High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?
    Dear jab ais market mai koi bari news aati hai jis se market mai moment bahot hi zayda fast ho jati hai aor aus ki waja se market high volatile ho jati hai agar aus time ais market mai trade karni ho to kaisy ki jaye kai aus time new traders ais market mai trade kary to aus se profit bana sakty hai ya nai? kai new traders ko aus time market mai trade karni chaye ya nai senior traders kindly ais k bary mai guide kar dey new traders ko.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

    Mere Khyal Mein Ham Logon Ko currency Mein trading Karni chahie currency Mein Jab ham log trading Karte Hain To fir Ham Logon Ko iska fayda hota hai aur jab ham log currency Mein trading Karke Achcha profit hassil kar lete hain to hi Ham logon ko kamyabi milati hai aur ham log Achcha profile banaa sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

      aik new trader ko kabhi bhi fast move main trade nahi karni chaheay kyon ky wo confuse ho jay ga forex main jab bhi koi news ati hai aik achy say acha trader bhi tab confuse ho jata ha jiss ki waja say losss hony ky chanses kam ho jaty hain aur ziada tar professional trader tu news ky time kam he nahi karty hain kyon ky news 2 waves main ati hai pehly traders ky stop loss hit karti hai big spike laga kar phir market main ju trend chal raha hota ha uss taraf ho jati hai es lea news main kam karna loss ko khud dawat dena hai aur high fast move hoti he tab hai jab news ati ha us time ham ko apny sary order sa nikal jana chaheay chahy thora sa loss he kyon na ho trades ko close kar diana behtr hota hai bjay es ky ky ap ko bara nuksan ho ya app ka account wash ho jay.
      • #4 Collapse

        Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

        Jo bhi new trader hy usko high volatile mn trade krny sy perhaiz krna chahye.
        Qn k is wqt mn in ka itna experience to hota ni to ye biht jaldi confuse ho jaty hain. Jab market high rate sy move kr rhi ho to in ko us sy analysis krny chahye k istrha agr market move kry to kiya result aaty hain ta k next time jab bhi ap k samny high volatile market ho to ap confidence k sath trade lga saken. Result ye hi hy k biggner k liye best ye hy k high risk na len.
        • #5 Collapse

          Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

          Jab market fast movement ker rehi ho tou aesy time per sirf expert forex traders ko hi trade kerni chahiay new traders ko aesy time per kabhi bhi risk nehi lena chahiay ky kabhi kabhi tou agar luck achi ho tou acha profit bhi hasil ho jata hai lekin aksar market main aesy time per enter hony sy sirf loss hi hota hai aur trade open kerty hi loss increase hona shoru ho jata hai jo increase hoty hoty itna zyada Ho jata hai ky usko control kerna phir mushkil hota hai agar ham aesy time sy trade open kerny sy avoid ker lain tou hamary liay behter hota hai ky jab market normal movement ker rehi ho tou ham trade open ker ky kuch profit bhi hasil ker lety hain aur bary loss sy bhi bach jaty hain lekin aesa time jab forex market fast movement ker rehi ho tou expert traders ky liay best hota hai ky very short time main bahot zyada earning hasil ho jati hai jab market fast movement ker rehi hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

            hamy market ke movment ko watch kar ky kam karna ho ga hamy market ke volatile movment mai ahteyat sy kam karna chaey forex aik wasee business hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy ache leanring gain kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha buisness hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha buisness hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai kabe be ban na hony wala international buisness hain
            • #7 Collapse

              Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

              dear agr hum high volatitile main tyrae open krein gey tu hume is main lose k chance zada hote hein kew os time market main movement bohat fast hoti hai hume is main soch samj kr kam krna hota ha agr hum is main without experince k kam krein gey tu phr kameyabi lena muskil hai hume apne bonas ko waste nai krna chaiye bonas hume bohat muskil se milta ha is main agr hume acha bonas hasil krna ho tu os k liye hume poar month forum main kam krna hota ha phr hume kuch acha bonas milta ha is liye hume is main daily knowledge k sath kam krna lazmi hai daily analysis ko dekhna lazmi ha
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

                forex market main fast movement say acha earn kia ja sakta hai aur forex main ziada earn tab he hota hai jab tazi market chalti hai aur aik he tarf chlti jati hai jab aik new trader bhi asani ky sath tarde kar ky earn kar sakta ha es lea forex main jab sideway movement ho rahi ho tu tab avoid karna chaheay trade karny say kyon tab stop loss ky ziada chanse hotu hain hamesha tab he trade kanri chaheay jab market main fast movement ho rahi ho tab eh ap kay profit karny ky chanses ziada hoty hain jiss say ap forex main kamyabi hasil akr sakty hain aur success ho kar apni har zrorat ko asani ky sath pora kar sakty hain aur hamesha market main achy level ka wait kar ky order lgana chaheay phir he ap market main acha profit bana sakty hain jaldi bazi main trade na karain ager trade achi na mily tu nahi karni chaheay.
                • #9 Collapse

