How to Work Matching Low in Forex.???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Work Matching Low in Forex.???
    Salam My all Members ..! Umeed hain sub theek hon gy..! Aj ap sy aik question share krna chahta hun umeed hai ap iss mai meri rehnumai kren gy..! Ager koi senior member Matching low ky bary mai janta hai tu Kindly Explain it..!Thanks a lot..!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to Work Matching Low in Forex.???

    members ko apna Kam Karne mein bahut zyada expert hona chahie kyun ke jab members apne kaam mein expert Ho jaate Hain to is tarah Se hi un ko koi bhi problem nahin hoti aur voh apne kaam ko achi tarah Se continue kar lete hain aur kisi bhi member ko expert kis tarah Se ho na hai yah har ek member ki mehnat per depend karta hai ki koi bhi member kitni zyada mehnat kar raha hai aise members ke jin ke pass maximum balance nahin hota yahi vajah hai ke un ko trading karne mein bhi bahut zyada problem hoti hai un ko achi trading karne mein zyada aasani bhi nahin hoti is liye har ek member ko zyada balance hasil kar lene ke bad apni trading co continue karna ho ga kyun ke jab members is tarah Se apni trading ko continue kar lenge to un ko koi bhi problem nahin ho gi aur har ek member ko bahut zyada acha experience hasil kar lena chahie aur yah experience bahut zyada useful hona chahie aur yah sab ka lene ke bad koi bhi member expert ho jata hai aur expert aise members hote Hain ki jin ke pass experience bahut zyada hota hai aur yah experience hasil karne ke liye mehnat karna hoti hai har ek member ko apne kam mein bahut zyada achi tarah Se us per focus karna hota hai aur yah sab se important baat hai
    • #3 Collapse

      Re: How to Work Matching Low in Forex.???

      AOA Dears , aaj aap ko matching low kia is kay bary main kuch btany ki koshish ki jay gi jo k forex main aik intahai aihm factor hea aur agr is ka khial na rakha jay to kuch bhi un wanted results mil sakta hea Ham jab bhi koi trade trend k opposite open krte hain to hamen uss men zarur loss ho jata hai q k hamen forex men success only trend k sath hi milti hai jab ham ye soch kr koi trade open krte hain k ye market yahan se mur jay gi to ye hamari sab se barri mistakes hoti hai issi waja se hamen kafi loss ho jata hai isliye apni trades ko only trend k sath hi run kia krenagar market mai aik trade laga di hai aor wo trend k opposite hai to hum aus ko close ni karty aor sath lots lagaty jaty hai jis se humri lots zayda hoti hai aor market apny trend mai hi move karti jati hai aor humra loss zayda hota rehta hai aor jab tak humra account wash ni hota tab tak hum trades close ni karty.sometimes Aisa Hota Hai ke market Thodi Aapki Yaad Aati Hai Toh traders Uske against trade Laga Dete Hain Jani Trend ke against trade karte hain lekin market Apne trend pe Chalti rehti hai aur traders ko Jyada Se Jyada loss hota rehta haiaksar log jb dekhty hain k ik tarf boht zaida movement o gai a to khud se he suppose kr lety hain k abi movement reverse o ge aur trend k opposite trade lga dety hain aur zair a phir loss he o ga jb tk Ap ko fully signal ni milty aur Jb tk practical trend change ni hota kbi b trend k opposite trade Na lgayopposit trend pr hum trade tab lagata hain jab huma knowledge nahi hota ka trend kia chal raha hai bina study kia hum trade laga data hain or result pr loss mai ata hai is lia is lia study karain or trend ka mutabik trade lagain kiun ka agr ap is tahra nahi karian gain tu ap kabi bi trade mai kamyab nahi ho sakta hamesha loss ka samna krna pahra galog jb dekhty hain k ik tarf boht zaida movement ho gai ha to khud se he ye khiyal kr lety hain k abi movement reverse ho ge aur trend un ki k opposite trade lga dety hain .
      • #4 Collapse

        Re: How to Work Matching Low in Forex.???

