how to Attach Bank account with Skrill Account ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to Attach Bank account with Skrill Account ??
    Assalam O Alaikum dear friends mera apne seniors se sawal hai k ham apne Skrill bank k sat apna local BANK account kis tarha Attach kar sakte hai ??
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

    Walekum assalam dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Forex trading Mein Ham dekhte hain ki Hamesha creel account ki jarurat Hoti Hai jismein Ham Apne account se withdrawal Le sakte hain Agar Ham skrill account ka istemal Karte Hain To usse withdrawal ke liye Ham bank account bhi use kar sakte hain Jiska Hamen ya fayda hota hai ki Ham bank account mein directly skrill account ka withdrawal Le sakte hain dear agar humne skrill account se withdrawal lena hai apne bank account mein to uske liye Hamen proper procedure ko follow karna hoga.

    Dear Forex trading Mein Hum dekhte hain ki agar Hum skrill account use kar rahe hain to uske liye Hamen bank account ki jarurat Nahin Hoti skrill account 1 online bank hota hai agar aap skrill account mein deposit karna chahte hain ya FIR aap use skrill account se withdrawal Lena Chahte Hain To uske liye aap apna skrill account open Karenge aur withdrawal ke liye aap usmein Bank ke option ko select Karen GE.

    Dear aapane jo bhi transaction Karni Hogi vah aap skrill account se kar sakte hain aur aap usse directly Apne account mein transfer kar sakte hain iska aapko ya fayda hota hai ki aapko jazzcash ya FIR Kisi Aur method ko use nahin karna padta aapke track transaction aapke bank account mein kar di jaati hai aap usse bhi le sakte hain aur aap is Se Apna deposit ki kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

      AoA dear forex member bank account ko skrill se attach krny k liye bank ki 90 days recently statement bank se niklwa k sath attach krni hoti hy ta k account verify ho jaye is k ilawa bank statement aur ao k skrill account ka address same hona chahiye agr address same na ho to account verify ni hota jiska bad men msla bnta hy
      imranhaider
      • #4 Collapse

        Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

        Skrill
        Skrill aik world level ki payment system hai jis me hum dunya k kisi bhi khone me paise send ya wahan se receive kar sakte hen. Skrill bohut safe payment method hai aur aajkal ye Pakistan me bohut ziada istemal hona shoro ho chuka hai. Skrill ka jab se mobilink k sath ilhaq howa hai to is ka istemal aur bhi asan ho chuka hai. Skrill ka sab se bara faida hamen instaforex me melta hai aur is me hum mukhtalif emails istemal kar sakte hen. Skrills ki verification bohut zarori hai aur is k bagher is k ammount transaction bohut kam hai.
        Bank account k sath attachment
        Skrill se hum mukhtalif tareeqon se withdrawal kar sakte hen aur is se pakistani bank account me bhi hum paise send kar sakte hen. Us ka tareeqa kuch yon hen k skrill account me withdrawal option me ja k wahan pe country me Pakistan select karna hai, us k baad nechay Rupees account pe tech karna hai. Us k baad Bank SWIFT code aur IBAN Number (International Bank Account Number). Enter karna hai ye har aik bank ka apna alehda hai aur ye bank se easily mil sakta hai. Us k bad terms and conditions pe teck kar k Ok kar den. Skrill se hum mobilink account me paise bohut hi asani se bejh sakte hen is k leye hamen apne naam pe mobilink ka jazz cash account hona chaheye. Bank account b usi naam pe hona chaheye jis naam pe skrill account hai nahi to pese send nahi hongay.
        • #5 Collapse

          Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

          my dear friend forex trading main hum kisi broker k sath apna account bnaty hain tu os account ki verification process main humain documents upload karny hoty hain jis k bad required documents attach karny k bad humara account asani se verify ho jata hai jis k bad humain forex main trading karny ki ijazat k sath sath apni earning hasil karny ka bhi rasta mil jata hai q k aghr account verify nahi hai tu hum proper trading bhi nahi kar skty hain
          proper trading karny k liye account ka verify hona zarori hai jis k bad ap apni trading ko enjoy kar skty hain or forex se earning kar skty hain ab hum bat karty hain forex main account verify karny k kitny level hoty hain or un main kon kon se documents attach karny hoty hain forex k account ki verification k liye humain 3 level clear karny hoty hain jis k bad humara account asani se verify ho jata hai or hum os main apni trading bhi asani se kar k earning kar skty hain

