Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...
    Assalam-o-Alaikum dosto forex trading ma ager hum kamyabi chahtay han tu humay aik tu iski achi learning kerni hugi aor dosri humay laluch say door rehna huga kiun kay jab hum laluch kertay han tu pher hum jald bazi ma aa jatay han jiski waja say aik tu hum analysis nhi kertay aor dosra zeyada earning kay chakar ma hum bug lot size ka use kertay han jis say aksar hamara account wash hi hu jata hay is liye mera mashwara sabko yehi hay kay lot size ka use hamesha soch samjh ker kiya karay ta kay loss say bacha ja sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

    Yes you are right
    I agree with you
    Lot size ka istamal hmesha soch samjh m krain
    Isko adjust krna bht zrori h
    Lot size hmesha asy use hota h k hmary profit k according adjusted hota h
    Isi liay hmesha mehnt krain
    • #3 Collapse

      Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

      ji han dear aapki baat bilkul sahi hai forex trading mein jab aap kaun kar rahe hote hain to aapko chahie ki aap lot size ka istemal soch samajhkar Karen agar aapka account balance kam hai to aapko kam lot size ke sath reading karni chahie aur agar aapka account balance jata hai to fir aap bade lot size ke sath trading kar sakte hain aur is tarah aapko cprofit mil sakta hai lekin vah log jinko abhi forex trading ke bare mein jyada knowledge or experience nahin hai unke liye best yahi hota hai ki vah kam lot size select Karen kyunki is tarah hua bade logon se main poochh Raha sakte hain aur aur jyada na sahi lekin thoda profit unko mil sakta hai isiliye forex trading mein lot size ka istemal Apne account balance ko samne rakhte hue karna hi profitable trading hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

        dear friend ap na bahot achhi bat ki ha k forex trading mn lot size hmesha soch smjh kr rskhni chayay ta k ap achha profit bhi hasil kren aur spka account ballance bhi safe rhay to is k liay apko chayay k hmesha trade mn lot size apnay account ballance k hisab sa rakhen ta k achhi trading kr k achhi earning hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

          dear g han ap ki bat correct hay is main ham ko chyue k ham is main market ko achay say assess karnay k bad main he lot ko use kia karein is main ham ko itayt k sat achay say acha kam ko ;last tak jaery raahy rahany ki bar bar try karaty rahan chue agar ham is main aisa karaty aha kai karein gye to ham is main kabhi bhi fail nahi ho sakein gye so is main ham ko mehant kr k hea gay ki janib jana ho g is main add hoany k bad main .
          • #6 Collapse

            Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

            waslam dear ap ki bat thek hy hmin forex min lalach ni krni chahye blky norml lot size use krni chahye agr hm accou t ki nisbt ziyada bri lot lga dengy to hamara account wash ho jay ga uslue zaruri hy k hmin lalach sy duuur or lot size norml he istmal krnk chahye...
            • #7 Collapse

              Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

              humain lot size ka istmal soch samujh kay kurna chahiye agar hum soch samujh kay lot size ko use kuray gaay or achay say hum es main apna kam kuray gaay to es kay bad he humain kmyabi hsil ho paay gii or es kay bad he hum es main say acha sa profit gain kur pay gay or es trah say apna kam kur kay hum apna account bhi safe rukh pay gay to es trah say humaain apna kam kurna jari rukhna chahiye or achay say apnaa kaam kurnay kaay bad he humain acha sa profit hasil ho pay gaaaa
              • #8 Collapse

                Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

                forex ak oline busienss hain hm is mai part time be kam kar saakty hain hum is mai full time be kam kr sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai pasia invest akr ky kam karna ho ag hum is mai bage balance accpunt bana kar be kam kar sakty hain hamy market mai soch samj kar kam karana ho ag hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma loss hain
                • #9 Collapse

