Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.
    Salaam. Umeed he sab kheriyat se honge. Dear traders trading krte waqat market ko achi tarah analyse kr k trading krni chahye forex trading me jald bazi na karen. Mrket ka trend dekhen market k technical or fundamental analyses ko dekh k trade karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

    Market ko analysing karte waqt bilkul Bhi jaldbaji Na Karen Hamesha market ko sakoon ke sath analyse Karen Uske bad apni trade active Karen agar aap market ko jaldbaji ke sath analyse Karte Hain To Aisa karne se aapki analysing complete Nahin Hoti aapko loss ka Samna karna pad sakta hai isliye Hamesha market ko acche tarike se aur pure focus ke sath analyse Karen
    • #3 Collapse

      Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

      market ko analysis karna Ham logon ke liye kafi important hota hai kyunki jab Ham logon ne trade open karni hoti hai to sabse pahle analyzation ke process ko complete karna hota hai jab Ham logon ne isko complete kar liya to Ham logon ke liye trade acchi open ho jayegi aur hamen idea ho jaega ke kis point se lekar kis point Tak Ham logon ne profit hasil karna hai
      • #4 Collapse

        Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

        Aoa Friends g Bilkul trading krty howy Kabi bhe jald bazi Ni Krni chaye, sb sa pehly Apko market ko judge krna chaye ka market stabale to Ni ha, jb Apko idea ho jay ka market chal rhe ha to us ka bad AP trade lagayen, aur yeh bhe dehan Krain ka jo trade ap Laga rhy hain usy buy krna ha ya sell ki trade lagani ha, phir ap dehan sa trade select kr ka buy ya sell laga den, aur jb ap trade laga len then ap sl and tp bhe laga len q ka market Kisi bhe time Apni opposite main move kr sakti ha to sl tp laga leny sa Apko Zeyda Loss bhe Ni ho ga and tp bhe apny margen ko dekh ka laga len gy jitna apko acHa profit ho jay, sl and tp bhe dehan sa lagayne
        • #5 Collapse

          Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

          Jab bhi hum ko trade open krni lgy tu hum ko phly market ki achi analysis krni chaiy forex market ki analysis krni sy hum ko ye faida hota hy k hum ko acha profit milta hy hum ko news ko read krna chaiy is sy hum ko trend find jrmy mein asani ho gi agar hum analysis ko easy krna chaty hy tu hum ko indicators ko use krna chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

            dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn kbi bhi jald bazi k sath trade nhi lgani chayay keun k jald bazi sa hmesha loss he hota ha isliay apko chayay k trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement k mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn ta k achha profit hasil kr sken
            • #7 Collapse

              Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

              assalamu alaikum G dear Forex member ap ka sawal achcha hai ki market ka complete analysis karne ke bad hi use per trade lagaen agar aap jaldbazi karenge to aap last saved desh kar sakte hain isiliye beta hai ki aap pahle market ki movement ke related tamam information Le uske bad hi aap trade lagaen Taki aap kafi jyada earning kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

                ji han bilkul aapane theek ka Forex main market ko jald bazi se analyses nahin karna chahie ke aram our skoon ke sath hi aur kide ke analyses karne chahie jaldbazi Mein hamen nuksan ho sakta hai soch samajh Kar kam karne se hi hamen fayda hota hai isliye hamen chahie kya jaldbazi ko avoid Karen aur lalage ko bhi award Karen lalach ek bahut buri Bala hai Jo hamen nuksan deti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

                  market analysis karna bahut jyada jaruri hota ISI tarah jab bhi Ham Koi trade lagate Hain ya koi bhi entry lete Hain to uske liye sabse jaruri baat hoti hai ki hamen market analysis karna chahie aur jab bhi Ham market analysis karke vah karte Hain to aise hamen acche se accha profit cancel kar sakte hain kyunki market analysis ka matlab yahi hota hai ki Ham market ke bare mein jante hain aur FIR Ham jo bhi train lagat hain use Ham acche se achcha profit hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

                    Ji han bilkul hamen market ko acchi tarah analyses karna chahie tab ke Ham acchi e-trade kar sakte aur achcha profit hasal kar sake Ham jitni hai acchi trade karenge hamare let nahin jyada faydemand hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abusaleh2015 پيغام ديکھيے
                      Salaam. Umeed he sab kheriyat se honge. Dear traders trading krte waqat market ko achi tarah analyse kr k trading krni chahye forex trading me jald bazi na karen. Mrket ka trend dekhen market k technical or fundamental analyses ko dekh k trade karen
                      Market Mein trade open karne se pahle market ke acchi Tarah analyse kar leni chahie Agar Ham market Mein analyse ke bagair trade open Karenge To Hamen loss ho sakta hai agar Ham Chahte Hain Ki acchi profit Hasil Karen To Hamen pahle market ki Mohammed ke bare mein acchi Tarah information Hospital leni chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

                        Market ko analysing karte waqt bilkul Bhi jaldbaji Na Karen Hamesha market ko sakoon ke sath analyse Karen Uske bad apni trade active Karen agar aap market ko jaldbaji ke sath analyse Karte Hain To Aisa karne se aapki analysing complete Nahin Hoti aapko loss ka Samna karna pad sakta hai isliye Hamesha market ko acche tarike se aur pure focus ke sath analyse Karen
                        • #13 Collapse

                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

                            hamen kabhe bhe jaldbazi nhe karne cahiye q ke hum agar is main jaldbazi kare ge to is main hamara apna he nuqsan ho ga or hum is main nakam ho jaen ge bas is ke liye he to hamen cahiye ke hum is main sahe se apne kam ko kiya karen take hum is main akmyuab ho jaen q lke yeh business aik bahut he acha business hae is tarah se he to hum is main kamyab ho jate hain hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye take hum is main kamayb ho jaen or aik ache trader bhe ban he saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko achi trah analyse karen jald bazi na karen.

                              G han member ne sahi kaha k hmen ichi trah market ko smjh kr hi hi time le k trade krni chaheay or kbhi b trade krte huy jaldbazi ni krni chaheay. Q k jb hm jaldbazi se kam krte hain to hm jaldbazi me ghalat trades open kr dete hain ot jiska bad me hmen loss hots hai or phr jb loss hota hai to usko cover krne k leay hmen phr struggle krni parti hai . Is leay agr hm phle se apna time le k proper investigation kr k market ko analyse kr lengy or apni planning kr k trade kren gy tbhi hm ichi trading krna seekhte hain . Trades soch smjh krni k hi krni chaheay kbhi agr jaldbazi krte huy buy ki jgah sell kr den ya sell ki jgah buy pe lga den to is se hm bht nuqsan kr skte hain. Is leay in sb batun ka kheal rakhna chaheay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X