hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye
    gi han hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye agar market uper ki taraf move kar rahi ha tu hamein bhi uper ki taraf move karna chahiye agar woh dwon ki taraf move kar rahi ha tu hamein bhi down ki taraf move karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

    Assalamu Alaikum dear friend ji aapane bilkul sahi baat ki hai Hamen Hamesha market ke mutabik Chalna chahie Kyunki Agar Ham market ke mutabik nahin chalenge To Ham kabhi bhi Forex trading se yah ummid Nahin Rakh Sakte ki ham achha profit Hasil kar sake yah Forex trading Mein Kamyab ho sake isliye Hamesha trade Lagane se pahle international market ko aur international news ke sath touch rahe hain aur international market ko analyse karne ke bad trade lagayenge to Inshallah aapko Forex trading mein bahut jyada kamyabi Milegi aur aap kafi Mani bhi Aaram kar lenge aur David aapko bahut jyada Forex trading mein tarkki bhi Milte Jayegi
    • #3 Collapse

      Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

      gee agar hum chahtay bain k bum frex trading se paisa kama kein to phir hum ko hanesha market ki faviur mein kaam krna hoga aur kabhi bhi market k khilaf kaam nahi krna hoga.agar hum market k khilaf kaam krengy to phir hum ko sirf nuqsan hoga.
      • #4 Collapse

        Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

        Ge Bhai aisa hi hai hamen market ko dekhkar Hi chalna chahie kyunki market jis tarah jayegi hamen hi use sabse planning aur aur strategy karni padati hai aur usi ke sabse faisla karne hote hain tan ke nuksan se bacha ja sake aur accha profit Hasil Kiya ja sake
        • #5 Collapse

          Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

          Trade leny seh pehly market mai trend koh dekh lena chahiye kyoun keh trend repeat hony keh boht chances hoty hai or is keh ilawa aap ko bhi andaza ho jata hai keh aaj market sara din kesi rahi phir aap sooch kr trade lety hai jis sy loss keh chances km ho jaty haii
          • #6 Collapse

            Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

            Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men market her waqt achi position men nhi hoti iss liay hamen trading men jaldi nhi karni chahiay balkay wait karen aur jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath movement karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen lekin kabi bhi trend k opposite trade nah lagaen warna bara loss bhi ho sakta hey
            • #7 Collapse

              Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

              Bhai mera mutabik to ya lazmi nai k hm market k mutabik hee chla krain kun k kafi cases main market loss main b ja rhi hoti hai to iss liya hmain zeeada dehan apna profit ko zeeada krna kee koshis main lgana chahya..
              • #8 Collapse

                Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

                Ji han vah doston Kisi bhi chij ko samajhne ke liye use chij ke andar work karne se Hamen Pata chalega ki vah kya chij hai same like Forex trading market mein ham Jab kam Karenge To Hamen Pata chalega ki Forex trade market kya hai Jab ab Hamen is baat ka pata chalega ki market mein Kab aur kaise bar karna hai aur aur Market mein Kab aur kis jagah investment karni hai tabhi hanen loss Nahin hoga
                • #9 Collapse

                  Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

                  hamen hamesha market ke sath chalna chahie mar gai kya market ke aage Nahin chalna bal ke Uske piche chalna hai jis Tarah market ki movement ko dekh kar ham kam karenge Apne hamara kam
                  • #10 Collapse

                    Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

                    Hmm forex main kamyb hona hy to hm hmsha narky KY murk hi chlnw chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi achy or profitable business hy is main jitni mhynt sa konwldg or experience ky sath wark kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

                      Dear apne bhut achi bat ke hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka sath honaa bhut zadya zoure hota hay hum sb market ka mutbik too nai chl sakty hay market kabi oppar ja rhi hay kabi nechy aa rhi hay market ke moment kio kio samjh sakta hay jis ka pass experience aur knowledge ho phir wohi kamyab hu sakta phir wohi acha porfit haisl kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

                        hmain hamesha market mein us ke mutabik kaam karna hai agar ham mehant se kaam karte hain to ham kaam kar sakte hain aur ham earn kar sakte hain hmain is mein mehant se kaam karna hai agar ham practice kar sakte hain to ham kameyab ho sakte hain hmain is mein mehnat se demo pe pehle to kaam karna hai agar ham practice karte hain to ham earn kar sakte hain hmain is mein practice se hi kameyabi milti hai agar ham practice se kaam karte hain to ham kameyab ho sakte hain aur ham earn kar sakte hain aur ham earn kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: hamein hamesha market ky mutabik chalna chahiye

                          ager hum market k trend k aginst chulty han tu is se humain acha profit earn nhi ho sakta is liay jub hum kisi pair ko sell hota daikhein mean trend us k change hoat hoa daikhein aur news se bhi humain confirm ho k ab ya sell hi ho ga tu humain kum se kum lot se trade lag daini chahiy is se humain bht acha profit ho sakta ha.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X