Forex mein confidence ki aehmiat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein confidence ki aehmiat
    Jaisay kay hum sabhi jaantay hain kay forex aik challenging business hai iss main koi bhi trade open kartay hain to iss main risk hoota hai aur uss risk ko control karnay ya kam karnay kay lye confidence ka hona bahut zaroori hai iss liey successful trading k liey confidence boohat zaroori hoota hai aur aap iss per kya comments kartay hain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear ap theek kah rahe ho forex game he confidence ke hai agar ap kise jagah py trade lagana chahty hain aur ap ko confidence nahe apne analysis py to ap kasy trade lagao ga aur kasy earn karo ge agar ap ko confidence nahe analysis py to ap ne trade laga bhe le tab bhe ap ko kuch faida nahe kun k ap us trade k max potential tak to hold he nahe kar paaen ga iss lea anlysis must hai trader ke lea use tarah us main confidence ka hona bhe must hai
    • #3 Collapse

      Assalam o Alikum friends forex ek proper businsess ha es may jub be trade lagoo to confidence k sath lago aur ap ko apni trade pay confidence hona caheyah kesee k khnay pay ko apni trade cutt nahe karni cahyh aur jo be trade lagain confidence k sayh lagain..
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
        Jaisay kay hum sabhi jaantay hain kay forex aik challenging business hai iss main koi bhi trade open kartay hain to iss main risk hoota hai aur uss risk ko control karnay ya kam karnay kay lye confidence ka hona bahut zaroori hai iss liey successful trading k liey confidence boohat zaroori hoota hai aur aap iss per kya comments kartay hain thanks
        Him log jtni zyada confidence ho ga him log itna zyada kamyab trader bn skty ha is leya sub sy phly trad open krny sy phly apna confidence brhana chya phir trad Kamyab ho gye
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          han g ap ne bilkul thek kaha hai me samjta hon k confidence ki bina forex me kam karna boht muskil hota hai es me boht sara time invest karna parta hai bina kese lalach k or experience hasil karna parta hai es duran agr ap ka confidence khatm ho jay to ap kam sekhny me nakam ho jaty ho
          • #6 Collapse

            Bhai jann ap ki bat bilkul thek hy forex trading mein confident hona lazmi hy bina confidant forex trading mein nakami ke siwa kuch ni milta is liye confidant aur confidant k sath sath knowledge bhi bouhut zarori hy is liye knowledge bhi bad mein hasil hogi jab confidant hoga to trading bhi achi hogi profit bhi acha hoga kamiyabi bhi mily gi
            :1f63b:​BE HAPPY
            • #7 Collapse

              Dear forex men confidence ki bhot zarori Hy jab Tak AP full confidence see AP trade men position nai Len apke Dil men ajeb ajeb see dar aor khaof paida hota rhe ga islie apne andar patience and confidence paida kren
              • #8 Collapse

                Dear forex main confidence ki bhot ahamiyat hai.Forex trading main kamiyabi hasil karny ka liya apko apne upar full confidence hona chahiya tab ja kar ap kamiyab ho sakty ho.
                • #9 Collapse

                  Trading ho ya normal practical life ho confidence hi se decisions kiy jaty hen, bal'ky ye kehna ghalt nai hoga k confidence hi faisly krwata he.confidence ki tareef chand jumlon me beyan nai ho skta .darasal ye insan ko final push dta he (let's go, just do it' make it final etc etc.
                  • #10 Collapse

                    Dear traders,
                    koi bhi karobar ho us me confidence k liye zrori he k us kam k mutalik apky pas ilm hona chahye tabhi ap us kam me confident ho sakten he. us k bina nai. forex to ak boht hi risky kam hy is me confident hona boht mushkil k agly lamhy forex kis traf jye. pas isy sekhen r ak kamyab trader k trah trading kren.
                    shukriya,
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex mein confidence hona zrori hy confidence sy hi to ap acha work karty hein ager confidence nhi hoga to work bhi nhi hoga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X