trading mein SL kia hota hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein SL kia hota hai???
    assalamu alaikum umeed kartaa ap sb theek hngy aur acha km kar rahy hngy...
    mera ajka sawal hai k SL trading kia hoti hai aur ye q zaroori haii??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein SL kia hota hai???

    Mere Bhai trading mein s l se Murad hai stoploss iska yah function hota hai ki Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To Ham Kisi bhi point per Agar stop-loss Laga Dete Hain To Jab Hamari trade Hamare against Usi point ko jakar touch Karegi to Hamari trade Usi point per close ho jayegi aur Hamen use point se diya tha ka nuksan Nahin Hoga aur ismein sabse bada fayda yah hai ki Chahe Hamari trade use Waqt Ham was kar rahe ho ya na kar rahe ho ya Agar Hamara internet connection Bhi Na Ho Magar Fir Bhi Jaise vah trade use point Cottage Karegi vah auto close ho jayegi.
    • #3 Collapse

      Re: trading mein SL kia hota hai???

      Forex trading mein stop loss aik safety tool hai jis mein humari trade kam loss mein set kye huay point per auto per close ho jati hai aur humain iss ko apni trades mein lazmi istemaal kerna chahyea ta kay humain kisi bhi baray loss sae bach sakain agar hum iss ko use nahin kertay tou humain loss ki wajah sae apna account bhi wash kerwana per sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: trading mein SL kia hota hai???

        Dear pyary Forex apny aik aham sawal Kiya hai sl apki trading mein bht zaruri Hota hai ager ap zada loss say bachna chahtay hai to. Stop loss jb ham trade ko buy ya sell mein open krty hai us waqt isko lagaya jata hai ta ke ager market trend ke mutabiq na chaly to hamy zada loss na ho. Ager Hanne buy ki trade ko open Kiya hai to stop loss ko ham my down lagana Hota hai or sell Mai hamy stop loss upward ki taraf lagana Hota hai.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: trading mein SL kia hota hai???

          hamy stop loss ko use kar ky kam kara ho ga pher he hum bonus kama skay gy hum is mai bager balacne accout bana kar be kam kar sakty hain hum isy apa life time career be baa sakty hain hu is ai agar lalahi ban ky ka karty hain to harma loss hain hum isy apna life time areer be babna sakty hai hum isy apna life time areer be bana skaty hain
          • #6 Collapse

            Re: trading mein SL kia hota hai???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Firdouskhan973 پيغام ديکھيے
            assalamu alaikum umeed kartaa ap sb theek hngy aur acha km kar rahy hngy...
            mera ajka sawal hai k SL trading kia hoti hai aur ye q zaroori haii??
            Walaikum Asalam. Stop loss ki abbrivation hain SL . Trade mai SL lagna is liay zaruri hain k agr in case ap ki trade ap k analydis k according chali jaye to wo trade ap ko thora sa loss day kar loss hojati hain laken ahr stop loss use ni kary to trade k against janay par account wash bhi hoo skta hain
            • #7 Collapse

              Re: trading mein SL kia hota hai???

              SL ka matlab hota hai stop loss Jab aap apni train best of last Lagate Hain To Jab aapki trade Apne last Mein Jaati Hai To aapki train Khud Hi last Mein close Ho Jaati Hai aur aap bahut Bade Lash se bajate Hain isliye heart rate ke sath stop loss Lagana bahut jaruri hai isase aapka account Kabhi Awaaz Nahin hota hai aur aapki trade Lambe se ke liye Nahin phans jaati jo bhi acche hote hain vah Apne Hath rate ke sath stop loss zarur Lagate Hain
              • #8 Collapse

                Re: trading mein SL kia hota hai???

                hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga phe rhe hum passia kama saky gy hum si mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai agar laalchi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai bager balance account bana kar be kam ar sakty hain hamy market ke movemnet ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein SL kia hota hai???

                  assalmu alikm!!!
                  dear forax member teadng aik risk kaam hy is risk sy bachny klye hen trading ky mutalik her kismi information honi chye dear friends hmen trading main kbe nafa aur kbe nuksaan hota hy hmary account real ky nahen bny hoye hmen daily poston ki madad sy earning kerni perti hy phr hamen erning sy trad kerni perti hy trade main nafa aur nuksan ko control kly kuch pemaany use kertyhain un pemaany main sy SL bhe loss ko control kerta hy ui trading main lock of lose ka kam kerrta hy ui bht important tool hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein SL kia hota hai???

