Market ke moment KY hisab say chaly.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ke moment KY hisab say chaly.
    Forex trading mein hamen chahie ki jo market ki trend hi trend ke mahtbik trade Karen to hamen achcha fayda hoga trend market mein agar Ham chhote Lot sahi se trade Karen to Ham apni trade ka wait bhi kar sakte hain koshish karen acche analysis karke trade Karen trade karne mein jald baji na Karen soch samajh Kar Trade karenge to hamen acha fayda hoga aur Las kam aur trade karne se pahle hamen news ko check kar lena chahie choti lot lagaane se hamara acount seve rahata hai aur hamen jyada nuksan nahin hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

    G ha dear ap ny thk kaha hy market main movemnt ko achi trha karni chy aur un ky halat ko smjana chay jaskh hum us ky halat ko samj pay gy aur market ki movemnt ko achi trha samj pay gy jis trha apni market ko acha bana pay gy
    • #3 Collapse

      Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

      g han huma market ki movement ka hisab sy chalna chaya ta ka hum log acchi trade ko open kara skaian agr hum log movement ka hisab sy chalain tu huma is mai acchi kamaybi nahi mil skata hi hor agr hum na acchi kamyabi lani hai tu hum har halat mai movement ka sath chalana ho ga or agr hum log movement ka sath cahlain gian tu accha kama sakain gain tu trade mai loss nahi karain gain
      • #4 Collapse

        Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

        Ji Sahi baat ki aapane ki Hamen market ki movement ke according apni position ko Lena chahie Jaise hi Ham Apne chat ko open Karte Hain To Hamen sabse pahle yah dekhna chahie ki market mein aap move kar rahi hai yah market download kar rahi hai aur third Banke market ke hi site trend ya Kisi range mein move kar rahi hai. So Agar Ham market ke movement ko observe kar lete hain to Fir uski favour Mein Hamen trade Karni chahie Jo Hamare liye bahut jyada profitable hai
        • #5 Collapse

          Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

          g han yaar hamen main market ki movement ke hisab se kam karna chahie agar Ham market ke against kam karenge to kabhi bhi Ham profitous nahin kar payenge kyunki market se hi hamen profit hota hai aur market jiska favour mein hoti hai usi ko prapt milta hai agar Ham market ke khilaf kam karenge to market hamari favour mein nahin hogi isliye hamen market ki movement ke hisab se kam karna chahie agar market app hai to hamen trade open karne chahie lekin agar market ki movement aisi hai jo samajh nahin a Rahi to trade open nahin karni chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

            Je Han friends hum forex main apni Marzi say treading nhi Kar saktey Hain agar hum apni Marzi say treading karain gey to hum ko loss hoga is laiy hum apni treading ko market k hisab say kartey Hain or treading say phaley Market ki movement ko check Kar k or mukammal experience or knowledge k bad or information ko gain karney k bad hi hum ko treading Karni chahiay
            • #7 Collapse

              Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

              Forex trading ek bahut hi mushkil kam hai jismein Hamen kamyabi Hasil karne ke liye Bahut si problem se guzarna parta hai aur Agar Ham trading ki market Mein profitable kam karna chahte hain To Hamen Hamesha market ki movement ke mutabik Janna chahie aur market ki movement ka andaza lagate hue trade open karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

                Assalamu alaikum ji all member omed karta hun aur sab khairiyat se honge Allah tala ke faslon Karam seforex business bahut achcha business hai ismein mehnat karke kamyabi hasil ki ja sakti hai hamen ismein market ki movement ko samajh Kar kaam karna hai jaldbaji nahin karni soch samajh ke sath kaam karna hai jab Ham iska achcha experience hoga To Ham ismein nahin karte karte kamyabi hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

                  market main movmenet ko dekh k hi hum achi trade karein gay uar hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum trade karein gay uar hamain is foruum main emotion ko kabo main rakhna hoga aur market different kabi fst kabi slow move krti hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabbil ho sakty hain ta k earn ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

                    G bilkul dear friends hum ko cahyh k hum jub be trading karin to market k hassab say aur market k trend k sath mil kar he trading karin to hamray leyh acha ha es k elva hum trading na karin kau k ager hum es k elva trading karty hain to hamary leyh nuqsan day ho sakta ha es leyh better ha k jub be trading karin to market k trend ko dakh kar market k hassab say he trading karin
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

                      Theek kaha aapane per extending Mein Hamen market ki moment ke mutabik e-trade Karni chahie Forex trading Mein money management ke hisab se kam karna chahie Chhote loss use Karke trade karne chahie Trend ke mutabik trade Karni chahie tabhi Ham Forex trading Mein acchi trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Forex trading Mein successful trader Ban sakte hain Forex 1 Word best business hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

                        market ke Jo munh Mein chalte Hain vah is hisab Se chalte Hain ke Pakistan Forex from ka jo time hai vah Hamare Pakistan time ke mutabik hai aur Agar Ham instafresh ki baat karen to vah GMT + 2 Hai jab ke Pakistan GMT + 5 Hai 2 3 ghante piche humse insta price Agar Hamare din ke 10 baj rahe honge to install ke pass din ke sath baj rahe hote Hain lihaja Hamen is hisab se trade ko manage karna chahie aur Hamen yah bhi dekhna chahie ki kis time trading maujud hai aur kis time per maujud Nahin Hai is baat ka ek professional traders jarur Apne trading ke andar rakhta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

                          dosto forex trading ma hmain kisi b pair py trading lgani hy to hmain trading lgany sy phely os pair ki movement ya trent ko zroor dkhna chy kiun k market zyda tar trent ko he follow krti or agr hm b forex trading trend ko follow kry gy to hmary b bht zyda chances hy k hm forex trading ma aik acha profit earn kry
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

                            ji bilkul Hamen Forex Mein trading ki market Mein kam karte hue Hamesha market ki movement ke hisab se chalna chahie aur market ki movement ko follow karte hue trade open karni chahie aur Hamen Hamesha khud Se analysis karte hue kam karna chahie to hi Ham achcha profit Hasil kar payenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ke moment KY hisab say chaly.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Waheedkayani پيغام ديکھيے
                              Forex trading mein hamen chahie ki jo market ki trend hi trend ke mahtbik trade Karen to hamen achcha fayda hoga trend market mein agar Ham chhote Lot sahi se trade Karen to Ham apni trade ka wait bhi kar sakte hain koshish karen acche analysis karke trade Karen trade karne mein jald baji na Karen soch samajh Kar Trade karenge to hamen acha fayda hoga aur Las kam aur trade karne se pahle hamen news ko check kar lena chahie choti lot lagaane se hamara acount seve rahata hai aur hamen jyada nuksan nahin hota
                              jee ap ny bilkul thek kaha hmen market ki trend zarur dekhni chy, phir market k mutabiq trade open and close krni chy, phir ye b dekhna hota hy k market available hy ya ni, kis time available hoti hy, kis time ni hoti, qk forex forum ka time to shyd Pakistan k hisab sy chlta hy jb k Insta forex ka time Pakistan k time k sath ni chlta, not confirm but 3 to 4 hrs ka difference to hota hi hy, es liay jb bhi trade open krni hoti hy hmen es chez ka dehan bhi rkhna chy k market available hony ka time hy ya off hony ka...
                              If you work hard no body can stop you from success

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X