fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?
    Forum fellows market ma aksar term use hoti hai fake breakout ya false move yeh keun hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pehli baat ye kay breakout kiya ha? Forex trading market mein jab lambay arsay tak price kisi range mein hi movement karay, for example Eur/usd ki price 1 week tak 1.1600-1.1700 kay darmiyan hi move karay to jab (market condition kay mutabiq) price resistance (1.1700) ya support (1.1600) ko break kar kay tezi se agay barhay to is ko breakout kehtay hain, breakout long ya short dono taraf ho sakta ha lekin breakout hamesha real nahi hota, kai dafa breakout kay baad price long ya short side par move to kar leti ha lekin ye move temporary hota ha aur wapas us range mein aa jati ha aur askar traders is mein trap ho jatay hain, is ko fake breakout kehtay hain.
    • #3 Collapse

      False Breakout
      False break out jub market temporary tor py key resistance ya key support sy uper ya nechy move kr jay aor kch time duration ky bad dobara apny trend py wapis ajay to isko hm false breakiut kahen gay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
        Pehli baat ye kay breakout kiya ha? Forex trading market mein jab lambay arsay tak price kisi range mein hi movement karay, for example Eur/usd ki price 1 week tak 1.1600-1.1700 kay darmiyan hi move karay to jab (market condition kay mutabiq) price resistance (1.1700) ya support (1.1600) ko break kar kay tezi se agay barhay to is ko breakout kehtay hain, breakout long ya short dono taraf ho sakta ha lekin breakout hamesha real nahi hota, kai dafa breakout kay baad price long ya short side par move to kar leti ha lekin ye move temporary hota ha aur wapas us range mein aa jati ha aur askar traders is mein trap ho jatay hain, is ko fake breakout kehtay hain.
        Dear Ehsan Ullah Khan ap nay theek kah hai market ki price ki movement jab ak khas arya say naklti hai to us ko breakout katy hai jas trah dear ap nay sharing ki hai apni post main aur fake beakout agher price dobar use ayra main movement kar ka aa jati hai to us ko fake breakout kahty hai
        • #5 Collapse

          market main is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur market main is k bary main analyse kar k hi trade karni ho gi aur ye ak boht hi best buisness hai aur secure hai is main kam karny k liiye learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main enter hony say pahhly is k bary main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main knowldge ho ga tab hi hum market main kam kar k boht hi acha experience hasil kar k bonus hasil kar sakty hain aur hamain market k rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gayy
          • #6 Collapse

            market main is k bary main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur haamin is k bary main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main short term main bi auur long term main bi trade kar sakty hain aur market main is k bary main experience ka hona boht hi zarroat hoti hai aur hamain is forex main knowldge k begair hum is forex main sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur faida ho saky ga it is good job for all
            • #7 Collapse

              market main sab say pahly is k bary main experience ka hona boht hi zarori hai is main market k bary main inforamtion hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is forex main greed ko avoid karna ho ga ta k achi trade karein gay aur is forex main order ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum market main acha perform karein gay aur market main analyse kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain markt k bary main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain is main real main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum is k bary main acha earn kar sakty hain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                Pehli baat ye kay breakout kiya ha? Forex trading market mein jab lambay arsay tak price kisi range mein hi movement karay, for example Eur/usd ki price 1 week tak 1.1600-1.1700 kay darmiyan hi move karay to jab (market condition kay mutabiq) price resistance (1.1700) ya support (1.1600) ko break kar kay tezi se agay barhay to is ko breakout kehtay hain, breakout long ya short dono taraf ho sakta ha lekin breakout hamesha real nahi hota, kai dafa breakout kay baad price long ya short side par move to kar leti ha lekin ye move temporary hota ha aur wapas us range mein aa jati ha aur askar traders is mein trap ho jatay hain, is ko fake breakout kehtay hain.

                My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya ma main AP ki baat sy bilkul agree krta ho ager him log mhnat krty ha to hi him log forex trading sy kuch profit hasil krna ma kamyab ho skty ha is leya him logo ko Zayada sy Zayada mhant krni Chaya
                • #9 Collapse

                  ye bi market main hony wali movemnt k bary main hi hamain btati hai so hamain is forex k bary main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur maret main is k rules ko follow karein gay tab hi hum sucess hon gay aur is forex main hamain kam karny main bi faida ho saky ga ta k loss kam ho saky ga aur hamain is k bary main greed ko avoid kar k hi hum real main achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main enter hony say pahhly is k bary main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main knowldge ho ga tab hi hum real main achy sayy perform kar sakty hain ta k loss kam ho saky ga
                  • #10 Collapse

                    market main enter hony say pahly is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi aur is ki hony wali movement ko dekh k hi hum achi trade kar sakty hain aur hamain is forex main bi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main experience ho ga tab hi hum market main trade kar k best resiistance say trade kar sakty hain aur hamain leverage ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is forex main hard work kar k hi hum real main achi trade kar sakty hain aur is main lot of size ko kam rakh k bi market main profiit hasil karein gay aur is say loss kam ho saky gi aur market main profit hsail kar sakty hain it is best job
                    • #11 Collapse

                      market main is k bary main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur knowldge ho ga tab hi hum run karein gay aur market main is k baryy main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forex main demo main practice kar k hi hum real main achy say perform kar sakty hain aur haman market main is k bary main greed ko avoid kar k hi hum tab hi hum sucess hon gay aur market main is k bary main is k up aur fown ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur mind ko fresh karein gay tab hi hum sucess hon gay aur is say fiada ho saky ga ta k loss kam ho saky ga ta k earning ho
                      • #12 Collapse

                        Some time market esi condition me ajati hay key strong support level ya strong resistance level ko market trend break kar leta hay aur esy lagta hay key strong bullish ya strong bearish trend start hay magar ye fake be ho sakta hay aur market me achanak esi changing a jati hay key market trend U turn le leti hay aur back apni position ki taraf move karny lagti hey esi hi situation ko fake breakout kehty hey, esy jo traders technical analysis par zeyda depend karty hey esy traders key ley esi condition bahot hi zeyda khatarnak hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Sometime aisa hota ki market ki movement Bose Peeth Ke Saath Ho Jati Hai Lekin original Main Aisa nahi hona chahiye tha lekin Aisi movement ho jati hai jo aap ki samajh mein nahi aati hai is time aap ko is ko samajhna last me hota hai aur aapas mein Kabhi Bhi Zyada investment Na Kare Aisi condition mein aur apne account Koi Yahan Par stable Rakhe
                          • #14 Collapse

                            Sometime aisa hota hai market Mein kaam karne ke liye Hamare Paas fake broker Samay fake direction batana start kar dete Hain Jab Wapas fake news Aati Hai Toh Hum Uske sabse fake working karte hain aur Hamesha Apne wala original capital market Mein loss kar dete Hain Ye Sara capital Hamara based Ho Jata Hai Hame Jab Bhi yahan par kaam karna hota hai market Mein Soch Samajh Kar karna chahiye Asi condition mein Humein thoda wait kar lena chahiye market ki original position ko find kar lena chahiye isliye kaam karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              my dare brother ap ny thek bath ki ma ap ki bath sy agree krta ho mary kayal ma jib price ki movement jab ak khas arya say naklti hai to us ko breakout katy hai jas trah dear ap nay sharing ki hai apni post main aur fake beakout agher price dobar use ayra main movement kar ka aa jati hai to us ko fake breakout kahty hai is tra him log acha profit bna skty ha or him logo ko mhnat bi km krna perti ha or acha profit bna jata ha
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X