                  Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

                  High volatility market me be app ko achi trading karny ka experience hona chaye, market ki fast movement kesi be important news ki waja se start ho sakti agar app volatility market me trading nahi be karna chahty per be market ki fast movement app ko loss de sakti hay es waja se demo account me London market session aur New York market session me trading ka experience hasil karna zarori hota hay, esy market sessions jes me market ki volatility zeyda ho to es condition me kam risk key base par trading karna hi acha hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

                    Forex trading business main market ka total role hota hai. Jab market move kerti hai tou business generate hota hai. Volatile market ka Matlab ye hota hai kay jab market mai movement bohat tez aur ziada ho raha ho aur ye movement kisi aik pattern mai bhi nahi set ho raha ho Matlab koi trend na bann raha ho aur market bill aur bear ya long and short mai movement continue change ker rahi ho. Volatile market ka clear tareekay say yaha samjhanay ka Matlab hai kay tradees ko aisi market situation mai kabhi bhi trade open nahi kerni chaiye aur uss waqt sirf wait kerna he zaruri hai.

                    Volatile market mai aik strategy kaamyab ho sakti hai jo kay scalping kehlaati hai. Agar volatile market mai strong balance ho aur terminal. Pay khud live monitoring ker kay kisi aik pair ya commodity ko select ker kay trading ki jaey tou achi scalping say acha business ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                      Dear jab ais market mai koi bari news aati hai jis se market mai moment bahot hi zayda fast ho jati hai aor aus ki waja se market high volatile ho jati hai agar aus time ais market mai trade karni ho to kaisy ki jaye kai aus time new traders ais market mai trade kary to aus se profit bana sakty hai ya nai? kai new traders ko aus time market mai trade karni chaye ya nai senior traders kindly ais k bary mai guide kar dey new traders ko.
                      Dear friend ap ny both acha question kea ha jab bi market high volatile ho to us waqat new trader ko chae ha both ahtiyat sy trading karny ta k ap ko loss na ho is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha new trader q k market ko samjty in han to uny chae ha k high volatile market main tab tak trading na karny jab tak ap ko market ki movement samj na aay or ap ko forex market k achy analysis na kar lan tab tak trading ko seekeny or samjeny ta k ap ko behtar samj aay or ap easily ache trading kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny or ache earning kar sakeny
                      • #12 Collapse

                        Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

                        High Volatile Market:

                        Market mein jab bhi koi high news aney wali ho aur hum us mein har soorat mein trade karna chahtey hein to hamen us news se pehle hi aik achi planning karke is mein beth jana hota hey aur news ke time trading karne keliye apke pas Fundamental knowledge ka hona bohot hi ziada zaroori hota hey aur uske baghair news mein trading karna hamare liye koi zada asan nahin hota hey But uske sath sath hamen high news mein ziada tar pending orders par work karna hota hey kioun keh market ka yakdam move karna aur phir aik bohot hi lambi move karna hamen aik bohot hi barey profit ki taraf le ja sakta hey aur High news mein market ziada tar aik hi side par move karti hey agar hum wahan par apne pending orders laga len to hum us mein achi trha se kamiyab ho saktey hein aur uske ilawa agar hum Fundamental par bhi pehle se analysis kar len to hum achi trha se kamiyab ho saktey hein.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: High volatile market mai trade karny kaisa hota hai new traders k liay?

                          Highly volatile market main new members ko trade Karne se gurez karna chahie kyunki ismein moment itni tej Ho jati hai ki stop loss points hit kar jaate Hain aur aur big spike ke bad moment dubara market trends ke same Ho jaati hai agar new trader highly volatile market mein trade open karte Hain tu tu bahut jyada loss utha sakte hain aur aur aisa bhi ho sakta hai ki unka account hi whitewash ho jaaye isliye new members ko use waqt trade karni chahie jab market normal Ho jyada fluctuation Na Ho taake new trader profit earn kar sake.
                          Highly volatile market main jitna jyada risk Los ka hai utna hi jyada profit bhi de sakta hai hi kyunki agar market trader ki trade k ke same move Kar gayi tu profit bhi bahut jyada ho sakta hai.
                          Highly volatile market main trade karne ke liye bahut jyada experience knowledge aur is risk bearing capacity ki jarurat hoti hai. Agar koi trader well knowledged well experience or healthy amount apne account mein rakhta hai tu usay risk jarur Lena chahie.
                          الحمد لله رب العالمين

                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Janab ap jab be trade karain tu ap ko cheye kay market kay analysis karain woh fundamental or technical dunu hony cheye. Tab ja kar ap ko market ki movement samaj aye gi kay kaisy market kis news pay or kis pattern pay move kar rahi hai.So jab yeh dunu analyssi ap karo gy tu ap asani sy trend ko find kar sakty hain phir new trader ho ya old trader ho. har tarha ki movement ko kafi had tak samaj sakta hai. esleye jab be trade karain. kudh kay analysis kar lain. or achi tarha market ka jaiza lainy kay bad ap ko trade sy acha profit ho sakta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X