Emotional trading sy avoid kery
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional trading sy avoid kery
    Dear friend app sub ko btana chahta hon k forex trading main successful trader binany k liay zarori hy k app emotions sy avoid kery, hamisha professional and mature trading kery, loss ho ya profit app ny emotional ni hona
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap.ki bat bilkul right hay k hum jab bhi trading kare tou humae cahiay k hum bilkul.bhi emotional ho kar trading na kare aur biljkul.relex ho kar trading kare agar hum emotinal ho kar trading kare gay tou hum profit ki jaga apna loss kare gay
    • #3 Collapse

      G jnb apki bat thk hy me agree krta hn is bat py. Aur ye kehna chahun ga k trading ko successful bnany k lye zruri hy k jo b conditions aur halat hn emotional ni hona chahye. Sbr sur tahamul sy trading kren. Avr profit ho rha hy tu b ziada exited aur over smart na bnen. Agr loss ho tu b jzbati faisly na kren. Is lye miana rawi akhtyat ki jay hr kism ki trading me. Emotional hony sy hm apny trading ko mazeed khassary me ly ja skty hn.
      • #4 Collapse

        mien ap sya 100% agree kerta hion k ager ap forex mien during the trade chahye ap ko loss ho ya ap ko profit ager ap emotional ho jaty hien to to yeh cheez ap k trading career k lye theek na hai ap ko trading mien emotional belkul bee ni hona chahye
        • #5 Collapse

          Trading aik dair pa amal hai koun ke jo log trading main emotional ho jate hein ho jate hein wo hamesha nuqsan main hi rahaty hein koun ke jb ap jazbati hoty hein tu us waqat ap ka mind sahi kam nai kar raha hotavhai jis ki wjh se faisala ghalt ho jata hai
          • #6 Collapse

            100 percent agree with u bro profit ya loss dono surton main emotion py control bht zaruri ha ak profesional trader wohi bn skta ha jo apny emotion py control kr pata ha
            • #7 Collapse

              Dear friend forex trading ko imotional say day dor rakhen agar ap trading k doran imotionly ho gain gay to hum trading main kabhi bhi kameyab nahi hongy ap ko sereas ho kar as busnes ko goin karna chahye aur profet ho ya loss imotionaly nahi hona chahye
              • #8 Collapse

                Of course friends, hamain emotional trading say bachna chaheay....q kah forex main emotions kisi bhi trader k leay enemy sabit hotay hain aur us k leay loss ka sabab bantay hain...q kah emotions main aa kar jab koi trader market ko analyse karta hay to us say mistake ho jati hay jo loss ka sabab banti hay.
                • #9 Collapse

                  Yes dear trading men apne jazbat par qabo rakhna zarori ha otherwise bahut nuqsan ho sakta ha talent se kam len wagarna loss aor mayoosi zeada ho jati ha
                   
                  • #10 Collapse

                    koi bhi kam ho us mein emotional nahin hona chahiye aur forex trading bhi bohot hi risky business hey is mein to bilkul bhi emotinal nahin hona chahiye aur dekh bhaal kar sahi point ke intazar mein rehna chahiye aur us par achey time mein trade karni chahiye na keh emotional ho kar is mein loss kar den.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Emotions ko control krna jo trader sekh gia samjho wo trading ka bhot ehm gur seekh gia bal k trading seekh li forex main emtions ko control krna bhot kam trader janty han chahye wo loss k wqt emotion ho ya profit k wqt mgr emotion main a kr galat trade ni lagni chahye
                      • #12 Collapse

                        Emotions per control karna mushkil ho jata hai jb apko loss a raha hota hai lekin agr asi sorat main ap khod per control nai kare gay tu ghalti per ghalti ho jay gi jo ke loss karte karte apke account ko bhi wash kar dey gi is ley trading main gusay se bhi ijtenab karna chaye
                        • #13 Collapse

                          forex trading main kamyab hone k lie mains amjhta hon k apko sab se pehle apen emotions ko control karan hoga q k is main apko techniques aur planning k tehat chalna parta hai forex aisa buinenss hai jo ap se patience ki demand karta hai is main jitna ap techically socho gay aur kam akro gay utne eh ap akmyab bano gay
                          • #14 Collapse

                            G dear brother aap nay teak kaha hai kay world ka koi bhi Business ho wo emotion say nhe chaltay aik acha aur successful trader hei wo hota hai jo apnay kam main ap nay emotion per control kray aur normal trading kray
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes of course brother well said emotional control is very important in Forex trading emotion Aap Ke Dushman hai agar aap loss mat karte ho Apne confidence nahi hai isliye aapko chahiye kya aap demo account mein mat karo struggle karo hard work karo strategies improve karo planning acchi karo market understand karo

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X