilye mujhay to bht achi aur positive changing mili hai
                          • #14 Collapse

                            Bahi aap isay na he postive keh sakaty ho na he negative keh saktay ho kiyn kay yeh depend karta hai aap kay kaam karnay par kay aap kaam kesay karty ho agar aap rules kay mutabiq karty ho to lazmi si bat hai postive he hon gay aur agar aisa nae karty to negative he hon gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mare dost yer mare khyal me agher ap forex trading business market ko start karo tu yer agher successful bi ho jaho tu forex trading business market ap ki life change kar da ga mare dost is me koi shak ni ha yer.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X