                    sl sotop los ke aik khas had hote hay kah ap ko market agar wahan tak jay ge aur us ke movemaent zayada ho ge to yah woahn tak ja kay khud bakhud ruk jay ge is lay is ko sl kahtay hain kah ap ko agar market ke baz martaba movement zayad hote hay aur ap ko trade close karnay main ap ko time laghata hay to ap is ko laga kay ap trade jab us shas makam tak jate hay to khud ba khud closr ho jate hay is ko sl ka na datay han kah stop loss
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein SL kia hota hai???

                      assalam o alaikum ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa kya aapane kaha hai ki asali kya hai aur trading mein se kaise use karte hain to aapko Bata to chalenge ksl ka matlab hota hai stop loss is se hamen bahut jyada fayda hota hai agar Ham stop-loss ka use karte hain to Hamara account was hone se baat jata hai jab hamari trade bahut jyada loss mein ja Rahi Ho to hamen chahie ki Ham stop-loss use karne stop loss ko use karne se Hamara account safe rahata hai hamen chahie ki Ham soch samajhkar stop loss ka use Karen stop loss ka use hamen safe trading karne ke kabil banaa jata haistop-loss se hamen lost jarur hota hai magar law sirf kam hi hota hai Ham usko recover kar sakte hain stop-loss hamare account ko was hone se bacha deta hai hamen chahie ki Ham stop-loss ka use jarur Karen stop-loss ko use karne se Hamara account safe rahata hai hamen chahie ke Ham soch samajhkar trading Karen agar Ham soch samajhkar trading karenge to hamen stop-loss ko use karne ki naubat hi nahin aaegi Ham use stop loss ko usmein to use karte hain jab Hamara account was hone wala hota hai hamen chahie ki Ham stop-loss ka use Karen lekin apne safe trading Karen agar Ham soch samajh Kar acchi analyses ke sath trading karenge to hamen ShopClues ko use nahin karna padega stop-loss ko use karna use waqt hota hai jab hamare account mein balance kam hota hai aur hamari trade bahut jyada last mein ja rahi hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein SL kia hota hai???

                        A-oA

                        Mere Bhai trading mein s l se Murad hai stop-loss Iska yah function Hota hai ki Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To Ham Kisi bhi point per
                        Agar stop-loss Laga Date Hain To Jab Hamari trade Hamare against Usi point ko jakar touch Karegi to Hamari trade Usi point per close ho jayegi aur Hamen use point se Diya tha ka nuksan Nahin Hoga our main sabse bada fayda yah hai ki Chahe Hamari trade use Waqt Ham was kar rahe ho ya na kar rahe ho ya Agar Hamara internet connection Bhi Na Ho Magar Fir Bhi Jaise Vah trade use point Cottage Karegi Vah auto close ho jayegi.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein SL kia hota hai???

                          Asalam.o.alikum dear forex members g ap ka sawal bohat acha hy pakistan forex forum sy jab ap trading karty ho to trading karty waqt kuch important point hoty haij jinko ap ny zarori apnana hota hy q ky wo ap ki trade ky leay bohat zarori hy g trade main sl aik point hota hy jisy hm stop loss kehty hain es ka ye matlab hy keh agar market move karti hy or ap ki trade musalal loss main ja rahi hy to ap osy aik limit dety hain keh es limit tak main loss bardast kar sakta hn osy stop loss kehty hain es ka bara faida ye hy keh ap ka account safe rehta hy matlab ap ka account wash nahi hota phir agli trade pr ap pehly wo loss forum ko wapas karain gy os ky bad ap profit withdraw kar sakty hain es leay apny account ko safe rakhny ky leay stop loss ka istamal.zaror karna chahiey
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein SL kia hota hai???

                            Hello Forex family kese aap sab log umeed krta h sab kheryet se hogy or apne work k sth sincear hogy. Forex par professionally work kr rhe hogy or dil se mehnat kr rhe hogy. Trading me sl stop loss hota h js me ham limit lga dyte h k is se agr loss zyda jata h to automatically trade band ho jae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein SL kia hota hai???

                              Trading Mein stop-loss ko use karna parta hai stop-loss se Ham account ko safe and Secure Rakh lete hain kam ko acche se Karti rahti Hain stop-loss aapko Hamesha kam ki performance aur kam ki quality ke bad hi samajh jata hai stop loss ko use karne wale se Ham Ek market ke upar kam Bhi Karte Hain market ka ek Achcha knowledge bhi rakhte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X