thread kerna asan he ya mushkil???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread kerna asan he ya mushkil???
    Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k traders k lia thread kerna asan he ya mushkil???:1f610:
    Malik Fiaz khokhar
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thread kerna asan he ya mushkil???

    AOA! dear friends umeed ha k ap theek hon gy thread kerna itna mushkil nhi ha ager humain forum pe experience ha kam kerny ka tu ya koi mushkil kam nhi ha ager hum forum main new han tu thori thread creat kerny main mushkil hoti ha.
    • #3 Collapse

      Re: thread kerna asan he ya mushkil???

      Bohat acha swal hai forex mein aap ka pass acha knowledge ho ga tu aap Jo Thread karna asan lagay ga agar aap ka pass knowledge nahi hai tu aap ko moskal lagay ga iss Lia aap knowledge hasal Kar ka pr Kam kray gay tu aap ko forex main kaam asan laga ga
      • #4 Collapse

        Re: thread kerna asan he ya mushkil???

        yahan koch bhe moshkil nhi hai nahi hi thread karna or na hi koi post ka jawab dena sub ka sub asaan hai every think is essy bass post ka standerd acha hona chahe hai meyari alfaz ka use karna chahe hai hham ko na kay gfazzzol alfaz
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: thread kerna asan he ya mushkil???

          W.slam my dear freinds .ap na acha swal kia hy kh threds asan he ya mushkil is k bary ma main ap ko btana chaoun ga kh threads krna koi mushkil kam nhe hay bs threads k liya hamara pass axha knowledge or acha exeperience ka hona zarori hay .phir hm apni threads asanii sa ker skty hain or ya traders k liya bh koi muskil nhe hay .or hamari threads knowledge wali ho jis sa dosry memebers bh faids hasil ker sky
          • #6 Collapse

            Re: thread kerna asan he ya mushkil???

            Walaikum Asalam. Pak forum mai thread hain to srif four but four equal fifty. Bht soch samhj kar threads open karni parti hain i prefer posting its simple just tile k according post karna otherwise khud title banana zayada mushkil lagta hain mujy.
            • #7 Collapse

              Re: thread kerna asan he ya mushkil???

              Agar Hum MeHnat KaRen to FoRex Main Koi Bhi Kaam muShkil Nahi Hai Or hum Aasani Se FoRex main KaamYaab Bhi Ho SakTay Hain Lekin jab Hum FoRex Ko TimE Nahi DeTay Or Loss hoNay OaR Hum Yeh samajhtay Hain k SiRf Humen Hi Loss Q HoTaa Hai To Aysi SoCh Ki wajaa Se Hum kabhi Bhi KaamYaab Nahi HoSaktay HumEn Apni soCh Ko PositiVe Rakhnaa Chaahiye...
              • #8 Collapse

                Re: thread kerna asan he ya mushkil???

                Aslam o alaikum my dear frind kaisy hain ap..umed krta hn ap sb khariat sy hngy..to bhai agr hmen fourm py bht ziada expernc hoga to thred krna ssan hy agr nae hoga to thora mushkil paish ayge
                • #9 Collapse

                  Re: thread kerna asan he ya mushkil???

                  g han dear member ager ham forex forum per kaam kartay hn to hamen ess kay baray mn knowledge or experience bhe hona chihay ager hamaray pass knowledge ho ga to ham ess thread karen gy to hamen asani ho g ager knowledge ni ho ga to ham ess mn thread create karna moshkel ho ga hamaray ly
                  دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                  • #10 Collapse

                    Re: thread kerna asan he ya mushkil???

                    I think agr topic ache pas hon to aasan hota hai wrna difficult agr fzool kuch bhi krna hota to aasan hota but achi thread koi sochna difficult hota hai I think aur iss liye achi threads zyadah krna mushkil hai
                    • #11 Collapse

                      Re: thread kerna asan he ya mushkil???

                      Aoa good morning hope u r fine mere khyal se itna mushkil to nhi hai lekin bs thori mehnat ki zarurt hoti hai achi thread k liye
                      • #12 Collapse

                        Re: thread kerna asan he ya mushkil???

                        G han threads karna koi musakl kam nhi hai is sy man humari knwoallge man aizafa ho ta hai is hamen achy achy threads karny chahey taky is threads sy dosaro ko bhi faida ho or repaly kar saky is liy knowallge ka ho na bhi zarori hai
                        • #13 Collapse

                          Re: thread kerna asan he ya mushkil???

                          Threads karna asaan hai ya mushkil iski ak hi reason hai. Threads karne k liye forex me apka knowledge hona bohat zarori hai tbi to apko achay ideas ayen gy or ap achi thread kr saken gy otherwise knowledge nahin hai to phr ap copy ya ese hi kren gy
                          • #14 Collapse

                            Re: thread kerna asan he ya mushkil???

                            Assalam o alaikum dear members ! Ap sbsy eltamas hy kh thread krna bhot asan hy r agr apko thread banna ata ho r ye mayari honi chahye bs .en batoon ka khyal rkhen r estrah apka accint bh banned n hoga r apka profit bh barhta rhy ga ,kic bg kism ke mushkil b n hoge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: thread kerna asan he ya mushkil???

                              Ji bhaijaan aapane ek achcha fal Kiya hai bhai mere khyal mein thread karna mushkil Kam nahin hai joker trade mein har insan apne knowledge pata hai jo ki apna knowledge share bhi karta hai aur dusron se knowledge asali karta hai to trade mein ya aisi aisi baten aati hai jo ki hamen pata nahin hota thread ka matlab knowledge share karna aur dusron se knowledge hasil karna hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X