Day 1 chart ki importance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day 1 chart ki importance
    Day 1 chart ki importance bahot zeyda hay day 1 chart me agar market ki movement ko judge kia jaye to es chart key through long aur short term trading key ley ham market ko other time frame chart se zeyda behtar market ko analysis kar sakty hey, day 1 chart me market ki movement se long term aur short 2no techniques se ham trading kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Day 1 chart ki importance

    G bilkul shi kha ap nay kay day 1 ki chart humain ainda bhi profit mai kam daite hai tu ap ki day 1 kay chart pay nazar rakhni chae ta kay agaye ja kay ap ko acha profit mil jata hai tu try best
    • #3 Collapse

      Re: Day 1 chart ki importance

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Day 1 chart ki importance bahot zeyda hay day 1 chart me agar market ki movement ko judge kia jaye to es chart key through long aur short term trading key ley ham market ko other time frame chart se zeyda behtar market ko analysis kar sakty hey, day 1 chart me market ki movement se long term aur short 2no techniques se ham trading kar sakty hey.
      Dear sir, ap ne bilkul sahe kaha k day1 k chart se ham long aur short term dono trade Kar saktey han lakin agar short term trade karni ho to meray khayal se h4, h1 aur 30m charts ko together karne se yehni teno k anaylsis se acha profit mil sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: Day 1 chart ki importance

        Buhat ehmiyat hai buhta hi achi trades milti Hain agar ham is mein mehnat karain to ham buhat hi achi earning Kar sakte Hain magar is mein buhat faeda tab hai jab AP smart work karain aur learn karain practice karain aur us ke sath emotions ko control karna seekhain jab Tak greed AP ke sath hai AP kameyab nahi ho sakte is liye AP ko chahiye ke emotions ko control karna bhi seekhain
        • #5 Collapse

          Re: Day 1 chart ki importance

          Dear day 1 ki chart main bht ziada imprence hy day 1 main markit ki movement ko judge kia ja sakta hy day 1 main trading sy hum long term aor short term dono tra ki trading krnay main help milti hy aor achi tra annylisis kr saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: Day 1 chart ki importance

            agar hum forex trading main money management karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es liye humay kabhi bhi es business main lalach ki zad main nahi ana chahiye kyun keh lalach main aa kar humari trading nuqsan ka bais ho sakti hay es business main mehnat karty rehna chahiye esi main faida hota hay humara
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: Day 1 chart ki importance

              forex mai hamy har tecnique ko use karny ka experience hasial karna chahey or pher charts ko use kar ky kam karna chahey forex mai day 1 chart ke bohat ahmeyat hain forex aik asa business jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex aik world wide business hain hum is mai agra tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Day 1 chart ki importance

                forex mai day 1 chart ke bohat ahmeyat hain hamy is ko apny experience hasial kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                • #9 Collapse

                  Re: Day 1 chart ki importance

                  forex aik big business hain is mai day 1 chart ke bohat ahmeyat hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain is ke market bohat bare hain hum agar is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Day 1 chart ki importance

                    anyslis k lehaz say d1 and h4 bhto he best time fream hain dear is k bina trading karna i thing k mushkil hain forex trading main D1 lazmi hain H4 main achi tara analiysis ki jati hain dear forex trading main entry k liye sab importance hain analysis jis k bina trading karna mumkin nhe hain dear trading k liye zarori hain k haar chez ka khayal rakha jy lot ise ka b khaas khayal raka jy dear
                    • #11 Collapse

                      Re: Day 1 chart ki importance

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Day 1 chart ki importance bahot zeyda hay day 1 chart me agar market ki movement ko judge kia jaye to es chart key through long aur short term trading key ley ham market ko other time frame chart se zeyda behtar market ko analysis kar sakty hey, day 1 chart me market ki movement se long term aur short 2no techniques se ham trading kar sakty hey.
                      Joe traders long term trading karte hain unke liye Dev and chat Ko Dekhkar trading karna kaafi useful hota hai Kyunki ispe long term pe market Ko Dekha Ja sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Day 1 chart ki importance

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Day 1 chart ki importance bahot zeyda hay day 1 chart me agar market ki movement ko judge kia jaye to es chart key through long aur short term trading key ley ham market ko other time frame chart se zeyda behtar market ko analysis kar sakty hey, day 1 chart me market ki movement se long term aur short 2no techniques se ham trading kar sakty hey.
                        baray time frame par trade karnay ka sab say bara ya faida hai kay ap ko clear trend milta hai or noise kam hoti hai mean price taizi say uper nechay nahen jati or ap ko price aik direction main travel karti hoe nazar ati hai jis say ap support resistance achay say nekal letay hain or trend asani say malom kar letay hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X