          1: 1st level verification k liye humain apny account main apny i.d card national card jis ko kahty hain oski front and back photo upload kar skty hain jis se humara pahla level verify ho jata hai yah aik asan documents hoty hain jo sub k pass hoty he hain
          2: 2nd level main humain jo upload documents karny hoty hain un main optional sysytem bhi hota hai jis trha humain es bat ki choice di jati hai k humary pass jo bhi documents hai hum asani se upload kar skty hain or apan second level verify kar skty hain decond level main humain apna domicile / passport / bank statment / electricity paid bill en main se koi aik documents achi quality wali hoto k sath upload kar skty hain es se apka account verify ho jata hai.
          3: 3rd level jo most important level hai es main humain apni picture banani hoti hai or hath main apna i.d cardjo hum ny a[ny pahly level main upload kya howa hai wo upoad krna hota hai yah kam boht clearly krna hota hai apka i,d ka data jis main apki apni picture hoti hai wo ap k sath match ho ap ka third level bhi asani se verify ho jata hai

          yah prper verification method hai jis ko follow kar k hum apna account asani se verify kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

            forex mai hum account bana kar kam kar sakty hain hamy skrils mai pasy with draw milty hain hamy market ke movement ko samj kar s mai kam karna ho ga pher he hm earnng gain kar sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hm is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam kraa ho ga pher he hum earnng gain kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala buisness hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy learning gin kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum earning gai kar saky gy hum is mai ak di mai ak limit ky mitbaik 50 posts ar sakty hain or hum 4 thread bana sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai agr bager learnig ky kam karty hain to harma loss hain hamy market o analysz kar ky kam arna ho ga pher e hum eanring gain ar saky gy hum is mai raat ma be kam kar saty hain hum s mai din mai be kam kar sakty hin hamy market mai soch samj kar is mai kam arna ho ga is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

              Assalamu alaikum my dear all Forex member Forex trading Mein Ham dekhte hain ki Hamesha creel account ki jarurat Hoti Hai jismein Ham Apne account se withdrawal Le sakte hain Agar Ham skrill account ka istemal Karte Hain To usse withdrawal ke liye Ham bank account bhi use kar sakte hain Jiska Hamen ya fayda hota hai ki Ham bank account mein directly skrill account ka withdrawal Le sakte hain dear agar humne skrill account se withdrawal lena hai apne bank account mein to uske liye Hamen proper procedure ko follow karna hoga Dear Forex trading Mein Hum dekhte hain ki agar Hum skrill account use kar rahe hain to uske liye Hamen bank account ki jarurat Nahin Hoti skrill account 1 online bank hota hai agar aap skrill account mein deposit karna chahte hain ya FIR aap use skrill account se withdrawal Lena Chahte Hain To uske liye aap apna skrill account open Karenge aur withdrawal ke liye aap usmein Bank ke option ko select Karen GE Dear aapane jo bhi transaction Karni Hogi vah aap skrill account se kar sakte hain aur aap usse directly Apne account mein transfer kar sakte hain iska aapko ya fayda hota hai ki aapko jazzcash ya FIR Kisi Aur method ko use nahin karna padta aapke track transaction aapke bank account mein kar di jaati hai aap usse bhi le sakte hain aur aap is Se Apna deposit ki kar sakte hain
              Dear aapane jo bhi transaction Karni Hogi vah aap skrill account se kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

                Walekum assalam yes dear jab aap skrill account me apna account open Karte Hain To usmein aap different transactions Bank ke sath bhi kar sakte hain aur is purpose ke liye aapko sectoral account aur bank account ko apas Mein attach karna Hota Hai. Dear jab aap instaforex FIR kam kar rahe hote hain to usmein Jab aap apni amount of profit Apne skrill account me Hasil kar lete hain to Uske bad hi aapke pass option available lagta hai ki aap apne Habib Bank Limited ke account mein yahan se amount transfer kar sakte hain.