        Han je matching low tb banta hai jb 2 candle sticks bullish reversal pattern ki chart par appear hoti hai jb wo down trend ma hoti hain. Matching low 2 candle par base karta hai jo k negative hoti hain. Magar wo 2no candles approx same position par close hoti hai. Matching low pattern k lae ye condition lazmi honi chahe k candle stick hamesa negative honi chahe or market ka b negative trend hona chahe. Pehle candle bearish honi chahe or preferabel ye hai ye tall honi chahe. Second candle pehle candle k closing point par close hona lazmi hai. Matching low k bad market ka trend bearish sy bullish hony ka chance hota hai. Ye pattern ye signal deta hai k market ki support ah chuki hai or market bottom par ponch chuki hai. Reality ma price kisi b taraf ja sakti hai pattern ko follow karty hoe but zayada tar ye down trend ko follow ni karti hai.

        Jb matching low pattern ban jata hai to trader rebound ka sochna start kar dety hain or market ma mazeed lower point par stop loss laga kar apna account safe bana lety hain or es pattern k bannay k bad acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Or agr market mazeed down gae to wo apko stop loss ki waja sy zayada loss ni dey sakty gi yes agr apk pass acha capital hai to phr apko stop loss ni lagana chahe balky tori dair k lae trade ko hedge kar lena chahe so jb marker ma bullish trend start ho jae to hedging katam kar deni chahe. Es sy b acha profit hasil kiya ja sakta hai. Forex ma asy bhot sy easy easy pattern hai jin ka agr hamy pehle sy pata ho to ham en ma acha profit hasil kar sakty hain. But es k lae forex trading ko time dena ho ga. Ye time bena kisi lalach k hona chahe. Agr ap k ye khosis karyn k ik din ma sara knowledge gain kar leyn gy or next day profit start ho jae ga to ye forex ma possible ni hai.
        Last edited by ; 02-09-2020, 06:37 AM.
        • #5 Collapse

          Re: How to Work Matching Low in Forex.???

