Trading k daoran ghussa kab ata hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k daoran ghussa kab ata hey?
    Dear brothers forex trading men kabi kabi aesa waqt bhi aata hey jab banday ko bahut ghussa aata hey aur dil karta hey k trading ko chor den kiun k jab ap market ka trend dekh kar trade lagatay hen tu ussi waqt opposite trend change ho jata hey ya trade profit men ja rahi ho aur achanak bahut ziyada loss kar jay uss waqt bahut ghussa aata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

    apki bat bilkul theak ha kabi kabi aisa bhi hota ha k hm market k trend k hisab sa trade lgatay hn aur achhanak trend change ho jata ha to us waqt trader ko bahot ghussa ata ha mgr business mn up and down chalta rehta ha is sa preshan naen hona chayay
    • #3 Collapse

      Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

      Dear bro loss aur profit har business main hota hai..forex bhi aik risky business hai..jis main loss aur profit hota hai..forex main acha profit earn karny k liye zaruri hai keh forex ko ziyada sy ziyada knowledge gain kiya jaye aur demo account per ziyada sy ziyada practice ki jaye. forex main jb loss ho jaye to phir sabar sy kam lena chahye aur us time trading nhi karni chahye..
      • #4 Collapse

        Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

        Yes bro ap ny thk kaha market ki movement aksar oqat body ko confused kr deti hy aur samjh ni aa raha hota k kia karen.esi sorat min bahut ghusa ata hy aur dil chahta k es ko chor hi dein.lkn esa ni karna chahy apny behavior ko positive rakhna chahy ta k forex k loss ko bhi accept kar saken.uar loss har dafa ni hota kabi kabi achi khasi kamyabi bhi mil jati hy.
        • #5 Collapse

          Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

          Ji bilkul jab esa hota hey tab bht gussa ata hey . Magr us waqat control krna chahiye aur trade close kr k Cool down hona chahiye. Pir jab fresh ho jyo aap pir start kro
          • #6 Collapse

            Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

            Kia baat he hay janaab may apnay experience k hisaab say ye batha Doon ke trading may sab say ziada ghusa os waqth aatha hay jab aap apnay loss may chal rahe trade close karthay hay our oskay opposite side par trading karthay hay our wo be apna trend change Kar day tho os waqth apnay aap bar buhut ghusa aatha hay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

              Trading mein zahir si baat hai kay ghusa uss waqt ata hai jab humain forex mein loss hota hai aur market humari trade kay against move kerti hai iss lye humain chahyea kay aise planning kerain jis sae humain loss ho aur hum ghyssa kerain
              • #8 Collapse

                Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                agar hamy loss he hota rahy hum kam kar ky disturb ho jaty hain hamy gussa ata hain hamy apne bad feelings ko qabo mai rahkna chahey or hamy relax ho ky apne mistakes ko find out karna chahey pher hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik world wide or legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                  forex mai hum jab kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hum apne marze sy time table bana kar is mai kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                    Assalamu Alaikum Ji Bhajan aapne bilkul sahi kaha hai lekin main aapko Itna batana Chahta Hoon Ki Hamein Mujhe training ke Waqt gussa gussa Aata Hai Jab trading ki movement Ek jagah par rehta hai risky hota hai isliye Ja Tu hone profit ho yaa hmara account was karwa de lekin ek hi jagah par r ukde rukte teention Hota Hai aur Hamein gussa ho jata hai Shukriya
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                      Friend ap nay sahi kaha hai,jis business main humain profit nhi hota hai humain iss ka koi faida nhi hota hai kun ka yee ek bohat ee acha business hai iss main humain loss toh hota e hai lakin iss sa humain profit b acha hota hai kun k jab humain iss se acha profit nhi hota tph humain iss main orr zaydaya mahanaty ki zarurtat hai lakain jab humain iss se acha prioft ho gaa toh humain iss se kafi acha respomnse nhi mil sakata hai ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                        Dear ham is mein mehnat kar te hain lin ham ko is mein mehnat k bawajud is mein ham ko kam bonus hota hain aur ham use bonus oar trad kar te hain hamara account wash hota hain to hi ham o is mein loss hota hain ahm ko is mein iahtyt se mkam karna chaiye is mein ham ko ghus nahi karna chaie is mein ham ko sabr se kam arna chaiye ta ja ka a is meinamyb ho sakte hain aur is meinern kar skte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                          Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai trading karte waqt Hamen gussa use Waqt Aata Jab Hamen loss hota hi Jab Hum Soch Samajh Kar market ko achi Tarah check Karke trading Lagate Hain ekdum market opposite Ho Jati Hai Hamari tried loss Mein Chali Jati Hai is Waqt bahut gussa Aata Dil Karta Hai Kaam Ko Chod de Hamein gussa Nahin Karna chahie balke Sabar karna chahie Agar Sabar Karenge Ek na Ek Din zaroor Kamyab Honge
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                            Dear member Hamein trading karte hue is Waqt ghussa Aata Hai Jab Hamara trade loss Main Chala Jata Hai Aur Aisa Kabhi Hota Hai Jab Hum market Ko aChi tarhar Sen analyses Nahin Karte Jiski wajah se Hamein loss hota hai aur Hamein bahut hi mayush hote hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                              Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,Forex business main little earnings good nai hain is business main hamen acha work kar kay huge money gain karni chaye agar ek trader kay pas acha knowledge hoga to wo acha kama sakta hay is business main learning bohat important hay traders kay leye ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X