                Dear jab aap skrill account se apni different transactions complete karna chahte hain to usmein aap ke liye Kuchh limitation sakti hai for example agar aap apne skrill account se Habib Bank Limited Mein Apni amount transfer karna chahte hain dost ke liye aapke pass minimum 35 US dollars ki amount honi chahie otherwise aapki transaction complete Nahin Ki Ja sakti isliye Jab aap instaforex broker ke sath Apna profit withdrawal karne ke liye skrill account ko istemal kar rahe hote hain aur jab aapka skrill account mein 35 US dollars ho jata hai to Uske bad Apne Habib Bank Mein Apni transaction complete kar sakte hain.

                Dear jab aapka skrill account available hota hai to usse aap different Bank Mein Apni transaction bhi kar sakte hain aur apne amount different brokers ke pass submit Karva sakte hain use per pass ke liye aapka ka bro kar ke sath account name aur aapke skrill account ka name same Hona chahie. Jab aap payment kar uske liye skrill account ka name select karte hain aur use broker ko apni skrill account ki details provide karte hain to automatically amount aapki account se detect Ho Jaati Hai Aur aapki amount Kisi broker ke pass pahunch Jaati Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

                  Walekum assalam ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha topic juice Kiya hai discussion ke liye ke kaise Ham apne skrill account ko apne account se link kar sakte hain to jab aap apne account mein paise transfer karna chahte hain to uske liye aapko forex trading mein bahut sari facilities provide ki jaati hai kya aap kaise forex trading se apna profit withdrawal karva ke apne account mein transfer kar sakte hain uske liye jo sabse jyada istemal hoti hai vah skrill account hai skrill account mein direct aap dollars transfer kar sakte hain aur uske bad FIR Bitcoin ek software hai jismein aap apni currency ko convert karke transfer karte Hain to agar aap skrill account mein apni currency transfer karna chahte hain to uske liye bilkul iji hai aap easily apne currency transfer kar sakte hain ismein Koi difficulties nahin hoti

                  agar aap skrill account se apni amount transfer karna chahte hain to uske liye aapko jazzcash account ya kisi bhi mobile account ka ka account number inter karna hota hai aur usko bahut aapko apna amount transfer karna hota hai ki aap kitna amount is account savings account mein transfer karna chahte hain aur uske bad aapki ek din hoti hai jo normally 5 digits ki hoti hai jaise hi aapko apni bahan enter karke ok karte hain to aapko ek message kyon ho jata hai ki agar tu vah Bank account hai to usmein bank account ka naam aur bank account ka number sab kuchh aapke pass kyon Ho jata hai jaise hi aap usko ok karte Hain to aap ka vah petrol lag jata hai aur usi time aapke skrill account Seva paise transfer hokar aapke loss account mein chale jaate Hain to is kajari aap isiliye apna profit withdrawal karva sakte hain

                  Skrill account bahut hi acchi facility hai jo aapko provide ki jaati hai iske sawariya pizzly apni amount ek account se dusre account transfer kar sakte hain aur easily withdrawal karva sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: how to Attach Bank account with Skrill Account ??

                    hum is mai kam karty hai or yai hamy kam karny par acha bonus dyta hai hamy bonus ko skrill mai withdraw karwana ho ga hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyabe hasil kar saky hum is ma aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamt pahly posts karne chahey or bad mai threads karny cahey ta ky hamare posts ke limit pore ho sakyt or hum is mai acha bonus hasil kar saky yai aik asa karobar hai jo ky usa or chian jasy bary bary mumlik mai be pahl cuka hai hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte ha hamy is mai aik time mai aik he pair mai aik he trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hai hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karnaa chahe ya aik asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is ko apna life time career be bana sakty yai hamare roze kamany ka aik acha zareya hai hum is mai jitna be kam karty hia yai hamy ise ky hesab sy dollars mai bonus dyta hai hum dollars ko apny mulik ke currency mai change karwaty hai or apne needs ko pora karty hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X