          G dear jhan tak bat ki jatye hain tu matching low ka mtlab hai kay ap koi bhi trend line lagtye hain tu ap ki trend line ko trade tech karta hai tu us mai ap khaye saktye hain kay abhi trade mai matching ho gaya hai kiyu kay ap ka acha kam es mai matching low mai he hota hai ap nay trad open kiya hai agye ja kay bap kaliye kafi asani ho saktye hain ager ap matching mai kam kartye hain jub kay matching low mai ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai low trend ko follow kiya karain aur ap nay acha kam karna hai tu matching low mai he acha kam kar saktye hain warna tu ap ka kam es mai acha nhi ho sakta hai tu matching line ka kafi masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai achi tarha daikh kay kam karain ao es mai hamesha anylsis kay hisab say kam kartye hian tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kafi kamyab bhi ho katye hain tu achye kam ka ye he faida kay ap acha kam kartye hain ap es mai trend kay hisab say kam kartye hain tu market ap kaliye asani laye kay atye hain aur ap es mai acha kam kar kay pher kamyab ho jatye hain tu jo kam zaroori hai wo hai mahnet aur lagan kay sath dil laga kay kam karna aur es mai trend ka kafi faida hai ap es mai trend ko follow kar kay kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain ap ka kam hai kay ap es mai apna kam acha kam karain mahnet karain ta kay bad mai ap kaliye es mai kafi asani ho jatue hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ap es mai hamesha acha kam karain mahnet aur lagan kay sath ap ka kam acha hota hai tu ap es mai kafi kamyabi patye hain ap acha kam kar kay es mai kamyab ho jatye hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: How to Work Matching Low in Forex.???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bilawal842 پيغام ديکھيے
            Salam My all Members ..! Umeed hain sub theek hon gy..! Aj ap sy aik question share krna chahta hun umeed hai ap iss mai meri rehnumai kren gy..! Ager koi senior member Matching low ky bary mai janta hai tu Kindly Explain it..!Thanks a lot..!
            Market jab continuously down movement kerty huey aesa pattern creat kerti hai ky bar bar down trade main aik jesi movement hi Ho rehi hoti hai tou next movement bhi Ham usi terha ki expect kerty huey trade open ker sakty hain ky agar market downward movement kerty huey one hundred pips movement kerny ky bahd kuch time ky liay stay ker jati hai aur kuch time ky bahd again one hundred pips movement kerti hai phir stay kerti hai tou usi terha ky intervals ky sath market downward direction main movement continue rakhti hai tou aesi situation ya aesy pattern ko matching low kehty hain ky down trend main market ki movement previous pattern sy match kerty huey jari hai tou ham wahan per previous pattern ko mind main rakh ker trade open kerty hain tou bahot zyada chance hota hai ky hamain open trade main profit hasil ho jaey agar ham pattern per trade kerty hain tou hamain matching low sy faida uthana chahiay ky ham continue intervals ky sath move kerti hai market sy her interval main sell ki trade open kerty hain tou hamain her interval sy profit hasil hota hai aur isi terha ky pattern ko channel pattern bhi kehty hain ky market continuously aik hi direction main aik channel ky sath movement ker rehi hoti hai tou hamain market ko samajhny main koi mushkil nehi hoti ham trend ko follow kerty huey trade open kerty hain tou hamain bahot acha profit hasil ho jata hai lekin yahan per hamain yeh bhi mind main rakhna chahiay ky jab market kisi point per stay kerti hai tou wahan per maximum chances tou forward movement ky hi hoty hain lekin market wahan sy reverse movement bhi stsrt ker sakti hai tou hamain bahot ehtiat kerni chahiay ky jab market same channel ko follow kerty huey movement start ker chuki ho tou trade open kerni chahiay aur agar reverse direction main movement start ker ky aur kisi resistance ko break kery tou hamain wahan per sell ki trade open kerny ka risk nehi lena chahiay balky wahan per market main bullish movement expected hoti hai tou wahan sy buy ki trade enter ki ja sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: How to Work Matching Low in Forex.???

              Walekum assalam yes dear aapane bahut hi important question ke Hawale se apni discussion ka start kiya hai no doubt is discussion se bahut jyada junior members Ko knowledge Hasil hone ke chance ho sakte hain aur aapke question ke Jawab Mein aapko Kuchh important information share karta hun jisse aapke knowledge mein increment Hoga aur aap market Mein profitable trading karne ki position Mein ah sakte hain.

              What is matching low :

              Dear Forex trading me jab aap matching Lo candlestick pattern Ki Baat Karte Hain To ismein Hamesha 2 different candlesticks Hoti Hai Jiski wajah se matching low candlestick pattern banta hai in candlestick uski briefly explanation main aapke sath share kar deta hun Jis ko study karne ke bad aapko yah idea ho jaega ki matching low candlestick pattern kaisa Hota Hai.

              Long bearish candlestick :

              Dear matching low candlestick pattern ke liye yah bahut jaruri hai ki Jab usmein aap do different candlesticks ko compare kar rahe hote hain Jinka low-level same hota hai to usmein sabse Pahle candlestick ki body Kafi Laung honi chahie aur vo Hamesha second bearish candlestick se Kafi Badi honi chahie.

              Small bearish candlestick :

              dear jab Pahli candlestick close Hoti Hai To Uske bad Ek Aur candlestick thory gap ke sath Banti Hai Jiski body Pahle bearish candlestick Se Chhoti hoti hai aur uski body se 50% Badi Hoti Hai Jab yah do candlesticks Ban jaati hai to aap is patterns ko low matching pattern kya sakte hain Inko low matching pattern isliye Kaha Jata Hai Kyunki ine donon candlestick ka low point almost same hi hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: How to Work Matching Low in Forex.???

