What is lot
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is lot
    Assalamualaikum G bhai aaj main aapko ek baat ke mutaliq Thoda Sa Apna Noni share kar raha hoon Jitna Ke Main Sikha hai wo Sare log lot size ke baare mein Akshar post karte hain Mai Ankhiyon Ko batata gelo ke Pehle Aap Ko samajhne Ki Zaroorat Hai Ki lot Kya Cheez Hai bhaijaan lot wo hoti hai agar aap Kisi cheez ko by karte hain uski Jo quantity hoti hai ya nahi kiya agar aapne Dus cargo Liye tovo aapka Ek note ban jayega unique Imran Bhai Karte Hain yeah cell karte hain uski quantity Ko Hum Log Kehte Hain aur bahut Sare log jo main dekhta Hai unko abhi tak Ladki Hai samajh nahi aa rahi hai aur lot size aap apni investment money or market movement ke sath analyse karne ke baad set karte hain tabhi aap a Kamyab theatre Ban sakte hain Warna Agar market movement Jyada fast Hogi aur aapka lot size Jyada bada hoga to aap nuksaan kar Baithe ISI Tarah Agar market movement slow Hogi aur apka lot size Chota hoga to aap ko kam profit hoga Jo Bhi Main Kehna Chahun market movement or apni investment money ke Darmiyaan analyse karne ke baad Apna lot size Set Karle
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ji5
    Lot trade ke size ko Kehte Hain Hum Ne 1 grid kitne size ki open ki hai usko not kehte hain aur Hame trading Karte Hai Hamesha Suman lot size use karna chahiye Agar Hum Bada lot size whos Karenge to Ho Hamare liye risky Hoga aur Hamara account ek hi grid mein wow so sakta hai
    Assam Alaikum Ji Bhai bilkul sahi hai this as per hamm trade Lagate Hain what size call Log Kehte Hain aur Jitna aap lot size month aqib Kare wo market ko Samajh Kar kare
    • #3 Collapse

      walikam salaam bhai ap ne pocha hai k lot size kia hai bro jo hum trading krte hein ur os main apni marsi se pips lagte hein os ko lot bolte hein hume lot ko bonas k mutabiq use krna chaiye is main hume menat krni chaiye agr hamra bonas kam ho ga lot zada ho gey tu hamra account jaldi wash ho jata hai is liye is main hume soch aamj kr kam krna chaiye ye hamre liye acha business hai hum is main menat kr k success ful ban sakte hein is main hume zada se zada post py dehan dena chaiye sara knowledge thread ki saka;l main hume is business k bhare main mil jata hai ur sab se important bat is main hume befasol kam nai krna chaiye ab befasol kam k hume faida nai hota acha bonas hasil krna hai tu forum py zada menat kro forum k rule k mutaniq kam kr k hum is main success hasil kr sakte hein ye business hamre liye acha hai
      • #4 Collapse

        What it lot in forex trading?
        Forex trading kay orders lots ke soorat main lagay jaaty hain aur aik lot main makhsoos units hoty hain. Jab aap market main lots say order lagaty hain to us lot kay hisaab say apka order lagta ha yani kay us kay hissab say aap units buy ya sell karty hain. Forex market main teen tarha ke lots hoti hain jo different accounts main use ke jaati hain. Sab say pehly micro lot hoti hai jo kay micro account ma use hoti ha es kay baad mini lot aur phir standard lot aati hai.
        1. Micro Lot:
        Micro lot 1000 units kay barabar hoti hai. Maslan agar market main 1.0 ke micro lot say order lagaty hain to aap kay 1000 units ka order market ma lagy ga aur us hisab sy profit ya loss hoga.
        2. Mini Lot:
        Mini lot ka size 10,000 units kay barabar hota hai. Jab aap market main 1.0 ke mini lot ka order lagain to 10,000 units ka order lagta hai.
        3. Standard Lot:
        Standard lot ka size 100,000 units kay brabar hota hay. Aur ye account bary investment waly log use karty hain. Es main 1.0 ke lot 100,000 units kay hisaab say order lagati hai.
        • #5 Collapse

