Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?
    Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

    Corona Virus ka effect Forex market me bahot zeyada dekny me aya hay es ki waja ye hay key world health organization ne emergency nafez kar di hay aur kesi kisam ki import export nahi ho rahi hay, corona virus ka asaar Forex market me currencies par be howa hay aur future stock key sath metal par be howa hay, ye masla agar kesi 1 country ka hota to Forex market es se etni zeyada aur etni jald mutasir na hoti magar jes tarha se ye virus all world me travel kar key logu ko mutasir kar raha hay es ka bahot hi bura asaar bahot kam time me Forex market me howa hay aur jab tak ye virus khatam nahi ho ga Forex market ki halat esi tarha hi rahy gi.
    • #3 Collapse

      Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

      Dear ais market mai ap ne dekha hai k kafi zayda pairs ne aisi moment ki hai jin ki umeed bhi nai thi aun mai se aik to ap oil ko dekh ley to ais ne kafi zayda moment ki hai last time agar ap ne oil ko dekha ho to ais ki demand bahot hi kam ho gai hai kun k corona virus ki waja se coutries mai trade band ho gai hai aor oil abi tak shift nai ho raha hai aor ais ki supply zayda hoti ja rahe hai aor ais ne abi tak aor bhi down aana hai agar ye corona wala masla hal nai hota hai to hum ko ais market mai atni bari trade nai lagani chyae ais se hum ko kafi zayda loss ho sakta hai agar ap ne ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai risk atna zayda nai lena chyae agar ap ais market mai acha kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

        Novel Corona virus ab tak 109 countries mai phail chuka hai. Jinn mai sub bara country China hai jaha say yeh shuru Hua hai. Uss kay baad Italy aur Iran ka number hai. Iss ki wajah say aaj USA market mai trading bhi suspend rahi hai kiyu kay sub say ziada masla corona virus ki wajah say crude oil ko hua hai. Forex market bhi sub say ziada disturb bhi crude oil ki wajah say hui hai. International market mai crude oil ki demand khatam honay aur Dusri taraf Saudi Arab aur Russia mai oil war ki wajah say production mai kammi na kernay kay faislay nay halaat mazeed kharab ker diye hain. Iss waqt crude oil 1991 ki price ko touch ker kay dobara 32$ say cross Hua hai. Aisa lag raha hai kay Saudi Arab mai siyaasi halaat ki kharaabi nay bhi OPEC ki akhri meeting pay bohat asar daala hai. Agar. Oil production Kamm na hui tou gold kay 25$ tak anay kay imkanaat bhi mojud hain.
        • #5 Collapse

          Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

          Coronavirus takriban 109 countries mein spread ho chuka hai isliye aapko chahie ki Forex trading market mein trade open karne se pahle management plan banaa lo jaisa ki aapane dekha weekend per market crash ho gai thi aur aaj forex trading market mein major currency pairs bahut different tarike se trading kar rahe hain aur group ke sath market open hui hai crude oil 14 dollar per barrel download hua hai jiski vajah se bahut sari countries ki stock exchange markets crash kar gai hain ab aapko yeh baat samjhana hai ki Forex trading market mein trade lene se pahle planning kaise ki jaaye planning karne ke liye aapke pass market ka technical fundamental aur sentimental analysis hoga tabhi aap achcha plan kar sakoge planning mein lot size ki selection stop loss lagane ki limit aur take profit lagane ke liye matka maloom hona zaruri hai jiske liye aapke pass support and resistance hogi to aap apne account ko manage kar sakoge.
          • #6 Collapse

            Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

            Forex trading main corona virus ki waja sy market main unpredictable or unacceptable movement ho rehe han is ki waja sirf corona virus ha is main sab sy ziada impact oil pe parha ha jis ki waja sy puri duniya ki stock exchange down ho ge han isi waja sy har currency pair main both ziada movement hue han forex trading main ap ny trading karni ha to proper stop loss or take profit istamal kar k trading karny ta k maximum profit hasil kar saken jtni hum mehnat karny gy hum kamyab ho sakty han jtni ziada hum behtar learning karny gy to hum utny he kamyab ho sakty han is key humy behtar planning or strategy sy trading karni ho small lots sy trading karni ho ge jis sy hum easily successful ho saken corona virus ki waja sy forex market both damage hue ha q k 109 countries main abi tak virus phal chuka ha or jtny ziada hoty jany ga to market pe or ziada asar parta jay ga
            • #7 Collapse

              Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

              crona virus ki waja se kafi country me lock down chal raha ha or lock down hone ki waja countries ke beach me export import kafinhad tak kam ho gai ha is ke ilawa manufacturing par bhi kafi asar par raha jis ki waja se economy me par boht bura asar par raha ha or economy par asar parne ki waja se 80% se zeyda country ki stock market 2% se lar 7% tak crash kar chuki hain jis ki waja se currency par bhi kafi asar par raha or investor dare huey hain wo metal trading par apna focus rakh rehay hain currency ki nisbat in ko zeyda secure man rehay hain is ke ilawa crona virus ki waja se oil ki demand me kami anay ki waja se oil ki price kafi had tak kam ho gai hain or aik hi day me 33% se zeyda nichay a gai hain crona virus ki waja se har country ki economy par negative asar par raha ha
              • #8 Collapse

                Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

                Corona Virus ki vajah se Kafi country mein lookdown chal raha hai aur look down hone ki vajah se countries ki bhej main expert important Kafi had Tak kam ho gaya hai iske liye Iske alava manufacturing per bhi Kafi Asar par Raha Hai Jiski vajah se economy Mein per bahut bura Asar pad raha hai aur economy per Asar padhne ki vajah sy 80% sy zyada country ki stock market 2 Se Lekar 7 Tak chrish kar chuki hai Jiski vajah se currency per bhi Kafi Asar pad raha hai investor dare hue hain currency ki nisbat Inko Zyada sakore mein rahe hain Iske alava Corona Virus ki vajah se oil ki demand Mein Kami Aane Ki vajah se oil ki price Kafi hard attack kam ho gai hai aur ek hi Dam 33 Ne Jyada niche a gai hai coronavirus ki vajah se Har country ki economy per negative Asar pad raha hai
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

                  Novel coronavirus ab tak 109 countries Mein fail chuka hai Chin Mein sabse bada country China Hai Jahan Se Ja Shuru Hua Hai Uske bad yah Ram Ke number Hai Iski vajah se aaj USA market Mein trading bhi suspend a rahi hai Kyunki sabse Jyada masla korona Virus ki vajah se crowd oil ko hi Fresh Market Mein sabse Jyada disturb bhi crowd oil ki vajah Se Hui Hai international market Mein karod oil ki demand khatm hone aur dusri Taraf Saudi Arab aur aur Rasiya Mein Koyal ki vajah se production Mein kam na karne ke Faisal Ne Halat Masjid kharab kar Diye Hain is Waqt crude oil 1991 ki price ko Touch Karke Dobara 32 se cross hua hai aisa lag raha hai ki Saudi Arab Mein siyasi Halat ki kharab hone ki vajah bhi yahi hai agar oil production Kamyab Na Hui to Gold ke 25 Tak aane ka imkan bhi maujood hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

                    Assalamu Alaikum dear friends coronavirus ki vajah se Kafi counter email lock down chal raha hai aur lock down hone ki vajah contries ke bacche main export import Kafi had Tak kam ho gai hai isliye a manufacturing per bhi Kafi Asar pad raha hai Jiski vajah Se Hi karungi main per bahut bura Asar pad raha hai aur cromi Parashar padhne ki vajah se 80% Se Jyada Kaun Tariq is stock market 2% Se Lekar 7% Tak crush kar chuki hai Jiski vajah se currency per bhi Kafi Asar pad raha hai aur investor dare hue hain vah mental trading per Apna focus Rakh rahe hain currency ki rishwat in ko Jyada Kyon Mein Rahane Hain Iske alava korona Virus ki vajah se oil ki demand maker me aane ki vajah se oil ki price Kafi had Tak kam ho gai hai aur ek hi de Main 33% Se Jyada niche a gai hai korona Virus ki vajah se her country ke kilometre negative Asar pad raha hai aur iski vajah se a market bhi impact karti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

                      Ji Assalamualaikum Pyare bhai coronavirus ke bhajan se Kafi countries Mein Labh down chal raha hai aur log down hone ki vajah se countries ki bich Mein expert important Kafi had Tak kam ho gaya hai economic bahut hi kam ho gai hai Rashi Asar pad raha hai Jiski vajah Se Hi Corona virus Mein pair bahut bura Asar pad raha hai aur Croma pressure padhne ki vajah se 80 per sabse Jyada Tak log stock market to se lagatar 770 crush kar chuke hain Jiski vajah se currency per bhi Kafi Bura Asar pad raha hai aur investment or Dare hue hain vah mental trading per Apna focus rahe hain currency ki rishwat in ko Jyada Kyon main rahi hai Iske alava Corona Virus ki vajah se oil ki demand market mein aane ki vajah se oil ki price Kafi had Tak kam ho gai hai Aur Ek Hi Din Mein Teesra sabse Jyada niche a gai hai Corona Virus ki vajah Se Har country ki kimat negative Asar pad raha Hai Iski vajah se market bhi inpector Karti Hai To Hamen Sabko Dua karna chahie Allah Tala Hamen Kyon Aise Na Ja Khafa aur dobara se Ham Apna Kam start kar sake
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Coronavirus ki vajah se forex market per kya impact par raha hai?

                        Assalamu Alaikum Corona Virus ki vajah se bahut jyada market Mein effect pad chuke hain Virus ki vajah se market bahut jyada crushers Mein ja chuki hai Jiski vajah se market Mein trade karna bhi bahut jyada risky ho chuka hai isliye trading karne se pahle aapko acchi Tarah Se market ke bare mein dekh lena chahie market ko acchi Tarah Se Jaan Lena chahie ki Kaise aapas Mein kam kar sake aur kaise is Se Achcha profit as per second to isliye aapko market Mein vate karna chahie Jitna Jyada aap market Mein vate karte rahenge utna hi aapko benefit Hoga Soch samajhkar market ke analysis ke sath trading Karen aap Achcha professor kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X