                Forex trading main humary pass jis different patterns banty han jin sy hum log ache trading kar sakty han is ki hum log demo account main ache practice karty han jis sy hum ache pattern pe ache trading kar sakty han jab tak hum log ache tahra pattern ko seekty or samjty ni han to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy chae ha behtar planning or strategy sy trading karny or behtar trading kar k ache earning karny or forex trading main kamyab ho saken jab tak hum log in pattern ko ni seekeny gy or samjeny gy to hum log ache trading ni kar saken gy
                Matching low
                Matching low pattern main aik bari candle banti ha is k bad dosri candle small hoti ha is ley humy in ko samjeny ki zarorat hoti ha jab tak hum log in ko samjeny gy ni to hum log behtar trading ni kar saken gy jab bi aik bari candle banti ha or is ki bodoy lambi hoti ha or legs choti hoti han to phr jo next candle banti ha wo pehli candle k 50 percent tak wapis aati ha or wapis jati ha to is ki body choti hoti ha jab k aik leg small or dosri bari hoti ha is main hum log ahsani sy samj sakty han k pehli candle jo bari ha us side he movement honi ha means pehli candle bearish ha to market OE down jay ge or agr pehli candle bullish ha to market up he jay ge is tahra hum ahsani sy trading kar k kamyab ho sakty han
                Forex trading main jo bi pattern ho hum log is ko seek sakty han or is main practice kar k samj sakty han k ye kase movement karti ha jab hum ache tahra samj aa jati ha to hum log phr aram sy ache trading kar sakty han or forex ttdani g kamyab hoty han is ley hum both soch samj k trading karni chae ha ta k hum log behtar trading kar k ache earning kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: How to Work Matching Low in Forex.???

                  Aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai work matching low in Forex ke bare mein Aaj Ham aapko bataenge ki matching low Forex Mein Kis Tarah kam karta hai matching Lo Ek Aisa pattern Hai jismein do different types ki candles Banti Hain aur ine candles ke through Ham market ke uptrend and downtrend ke about information Hasil Karte Hain yah candles Hamen different information provide Karti Hain matching low pattern dusre patterns ki nisbat bahut hi Achcha hai yah Hamen shooting star pattern aur reverse Head and Shoulder pattern Se Jyada information deta hai matching low pattern 2 different candles ki madad Se Banta Hai Aur yah pattern Hamen dusre pattern ki nisbat different information deta hai matching Low Main Jab Ek candlestick banti hai to Uske bad dusri candlestick Pahle candlestick Se Jara gap per banti hai aur bad Mein banne wali candlestick Bearish candlestick se Chhoti hoti hai Jab Bhi Barish Mein Do candlesticks banti hai to aap Inko matching Low kah sakte hain.

                  ISI Tarah Forex Ek Aisa business Hai Jiski market mein bahut jyada patronage maujud hote hain aur in patterns ke bare mein Hamare liye information Hasil karna bahut Jaruri hota hai in patterns ke bare mein information Hasil kiye bagair Ham kabhi bhi market Mein trade Nahin Laga paate ismein banne wale different patterns Hamen different types ki information provide karte hain aur jab Ham in se yah different information Hasil kar lete hain To Hamen market Mein trade Lagane Mein aasani Ho Jaati Hai Agar Ham Apne a kam ko Aasan banana chahte hain aur Market Mein acchi trade Lagana Chahte Hain to hamare liye market ke dusre rules ke sath sath market Mein maujud patrons ke bare mein bhi maloomat Hasil karna jaruri hai market mein bahut jyada Patron hote hain aur Har Patron different information Rakhta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: How to Work Matching Low in Forex.???

