Loss say confidence level gir jata hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say confidence level gir jata hai ?
    Trading mai jab kabi loss hojate hai tu aksar traders buhot ziyada pareeshan hojatay hai aor ik gham o ghusa hota hai k q loss hogae hai so es type situations mai confidence level be gir jata hai aor further trading mai aksar ik khoof sa rehta hai k kabi ye trades be loss mai na chale jaee so ye ik human nature hai jo aksar trading k saat chalta rehta hai lekan ye baat drsot hai k profit trader ki confidence level ko boost karta hai aor loss trader ki confidence level ko girata hai lekan kanyab sirf wahe trader hotay hai jo har type situations mai sabit qadam rehtay hai aor kabi be bad halat say nahe gabratay balkay muqabla kartay hai..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

    G Hn Dosto agr hm forex trading ma Acha earn kr rhy hoty hy or daily Acha profit hsal krty hy os doran hmara confidence level b bht high hota hy lkin agr hmain forex trading ma loss ho jy to os loss ki wja sy hmara sara confidence level down ho jta hy
    • #3 Collapse

      Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

      dear ap ki bat theek hy waqi hm logo ky mind mai ik hi bat hoti hy hm log jab bi forex mai aty hy ky hm log is mai sirf or sirf profit hi kamy gy jis ki waja sy hm log lalch mai aker trading kerty hy or ziyada ter hm log bari lot ky sath hi trade kerty hy tabhi hm log loss bi kafi kerty rehty hy or wo loss hamri apni mistake ki hi waja sy hota hy tabhi ja ker hm log apny account ko bi wash ker dyty hy ager tu ap logo ko loss hota hy tu lazmi si bat hy is mai hm logo ka apna qusoor hota hy zahir si bat hy jab bi loss ho ga hm log kafi preshan hoty hy tabhi hm logo ko is forex mai kafi loss hony ki waja sy is ko galt kehty rehty hy tu ager hm logo ko ius mai sirf profit kerna hy tu kafi mushkil ho jay ga kiyo ky loss tu is forex ka hisa hy.
      • #4 Collapse

        Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

        Je ha bilkul aisa mere sath bhi kai baar howa lekn maine ab bardasht karna sekh lia hai aur mujhe lose bhi hota hai to me pareshan ni hota balky me ye janny ke koshish karta ho ke mujhe lose ku howa hai me lose ke waja janny ke koshish karta ho aur me agly trade se apna lose recover ker leta ho
        • #5 Collapse

          Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

          Yes dear loss se hmara confidence kafi lose hota hai or kuch log to itna disheart ho Katy hain k trading chor dety hain but hmy apna confidence buildup krna chahiye hai or loss ko apna first success step banana chahiye hai q k jb loss hora hai to hm or zayada struggle krty hain learning ki apni mistakes ko improve kren ta k dubara trading ma repeat na hon or loss ki java profit ho
          • #6 Collapse

            Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

            meri nazar mien loss say un traders ka confidence level girta ho ga ji k pass proper knowledge na ho gi jo es mien new hoty hien q k jab kesi experience trader ko loss hota hai to us ka confidence level girta na hai bel k wo yeh jan nay ki try kerta hai k us ko loss q hwa hai or es ki asal waja kya hai pher wo us khami per qabu pa leta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

              G Han aisa he hai is liye forex trading men bar bar is baat par zoor Diya jata hai k is ko join krny see phle apny emotions ko control men rkhen kyun ky aisa krny k baad he hum successful trader bn skty han Jo log apny emotions ko control men Ni rakhty wo Thora sa loss hone par he hopeless ho jaty Han aur forex jaise ache business ko chor jaty Han Jo k ek galat hai successful hone k liye emotions ko control men rkhna sb see best hai.
              • #8 Collapse

                Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                Trading mai jab kabi loss hojate hai tu aksar traders buhot ziyada pareeshan hojatay hai aor ik gham o ghusa hota hai k q loss hogae hai so es type situations mai confidence level be gir jata hai aor further trading mai aksar ik khoof sa rehta hai k kabi ye trades be loss mai na chale jaee so ye ik human nature hai jo aksar trading k saat chalta rehta hai lekan ye baat drsot hai k profit trader ki confidence level ko boost karta hai aor loss trader ki confidence level ko girata hai lekan kanyab sirf wahe trader hotay hai jo har type situations mai sabit qadam rehtay hai aor kabi be bad halat say nahe gabratay balkay muqabla kartay hai..
                Yes my dear sir you are right. Forex business me loss and proift aik factors hoty hain. Hmen inko qbool krna chahey or loss hony pr ghbrana nai chahye. Bl k try krni chahye k loss ko cover kr len or usy limit me rakhen taky hm apne profits ko barha saken.
                Money management lazmi sikhni chahye q k ye hmen loss se mehfoz rkhne me help daiti hai. Agr phir b loss ho jaey to usy hr business ka part smjh k face krena chahye.
                Apne andar confidence paida kren taky ap loss ko control kr len.or profits ko increase kr saken.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

                  Actually aksar naqhi blky saray log he yeh sooch kar forex join karty hian k yahan hm bht jald paisa kma lain gay ya iss market me just profit he profit hia. tou jo bnda aisa sooch kr ata hai tou loss per uss ka moral down ho jata hai. lakin jo bnda iss ko business samjh kar iss business me aye ga tou loss per uss ka moral down nahi ho ga balky wo soochy ga k main nay galti kahan ki hai. shuru shuru me sab log yehi samjh kar atay hain k yahan profit ho ga lakin waqt k sath kuch logoon ki sooch mature ho jati or kuch log market chor kar bhag jaay
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

                    as-salamu alaykum friends my new users ko batana Chahta Hoon Ke Jo instaflex P new hai ajnabi start construction business karne ke Naina batana Chahta Hoon Ke Aa Jane Selusaka confidence Jaoge Gir jata hai aur aap instaflex pe Kabhi Kam Karne ke layak jaane ke apne aap ko kehte hain bahut jyada hai main Gir chuka hoon uska naam ke liye ISI liye Maine Sabko batana
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say confidence level gir jata hai ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                      Trading mai jab kabi loss hojate hai tu aksar traders buhot ziyada pareeshan hojatay hai aor ik gham o ghusa hota hai k q loss hogae hai so es type situations mai confidence level be gir jata hai aor further trading mai aksar ik khoof sa rehta hai k kabi ye trades be loss mai na chale jaee so ye ik human nature hai jo aksar trading k saat chalta rehta hai lekan ye baat drsot hai k profit trader ki confidence level ko boost karta hai aor loss trader ki confidence level ko girata hai lekan kanyab sirf wahe trader hotay hai jo har type situations mai sabit qadam rehtay hai aor kabi be bad halat say nahe gabratay balkay muqabla kartay hai..
                      aik business man ya trader hony ka yahan sey hi tu apny experience or observation ki bina par responce deta hai keh loss ki sorrta main usey kis trah ka rawiya apnna chaheay. aik experienced person loss ki sort main apnay confidence ko low nahi honey dega q keh is srot main agar temperament khoo bathen gey to is soort main ziada nuqsaan bhi ho skta hai. isi wja sey jab bhi is trah ki situation ka samna karny prry to confidence level ko mantain rkhny main hi bhalai hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X