hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?
    my dear and repected members hamin forex mein mehnat per kasmyabi hasil kerni chaiy ya phir apni luckj ko azmana chaiy kiya cheez hamry liuy besty rahy gi or hamin yahan ksa kaam kerna chaiy khuch members esy hoty hein jin ki blucxkl bhut achi hoti hy bhut kum posts per bhut zeeada boybns a jata hy ort ksi ka 1200 sey abovce posts hoti hei bhut bouns 100 sey bhi kum ata hy isko ham mehnat ka naame dein ya luck ka mery khyal mein douno ka best hona hamry liuy zarrori hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

    Dear friend forex trading luck tu kabi kabi sath deti hey lekin mehnat aik aesi cheez hey jo her waqt sath deti hey iss liay luck pe depend karnay ki bajay apni mehnat pe depend karen aur pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice k zariay experience hasil karen aur phir regular mehnat karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

      Aap forex trading mein kabhi bhi luck pe depend na krein balkeh mehnat krein aur apny experience pe depend krein jo apko trade mein profit dega luck pe trading krny ka mtlb loss krna hai kionkeh woh tu aik tukka hoga lg gya tu theek wrna loss is liye mehnat se learning pe focus krein jis se aap achi trading kr paengy.
      • #4 Collapse

        Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

        Hamy forex ma mahnat krni chahie q k kabi kabi sath deti hey lekin mehnat aik aesi cheez hey jo her waqt sath deti hey iss liay luck pe depend karnay ki bajay apni mehnat pe depend karen aur pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice k zariay experience hasil karen aur phir regular mehnat karen tu zaroor kamyab ho saktay hen.
        • #5 Collapse

          Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

          G han hmain chye ke hm is business mein mhnet karin is business se acha knowledge or experience hasil karin or is se ap acha bones hasil ker sakty hain or hmain chye mhnet se he kamyabi hasil ker sakty hain ks.se achi life spand ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

            Gi ager hum kamyab hona chtya hya to hum ko iss kay liya mahnat kartya rahan chya or apnay kam say named nahi hona chya ager hum iss may kam achya say karya gay to hum ko iss may achi earning kar sakya gay hum ko zada say zada mahnat karni chya
            • #7 Collapse

              Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

              Je luck us ka sath deta hai jo mehnat karta hai, kio agr ye sochta hai k wo serf luck k bahrosy he yaha sy acha profit hasil kar ley ga to ye uski bhot bari bhol hoti hai, forex ma luck ka kio chance he ni hai, kamyabi shahid ik bar tokky marny py ho jae but har bar ni ho sakti,
              • #8 Collapse

                Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                hamy luck par brosa nahi karna chahey balky hamy is main mehat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 gatho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain hamy is main kam karnhy ky liye kisi be office jany ki needs hoti ham apny gar beth kar is main kam kar ky acha profit hasil kar sakty hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                  Assalamu Alaikum ji all member yah kaksha Sawal hai Ham jitni Jyada mehnat Karenge Hamen utna hi fayda hoga Jab Ham yahan se kam Karenge To Hamara lak bhi Banega Kyunki jitni Ham mehnat Karenge Hamari Kismat Hamara Sath Degi aur ham Upar Jaenge forex business mein bhi mehnat Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                    ASSALAM O ALIKUM deaar hum jitna bhe kam karty hain hamen mehnat k sath he karna cheye kuch log luck bhe khe dety hain magar hamen mehnat k sath he chalna cheye usi main hamari kamiyabi hoti haai ...hum jitni mehnat karen gy hum utny he kamiyab hongy ...
                    • #11 Collapse

                      Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                      Apny achi baat pochi hy hamen donu chezun ko apnana chiy aghar ham luck py bharaosha kar ky beath jaen gy tou phar ham kabhi na kabhi aisy nakam hongy k dobara ham kamyab nai ho paen gy aur hamen mehnat ky sath sath luck py bhi matlab ky khud py bharosha rakhna chiy hamara khud py bharosha hamen kamyab bana deta hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                        Ji bilkul hamen mehnat se kaam Lena chahie lakh per bharosa Nahin rakhna chahie kyunki mehnat se hi ham apni kismat ko tabeel kar sakte hain mehnat mein azmat hai mehnat se hi ham apna future change kar sakte hain Agar ham forex forum par mehnat Kar ke post aur threads karte Hain to hamen use mehnat Ka sila bonus ki Surat mein jarur milta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                          hume mehnat kerni chahye luck per bhroosa nahi kerna chahye mehnat ker ke apni luck ko azmana chahye ager ap forex ma mehnat se kam keren ge to phir ap ki qismet bi ap ka sath de gi mehnat kerna boht zarori ha mehnat ker ke hi ap apni luck ko bi acha ker sakte hen mehnat hi kamyabi ka zariya ha
                          • #14 Collapse

                            Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                            Pakistan Forex Mein Mere Khayal Mein mehnat Karni chahie Jo log mehnat karte hain luck bhi unhi Ka Sath deta hai isliye my bro koshish karen Ki Main Na Karen aur apne aapko manvain Kyunki Forex Mein luck unhi ka chalta hai jo log mehnat karte hain Apne luck koazmana hai menth Karen aapka luck Khud ba khud aapke liye best ho jaega.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hamin mehnat kerni chaiy ya luck per bhroosa kerna chaiy ?

                              g han forex men hamen mehnat kar ki kam karna hota ha agar mehnat ni ho ge to kam kase ho ga jo jitna mehnat se kam karo ge otna kamiyab hon ge jitna hamara nolig aur expireuans ho ga hamar bonass bi otna he acha ho ga hamen mehnat wale post karni cahihye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X