2 posts main kiti time ka waqfa ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    2 posts main kiti time ka waqfa ho?
    humain yehan post karte waqt kitna time break rakhna chayi matlab hum aik post write karte hain aur dosri post forun likh saktey hain ya 2 posts k darmiyan time break daina chayie matlab 5 ya 10 minute k baad dosri post write karna chayie:)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam - u - alaikum bhai jaan jee me maantaa ho koi wafaa nahi hona chahye bs pori thread perhani chahye or phir reply ker denaa chahye thanks for question
    • #3 Collapse

      Jab aap aik post kartay hain to aap ko about 1 min lag jata hy jo keh kafi hy, is key bad aap doosri post kar saktay hain. Kabhi bhi copy past na karain, jo key rules key against hy. Post poori imandari say karni chaheye. Is say hum bhi buhat kuch seekhtay hain aur doosry bhi learn kartay hain.
      • #4 Collapse

        Bro ham agar ek thread pe avi posting ki he to agle 5 minute tak usi thread pe dubara post nehni karsakte lekin ham dusre thread pe posting karsakte he.
        • #5 Collapse

          posting kay darmian waqt ke koe kaid nhe balkeh hammain jitna jald ho sakay apna reply kar dain is trah ap posting ka jo target aik maheena ka hota hay woh jald poora kar laytay hain aur bonus kay haqdar ban jatay hain.
          • #6 Collapse

            g 2 posts k darmian koi waqfa nhi hota balkey ek k baad doosri or phir tisri post ker deni chahiey kisi waqfey ya break ki zarurat nhi hey bas post read ker k aap reply kartey jaen jab tak k target pura ho jaey.
            • #7 Collapse

              ap thread open krain. thread ka question read krain, is ke bad ap ke mind me jawab aye ga, then ap logon ki kuch posts us tread ke reply me dekhain ge, then ap type krna start krain ge. to i think itna time aik dosri post darmyan kafi gape ban jata ha, so you continue to post without brake.
              • #8 Collapse

                han han han dost ap na boat achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha forex aik acha bussiness ha aur dost is ma kam krny ki koi b qaidnhi ha ap kbi b kam kr sakty ho aur dost deako agar ap theak gay tou wait kro nhi tou kam krty rahi zada beathar ha and i like forex so much,.......................
                • #9 Collapse

                  g haan g apki baat tekh hai myn iss baat sey agree hn iss myn bilkul waqfa nahe hoona chahye hmyn tread parh k ussi time iss ka reply kar enna chahye yehe best hai ooor mjhey yehe teekh lagta hai...
                  • #10 Collapse

                    dear waisy to ap lagatare posting nahain ker saktay hain and her ten minutes k ander ap sirf maximum five ki thread post ker saktay hain and her aik k baad kam az kam 33 seconds ka ga[e hona chahieyh.
                    • #11 Collapse

                      There should be at least 30 seconds gap between two posts otherwise your post will not be accepted. In my view you can do 30 to 40 posts easily and it is important to note that you will have to post of at least two lines. If you do post less than two lines then it will not be counted for a bonus reward, therefore you should always keep in your mind the rules and regulations of the Pakistan Forex Forum.
                      • #12 Collapse

                        Assalam-O-Alaikum hum jo is pakistan forex forum em posting kartey hen is ki do posts me kam az kam 30 second ka waqfa hota hey aur her 5 posts bad 10 minute ka waqfa zrori hota hey aur ager hum aisa nahi karain gey to automatically error message aa jata hey.
                        • #13 Collapse

                          Dear hmen har post me hmeshah 1 mint se zyada ka waqfa rkhan chahye kyun k agr hm jaldi jaldi posting karty hain tu hm sahi se posting nahi karp aty hain jis ki wajah se hmara account banned ho sakta hai si lie hmen waqfa rkhan chahe har post me
                          • #14 Collapse

                            bhai jan pakistan forex forum walo ny ny new rules bna dia hy ky 0 mint men sirf 5 post kr sakty hen is liy jub ap aik post kr len to dosri post krny sy pehly do mint wait kr lena bilkul theke hy jld bazi sy kam na kren wrna post hon gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              2 posts k darmiyan bilkul waqfa hota ha or wo 30 seconds ka hota ha. jb ap ek post ko reply kr chuky hoty hn to usky foran baad dusri post reply nhi kr skty, ye forum ka rule ha k ap 2nd post ko 30 seconds k baad hi reply kr skty ho wrna apka reply nhi hota.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X