          my dear sir apne bilkul theek kahha me apki baat pe agree krta hon k forex trading ye lot siaz bohat hi ahmiyat ka haamel ha to apko pahly ye dekhna chahye apk pas invest ment kitna ha or dosra ye k ap forex ko kitna larn kiya hoa ha or exprince apko kitna ye sab chezain lazmi hain traidng krny k liy or lot saiz ko last me dekh sakty hain kyu ja agr ap k pas exprince hai ap kabi big lto saiz nahin use krain gy us se apko loss ho sakta ha
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            assalamualaikum dear brother apny bat buhat hi achi ki hy Forex trading kay orders lots ke soorat main lagay jaaty hain aur aik lot main makhsoos units hoty hain Jab trade Lagate Hain waqat size call Log Kehte Hain aur Jitna aap lot size month aqib Kare wo market ko Samajh Kar kare yani k us kay hissab say aap units buy ya sell karty hain. Forex market main
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
              Assalamualaikum G bhai aaj main aapko ek baat ke mutaliq Thoda Sa Apna Noni share kar raha hoon Jitna Ke Main Sikha hai wo Sare log lot size ke baare mein Akshar post karte hain Mai Ankhiyon Ko batata gelo ke Pehle Aap Ko samajhne Ki Zaroorat Hai Ki lot Kya Cheez Hai bhaijaan lot wo hoti hai agar aap Kisi cheez ko by karte hain uski Jo quantity hoti hai ya nahi kiya agar aapne Dus cargo Liye tovo aapka Ek note ban jayega unique Imran Bhai Karte Hain yeah cell karte hain uski quantity Ko Hum Log Kehte Hain aur bahut Sare log jo main dekhta Hai unko abhi tak Ladki Hai samajh nahi aa rahi hai aur lot size aap apni investment money or market movement ke sath analyse karne ke baad set karte hain tabhi aap a Kamyab theatre Ban sakte hain Warna Agar market movement Jyada fast Hogi aur aapka lot size Jyada bada hoga to aap nuksaan kar Baithe ISI Tarah Agar market movement slow Hogi aur apka lot size Chota hoga to aap ko kam profit hoga Jo Bhi Main Kehna Chahun market movement or apni investment money ke Darmiyaan analyse karne ke baad Apna lot size Set Karle
              Dear achi knowledge share ki hy ap ny kiyon k aksar traders ko isi bat ka isu hota hy k akhir lot kiya hy aur lot size kiya hy kiyon k bina lot k trad ni hoti is liye ye smajhna lazmi hy k forex trading mein lot kiya hy aur lot size kiya hy
              Removed by moderator.
              • #8 Collapse

                Yes dear agar hum ais market mai lot bari lagaty hai to aus mai ye hai k hum ko jo ais mai profit ho ga wo ais k hisab se ho ga aor agar hum ais mai lot bari lagaty hai to aus mai ye hai k hum ko ais mai profit bhi ausi hisab se ho ga ais mai risk hum ne apny account k hisab se lena hota hai magar hum ko sirf aik baat dekhni chaye k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai 2% se zayda risk ni lena chaye kun k agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai apna account growth karna hai ais mai ye ni hai k hum ko ais mai lot bari laga k aik hi din mai account double karna hai ais mai hum ko soch samjh k aik plan k hisab se kaam karna chaye tab hi faida hota hai.
                • #9 Collapse

                  Lot size ki selection trader par depend karta hay key wo 1 pip earning key badly me ketna profit earn karna chahty hey ya 1 pip key badly me ketna loss bardashat kar sakty hey, lot order ka size hota hay ye hamari apni marzi hoti hay key ham es ko large rakna chahty hey ya minimum rakna chaye, zeyda profit ya zeyda loss per trade me lot size ki selection par hi depend karta hay, traders apni strategy aur planing se hi lot size ko use me laty hey, koi be trader anadazy se lot size ki selection agar karta hay to us ko big loss be per order me ho sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Market Mein kaam karne ke liye isme investment karne ke liye aap ki investment ka lot size aapko bahut zyada direction provide karta hai aapko long time main market par Aage Ki Taraf Le jata hai aapko Ye batata hai ki aap kis pe Kaise kaam karna hai ispe market par kaise control karte hai kis site par aapne investment karni hai aur aapne kis site par isme investment nahi karni hai
                    • #11 Collapse

                      assalamu alaikum bhai Hum logo ko forex market me trading karne ke liye istemal karna Hota Hai Hum Log Hum Log Aa Gaye Hum Ko fayda Hota Hai hamara account kaam Rehta Hai Aur Hum Ko Nahin Mar
                      • #12 Collapse

                        Dear ap ny bohut he achi aur informative thread creat ki hy kiyon k kafi members jub join karty hein to aksar lot size ka bhi malom ni hota un ko to ap ny bohut achy sy smjhaya hy lot aur lot size k bary mein
                        welcome to pak forum
                        • #13 Collapse

                          Aapko bhi baat samajh Lena chahiye lot size aap ko apni bahut jyada sports provide kar sakta hai market ki movement aur aapke capital aap kya size ki sabse business kar sakte hain Agar Apke Pas come capital hai to aap yaha par kab capital ke sath Limited lot size lagayenge lot size aapko business co working karne ke liye capital line provide Karta Hai Jiske saath saath agar aap kaam karte Jayenge toh aapko business code generate karne mein kaafi Jyada help mil sakti hai
                          • #14 Collapse

                            my dear firends him logo ko forex ma lot kam sy kam rkni chy jis him logo ko ek profit kam ho ha dosar loss kam ho ha or hmra account wash nhi ho ga or him log earning kr skty ha is ma
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han dear ap ny thek kha or lot size k sath bohat he acha guide kiya ha or lot kisi bhe pair py lagi jany wail bid ha jis sy market mein ap inter ho jaty hein or market mein us ratio sy profit or loss hasil krty hein is liye balance k sath he ap lot size ko kam ya zyada lga sakty hein q k agar ap k pass balance backup kam hoga to ap lot size bhe kam use kreen gy tab he ap zyada loss sy bach sakeen gy otherwise ap loss kr bethy gy is liye 1000$ k balance py 0.05 ki lot best ha is trha jitna balance hota jaye itni lot mein izafa kiya ja sakta ha is sy ap zyada loss sy bach sakty hein or risk free profit earn kr sakty hein or loss sy kam profit behtar hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X