                    Assalamu Alaikum Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein profit le rahe Honge aaj Ham aapko work matching low ke bare mein batane ja rahe hain yah Ek bahut hi Achcha patron hi Ham is pattern ke help Se Apna Kam bahut hi isliye tarike se kar sakte hain aur usko acchi Tarah Se samajh sakte hain agar aap apna kam ine Patra ko acche tarike Se Mat Kar Karenge To Ham usmein Jarur Kamyab Ho jaenge aur apne kaam ko Behtar tarike Se Kar Payenge Jabab in patterns ke bare mein baat karte hain to use Mein sabse important candlestick pattern Samne a Jaati Hai jismein bulesh patron bahut jyada ahmiyat ke hamil Hote .

                    In patrons ki madad se Ham market ko acchi Tarah Se Maloom kar sakte hain ke market kis side Ve ki taraf move kar rahi hai market up traind mein ja rahi hai ya FIR downtrend Mein ya FIR sideway move kar rahi hai Tamam candlestick ek ghanta se upar ke time frame Mein behtarin result Dete Hain candlestick patterns bahut jyada important hote hain Kai traders ine Patra ke alava Kuchh Aur Ko Bhi istemal Karte Hain jinhen Ham indicator Kahate Hain indicators tadad mein bahut jyada Hote Hain Ham ine indicators ki help se apne kaam ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur ek Achcha bonus Hasil kar sakte hain ine Mein Kuchh indicators bahut hi important malumat farHam Karte Hain isliye Hamen chahie ke Ham acche indicators ko use karte hue Apna Kam Jari rakhen gay.
                    • #11 Collapse

                      Re: How to Work Matching Low in Forex.???

                      aap ko taiqon ya triangle k bary main kuch information shair karta houn trader ki apna hi trading ka style hota hay aur agar chart taiqon ki bat ki jaye to koch traders ko line chart se market ko analysis karny me asani hoti hay aur koch traders ko candle stick chart taiqon me, chart taiqon traders ki trading me bahot hi important hoty hey, chart taiqon se hi traders market me trading karny key ley techniques ko use kar sakty hey, sab se popular aur common chart pattern candle stick chart pattern hi hay jes ko 90% traders like karty hey aur jes ko use karna be market ko analysis karny key ley easy samjty hey.mukhtalif patterns aapko nazar aaty hain jinko names bhe diey gy hain wo jab bhe daikhy jaaty hain to un par kafi zaida traders trading karty hain. Pattern ko dekhna us ko samjhna aur phir us par trade lagana aik mushkil kaam hota hai. Aur mushkil kaam ko agar aap sahi tareeky say anjaam dain to yakenan uska nafa bhe apko miltaa hay. Mane jo aaj tak mukhtalif taiqon kay baary main parha hai us kay baary main ma aap say share karta hun. Sab ke detail to shyed ma aap kay sath share nahi kar paaon ga lekin unka maksad ma aapko bata sakta hun.Double Top, Double Bottom, Head And Shoulders, Inverse Head and Shoulders, Bullish Rectangle, Bearish Rectangleweghra ye sab pattern hain aur en ka different signals aapko milty hain. Maslan aap agar double top pattern daikhty hain uptrend main to eska matlab next reversal signal hota hai yani us kay baad market down aati hai. Esi tarha jabb aap double bottom ka taiqondaikty hain to phir us wakt aapko up jaany ka signal milta hai. To agar market ma pattern par tawaja dee jaay to hamain us say faida ho sakta hai.market mai her time koi na koi chart pattren ban raha hota hai jis mai hum agar dekhy to hum ko aus mai trades mil rahe hoti hai aus mai ye hai k hum agar aus mai koi trade lagaty hai to aus mai hum ko kafi zayda faida ho jata hai kun k agar hum ne acha pattren dekha hea.
                      • #12 Collapse

                        Re: How to Work Matching Low in Forex.???