                  Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: TMB007 پيغام ديکھيے
                  Assalam-o-Alaikum dosto forex trading ma ager hum kamyabi chahtay han tu humay aik tu iski achi learning kerni hugi aor dosri humay laluch say door rehna huga kiun kay jab hum laluch kertay han tu pher hum jald bazi ma aa jatay han jiski waja say aik tu hum analysis nhi kertay aor dosra zeyada earning kay chakar ma hum bug lot size ka use kertay han jis say aksar hamara account wash hi hu jata hay is liye mera mashwara sabko yehi hay kay lot size ka use hamesha soch samjh ker kiya karay ta kay loss say bacha ja sakay.
                  Dear i hope u good,😀
                  Ape ny sahe kaha k agr ham trade karny say pehly soch smjh kr apna lot size ko set karain.
                  Agr hamary analysis strong hain tu or jis pair ki planing ham nay ki hoi hai. Os pair ki full information ap k pass ho tu tab agr ap apna lot size ko agr increase krain tu tab ham acha profit kama sakty hain.
                  Lot size he hamain loss or profit de sakta hai.
                  Thanks👍
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

                    G hmein lot size ka mukammal khayal krna chyhy . Mera bhi aik account is ziada lot size ke wjha sy wash ho gya .sirf aik ghalat trade pr iada lot size hony ke wjha sy mera pehly account zaya ho gya.Ab mera ye naya account hy, meri sab beginners ko nasehat hy k lot size ko kam istimal krein agr ap ko kaheen sy confirm signals mil rahy hain to tab he lot size ko brhiy.Baqi LEVERAGE bhi trade mein bahut ziada asar krti hy.Aur beginners ko mera aik ye bhi mashwra hy k pehly account mein kuch balance jma krein phir trade shuru krein q k kam balance ke wjha sy account jaldi wash ho jata hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

                      G han dear friend apko chahiye k ap lot size ka istamal soch samjh k kren agr ap lot size ka use soch samjh k kren or agr ap soch samjh k lot size nhi lgaen gy to apko nuqsan ho sakta hy so koshish Kia kren k ap pehly apna account balance dekhen us k bad hi lot size lgaen jitna apka account ho itna hi lot size lgaen
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

                        Assalam o Alaikum!! agr ham trading kar rahe hain to hamen hamesha lot size ka use money management ke mutabik hi karna chahie kabhi bhi lot size ka use apne account balance se zyada nh karna chahie jo log lot size ka use apne account balance se zyada kar dete hain unko hamesha nuksan hi hota hai isliye hamen hamesha kabhi bhi trading karte hue lot size ka use karne mein compromise nh karna chahie Jo log lot size ka use karne mein compromise karte hain money management ko follow nh karte woh kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nh kar sakte agr kamyabi hasil karni hai to hamen normal lot size ke sath trading karni hogi kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nhi karni hogi hamesha soch samajh Kar trading karni hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

                          Ji bilkul forex member
                          Aapki baat bilkul theek hai ke a lot size ka istemal hamesha dhyan se a Karna chahie.
                          Sab jante Hain ke forex business forum ek bahut risky business platform hai. yahan per aapki chhoti si mistake aapko bahut bada nuksan de sakti hai aur aapki chhoti si strategy aapko bahut bada fayda pahuncha sakti hai. Isiliye Forex per hamesha right mind ke sath kam kijiye. Forex mein training karna usse bhi jyadaki opening for market ki closing ko check Karen. trading karte waqt apna lot size hamesha Apne capital balance se kam rakhen ke Roz hone ki Surat main aapko unrecoverable Los Na ho aur aapka account wash hone se bacha sake.
                          Post acchi lagi ho to jarur dijiyega shukriya.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

                            Walaikum salam dear members aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein Laut sarees ka istemal Hamesha aapko kam karna chahie Kyunki ismein aap aap Jab Soch Samajh Kar Laut sides Lagate Hain To aap ismein Achcha profit gain kar sakte hain agar aap Badi Laut lagaenge to ismein aapko nuksan bhi ho sakta hai aur aapka account bhi wash ho sakta hai agar aapane A trading karni hai to aapko acche planning ke sath trading Karni Hogi aur Apna experience gained kar raha hoga tabhi aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot Size Ka Istemaal Hamesha Soch Samjh Ker Kerna Chayi...

                              Log size hmary account k size pay depend krti hay . Jitna barha account ho ga utni hi barhi lot size use ki ja skti hay. Agr koi trader abi new hay beginner hay or uska account b small hay tou wo har giz big lot size use na krey is trah account wash b ho skta hay. Wese tou hmy chahye k pehlay apnay account ko barha krein then normal lot size k sath trade lgayin. Kyun k small lot size k sath agr loss km hota hah tou apko profit b kam milta hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X