Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?
    Dear member aslamualaikum umeed hai kay ap sab theek hon gay ma ap say aik sawal karna chahti hon kay kya humay apnay kammay over confidence hona hai yah nahi ?ap kya sochtay hain please share kiji
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

    Assalam o alaikum dear doston umeed h ap sab khariyat sa hon ga forex ik bht Acha earning online bussiness platform h jis ma ap trading kr k Acha profit earn kr sakta hain frnds forex ma over confidence apko bht bara loss da sakta ha is lye apko chahih k ap kbhi bhi over confidence na banen bulka hope and trust k sath trade lagaen apko chahih k ap forex trading k bara ma complete information and knowledge hasil Karen jitna Acha ap k pas experience hoga utna ziada apko faida hoga r ap ik profitable trade laga sako ga r kamiyab ho sako ga
    • #3 Collapse

      Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

      Kuch logon ko forex trading men jab aik ya 2 trades men acha profit mil jata hey tu woh over confidence ho jatay hen woh samjhtay hen k woh kamyab traders ban chukay hen iss liay woh jaldi men bagher sochay samjhay trade laga detey hen jiss ki waja se ghalt trade lag jati hey iss liay bara loss ho jata hey iss liay self confidence ko improve karen aur over confidence se perhez karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

        hamein forex mein kaam kartty hwey confidence se kaam karna chaiye. lekin kbhi bhi hamein over confidence nahi hona chaiye wrna hamein forex k kaam mein ya kisi bhi dusry kaam mein bht bara loss ho sakta hain. is liye hamein cahiye k ham focus k sath kaam krein. ta k ham kamyaab hojaein aur acha profit gain kar saky . aur mehnat se ziada se ziada acha kaam kar saky.
        • #5 Collapse

          Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

          Salam umeed krta hun kay aap saubhi members theek hoon gy apne boht hi aucha sawal kia hai jo log forex ma overconfident hoooty hain k humein kabhi b loss nahi ho skata humboht expert hain aesy h looogon ko in the end boht loss hoota hai ku k wo khud pe itna yaken kr lety hain k apni galti bhi unko nazar nahi ati lehaza jo bhi insan overconfident hota hai hamsesha loss ma rehta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

            Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliahm ko cahiye kh hm I is platform main Kam kr rahy hn to hm ko cahiye khariyat sa hon ga forex ik bht Acha earning online bussiness platform h jis ma ap trading kr k Acha profit earn kr sakta hain frnds forex ma over confidence apko bht bara loss da sakta ha is lye apko chahih k ap kbhi bhi over confidence na banen bulka hope and trust k sath trade lagaen apko chahih k ap forex trading k bara ma complete information and knowledge hasil Karen jitna Acha ap k pas experience hoga utna ziada apko faida hoga
            • #7 Collapse

              Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

              Salam umeed krta hun k aap sabhi members theek hoon gy khariyat se hoon gy dekhein members jo ki bhi trade krty waqt overonfident hoota hai uska nateeja yehi hoota hai k in the end usy loss hota hai humein kabhi b overconfident ho k trade nahi lagani chaeye k mujhe to kabhi bhi loss nahi ho skta jub hum aesa krty hain to tbhi humein loss hota hai humein bilkul bhi aesa nahi krna chaeye
              • #8 Collapse

                Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

                assalamu alaikum friends kahate Hain aap sab khairiyat se honge ji Bhai Ham account padane se hokar kam karenge to Ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain Ham agar confidence mein rahakar forex ko time denge sabar se kam karenge to Ham jyada se jyada profit kar sakte hain device Ham loss mein ja sakte hain hamen jyada nuksan ho sakta hai hamen chahie kya main sab rakhna chahie forex jyada se jyada fayda karna chahie shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

