Forex business life cycle, how far forex industry can survive?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business life cycle, how far forex industry can survive?
    You are really great discuss about the life cycle in the Forex business platform. When we are try to making trade in this platform that time we think that earning money is necessary. But after overcome some time we are realize that learning is the great theory of this business. Successful traders are invest their time learning and experience and making target to invest full life with this business.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex mai ap ko boht acha kam karna parta hy jab ap es business ko seekh k karo gy tu he ap es mai acha kam kar sako gy aur aage tak chal sako gy par jab ap aysa nhn karo gy tu ap ko kabii b es mai faida nhn ho ga,,,
    • #3 Collapse

      brother is market main itna zaida potential hai kai yeh market kabhi band nai ho sakti is baat ki tu guarantee hai because jo brokers yeh kam kar rahay hain un ko loss tu hota nai aur wo hamari aur selling and buying say profit hi earn kartay hain.
      • #4 Collapse

        jee han learning hi sab kuch hoti he jo forex me ak nakaam traders ko be kamyaab bana deti he or jo learn kie bgair kaam karte hen unki qismat me phr loss hi rahta he or woh phr luck hame kahte hen agar learn kar ke kaam karen ge toh INSHA ALLAH yh forex ak acha bsuiness life ke lie sabit ho ga
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum jesa key me pehley be kai bar ye bat kah chuka hoon key forex trading ka business aik world wide real business hey jo key kabhi nahi band hoga aur is sey hum apni life ko bohat acha bna saktey hen aur apney future ko secure kar saktey hen.
          • #6 Collapse

            forex trading abi ki puri duniya mein se zyada business krny wali jga ha or hr koi is facility se faida utha skta ha. forex ka industry balky hr shoby se taluq ha kyu k ajka currency ki exchanging hona bohat zyada ha jo hr country mein hoti ha.
            • #7 Collapse

              bhai jaan mare khyal se yeh business koi aam business nai hai and yeh 1971 se chala a raha hai and issi business main he hamara future hai and mare khyal se to yeh business kabhe bhe end nai ho ga.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex main kam karna hay to is main kafi mehnat karna ho gi jis say hum market ko samjh sakty hain kun kay market main kam karna aik aim set kar kay kam karna sai hhota hay is main log apni life kay liye humain demo ko use kar kay achy say ana ho ga low risk main trade karna ho ga ta kay market ko smjhny main asni ho sakay loss km ho
                "The mind is everything, What you think you become"

                اب آن لائن

                Working...
                X