                        Jaisa keh name say zahir hay keh chart main ban'ny wali do candlea kay bottom yani keh low side ko match karna. Forex main charts analysis main ager do candles ka bottom yani keh closing point same ho. Tab he isko matching bottom kaha jata hay. Is main kuch conditions lazmi hain. Pehli ye keh pehly number wali candle tall position main ho jab keh second candle small ho. Laikin donon ka closing point same ho aur second candle bullish ho. Yahan say bullish trend ki indication ho rahi hoti hay laikin iski confirmation kay liye hamain wait karna hota hay. Aisi situations main third candle ager bullish main jati hay to iska matkab ha keh ye bullish trend ki confirmation day rahi hay.

                        Some times support break ho jati hay, aur trade kuch further down jati hay. Yahan ham ager apny capital ko secure karna chahty hain to hamain stop loss ko use karna chahiye. Laikin is say hamari trade khatan ho jati hay. Ager hamary pas capital acha ho aur ham stop loss ko use kiye baghair buy ki trade main enter ho jayain. To after some running loss trade up trend main jana shuru ho jati hay jis say hamain bahut acha profit mil sakta hay.

                        Matching bottom say faida uthany kay liye zaroori hay keh hamain is patterns ki achi samjh ho. Aur hamary pas acha capital bhi ho. Fundamental and tehnical analysis ka istemal bhi lazmi hay ta keh hamara trading order behter execute ho saky aur hamain acha trading profit mil saky.
                        • #13 Collapse

                          Re: How to Work Matching Low in Forex.???

                          Matching low ki strategy Hamesha tab Banti Hai Jab two candles Low patterns per Ek Jaisi movement karti hui Bar Bar down trend indication deti Hain basically matching low indicator Hamen Hamesha down trend Mein hi hi candlestick ki movment ko indicate Karta Hai To Jab Bhi aap trading karte hue Ek Aisi candlestick ki movement dekhte hain jismein baar baar candlestick downtrend main banti hai aur market ka trend Bar Bar aapko downtrend ki indication De To Aise Mein Ham Kaise sakte hain ki candlestick ki movement Hamen main Low level pay market ki indication de o jisse Ham down and Mein candlestick movement ko Dekhte Hue apni trading co carry on karte hain t basically matching low ko hum market ki moving sy judge kar sakte hain aur Apni trade ko sell Mein perform kar sakte hain Jab Bhi matching Low ki candlestick banti hai to yah Hamesha to candlestick Hoti Hai Jo Ek dusre ko follow karte hain aur Bar Bar Ek dusre ke sath low level per movement Karti Hain To vahan per Hamen indication milati hai ki market movement Hamen down trend ki Bar Bar movement karti hui Hamen sell ki indication Deti Hai To Jab Bhi trading karte hain tu indicators ka Sahi use Kiya Karen Jitna acchi strategy use karte hain itna hi aapko Achcha profit Milta aur aap easily apni trading se fayda Utha sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: How to Work Matching Low in Forex.???

                            Assalamu Alaikum dear friends Meri karta hun Sab khairiyat se Honge Jaisa ki aap sab log Jante Hain aaj aap ko matching low kia is kay bary main kuch btany ki koshish ki jay gi jo k forex main aik intahai aihm factor hea aur agr is ka khial na rakha jay to kuch bhi un wanted results mil sakta hea Ham jab bhi koi trade trend k opposite open krte hain to hamen uss men zarur loss ho jata hai q k hamen forex men success only trend k sath hi milti hai jab ham ye soch kr koi trade open krte hain k ye market yahan se mur jay gi to ye hamari sab se barri mistakes hoti hai issi waja se hamen kafi loss ho jata hai isliye apni trades ko only trend k sath hi run kia krenagar market mai aik trade laga di hai aor wo trend k opposite hai to hum aus ko close ni karty aor sath lots lagaty jaty hai jis se humri lots zayda hoti hai aor market apny trend mai hi move karti jati hai aor humra loss zayda hota rehta hai aor jab tak humra account wash ni hota tab tak hum trades close ni karty

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X