                  Walaikum salaam dear sab say pehlay tu ap ye samjhy kay over confidence huta kia hay pher apko iskay nuqsan ka andaza hu jaye ga asal ma iska matlab ye huta hay kay hum ye samjhna shoro hu jatay han kay jo ma kaam ker raha hun wo mere liye koi kaam hi nhi hay yani ye kaam mere itna asaan hay kay ma isko aankhain band ker kay bhi ker sakta hun aor wo bhi bilkul sahi andaz ma, ab ap forex trading ma aa jayn aor jab koi trader aisa sochta hay aor without analysis aor jaldi ma trade open ker deta hay tu ye tu hum sabko pata hay kay market her waqat aik jesa behave nhi kerti tu pher hum accurate tarikay say bhala kesay trading ker sakay gay jo kay zahiri baat hay humay loss hi kerwaye gi is liye kehtay han kay forex market ma kabhi bhi over confidence hu ker trading nhi kerni chayi ager loss say bachna chahtay han tu.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

                    AOA
                    Umeed krta hn ap kheriat se hn gy.
                    Kisi b business ma over smart nahe hona chaye q k o er smart hone se kich decesion ghlt ho jate hn.
                    Hn aik bat zehn ma rkhn business ma ma confidence boht zrori ha. Q k Tarde karte with agr ap confidence lose hota ha to phir ap ko trading ma issue aye ga ap confuse b ho skte hn..
                    So don't work hard but work smart..
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

                      g overconfident ka yy matlab hy kh hmyn hr chiz pr mukammal abbar hy aar hm hr kaam ko achi thra kr sakty hn lykin forex mye agr hm achy traders bb hn to overconfident sy hmyn apni mistake dikhaai nhi dyti ar hm aik andazzy ky thyt kaam ko krty chly jaty hn jis ki wajha sy us kaam ka out put bb bht khraab hota hy to overconfident kbhi na bnnyn balkh kaam ki terms ar condition ko samjhyn agr apko kaam thk sy atta hy to apny juniers ki bb supports kryn taakh hmari wajha sy unko guide mill sakky ar unk dillon mye hmary liy khloos ar piyar bb ho isliy hmyn mind ko sep kr ky ar achi learning ky sath forex ko follow kr ky chalna chahhiyy taakh hm km sy km loss kr ky apni kosish ko maintain kr sakkyn
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

                        bilkul humain over confidence say apna kam nhi kurna chahiye agar hum over confidence ho kay apnaa kaam kuray gay to humain success hasil nhi ho pay gii agar humain aachay say apna kam kurna hai or kmayaba hona hai to humain over conidence say avoid kurna ho gaa jis kay bad hum success gain kur pay gaay to humain e trah say apna kam achay say jari rukhna chahiye or confidence say apna kam kurna chahiye q keh over confidence say humain loss hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

                          hamain forum main bi trader ban sakty hain so hamain fourm main bi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi confidence say hi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi trader hon gayta k earn karien gay so hamain fourm main bi trader ban skty hain so hamain fourm main bi trader ban skaty hain soh amain fourm main bi trader hon gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

                            Assalam o Alaikum!! dear friend agr ham trading kar rahe hain to hamen full confidence ke sath trading karni hogi agr ham overconfidence hokar trading karen ge to hamen hamesha nuksan hi hoga isliye hamen hamesha market ki movement ko samajh Kar market ko ache se analysis kar ke trading karni chahie hamen kabhi bhi without learning ke without mehnat kiye without analysis ky trading nh karni chahie Jo log market ko analysis nh karte ho kabhi bhi achi aur successful trading nh kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain to isiliye hamen chahie ky ham full mehnat ke sath ful learning ke sath ache experience or knowledge ke sath apna Kam Karen kabhi bhi trading karte hue jaldbazi na Karen hamesha market ko analysis karke hi trading Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex may over confidence humay kya nuqsan deta ha?

                              actually guys baat yah hai ki aapko chahie ki aap har kaam ko is Tarah Karen Jaise aapko ras Na de aur aap tab hi to kamyab ho sakte hain jab aapke mind mein yah baat hogi ki yah kam aapko loss Nahin dega aur aap kam ko mehnat se karenge 🤩🤥

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X