loss ki waja kia hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki waja kia hay
    koi bata sakta hay kah loss kia hota hay ,,aur is sy bachny kily kia karna chahy tell me,, kindlly informaition help me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    loss ki waja learning and experience ka naa hona hai agar aap k paas ye dono ho to aap kabhi bhi loss nahee kare ge
    • #3 Collapse

      loss ki asli waja experience ka na hona hota hai forex me kam karne ke liey aor loss se bachney ke liye ap ko experience aor knowledge ki bht zaroorat hoti hai forex is really a good business
      • #4 Collapse

        dear loss hi waja jo meri samaj me ata hay wo ye hay k ham profit earn to kar lety hey magar lalach me a kar ham apna sara capital wash kar dety hey
        • #5 Collapse

          jee brother loss new traders ka lia tu un ka bounis ka aur seniors ka lia un kai investment ka tu ager aik hy lafaz istamaal kerna ha tu doonoon ka lia un ka capital ka kum hona ya phir khutam ho jana loss kahlata ha ......
          • #6 Collapse

            dear her koi janta hai k nuqsan ho jane ko loss kehtay hain aur forex trading main jeb market hamari trade k opposite jati hay to is k result main humain jo nuqsan hota hai us ko hum loss kehtay hain aur forex trading main loss se avoid kerne k lie zroori hai k hum forex ko achi trah se learn krain aur demo se forex trading ki practice ker k b hum loss se buch sektay hain.
            • #7 Collapse

              forex trading mein loss ki jo wajah hoti hai wo apke emotions hote hian,is liye hamko chahiye ke ham is mein apne losses ko manage karna seekhen taake ham is mien kabhi bhi apni poori raqam lose na kar baithen.
              • #8 Collapse

                dear learn na krna aur isi trh start kr dena is tarh ap ko bahut ziyada loss ho ga ye aik complex buines shai is ko learn kr k kiajta hai ye aik reality hai is ko kisi trh bhi kia ja skta hai lekin learn zaror krn ho ga
                • #9 Collapse

                  Simple solution control ur nerves control.ur greed in forex apply no greed formula otherwise u will loss ur all money
                  • #10 Collapse

                    loss wo ha jab ham trding karty ha tu hamy trding ma koi mistk kar lyta ha jis ki waja sa loss hota ha tu ham na jitna $ ki trding lagi hoti ha wo wast ho jaty ha ham har jatya ha jo bounse hamy dobra kabi ni milta is liya hamy dyhan sa or soch samj k kam karna cheya tak hamy loss bi ni ho or ham auci trading bi kr la
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein jab hum trading karty han tu hum ko loss bhi hota hy aur profit bhi aur loss hony ki sab se bari waja hy forex trading mein knowledge ka kam hona aur forex trading mein achi learning na hona aur forex trading mein experience ka na hona hum forex trading mein knowledge experience hasil kar k loss ko kam kar sakty han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Loss ki bhut si wajuhaat hain jis mn kuch mn apko bata deta hn. Knowledge ka na hona, experience ka na hona, demo practice na karna, trading k waqt greed karna, emotions pe control na karna aur learning na karna shamil hain. Agr en sb ko gain Karen tu Ap aik achy trader hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X