Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.
    dear friends 80% traders ko nahi pata ky Rally forex mai kis ko kehty hain bus sub ko trend ka pata hai ya buy ka trend sell ka trend even wo log bullish aor bearish word b use nahi karty kisi b forex trader k experience ka andaza uski forex language say pata chalta hai jitni apki language improve hogi utni jaldi charts aor analysis ko samjhny mai asaani hogi agar market mai lagatar bullish move ho rahi hai to isko hum Bull market rally kehty hai.aor agar bearish move ho rahi hai aor market bearish move k doran taizi say ten to twenty percent up move show kary aor phir gir jaye isko bear market rally kehty hain iska dosra name Dead Cat Bounce hai es lea ab ap ko pata chal gea ho ga ky es market main Rally ka kis arah sya ap faida utha sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.

    hamy makret ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is ky up or donw ko dekh kar is ky real sort main fresh mind ky sath trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham din main kam kar sakty hain or ham is main apni amrzi sy raat main be kamkr sakty hain forex makret friday ko close ho jati hain or monday ko again open hoti hain hamy friday ko apni sari trade close kar deni chahey or monday ko market ki movement k achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar is main trade open karni chahey ham is main agr greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain yai aik real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.

      forex aik famous tarenn business hain hum is mai raat mai be kam kar sakaty hain hum is mai din mai be kam kaar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account band ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bna kar kam kar sakty hain yai aik aasa business hain jo hamy elarning be det hain or hamy eanring be deta hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kari sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha busines acha hain hum is mai 24 ganty mai kese be wakt kam karr sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese b wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.

        G han basically bullish aur bearish trend channels hi market key rally hoty hey, bullish ya per bearish trend agar step by step up down direction me musalsal hi move karty hey to es ko trend channels rally ka name dia jata hay, ye trend channels ety strong hoty hey key agar market correction be kary to per be market trend weak nahi ho sakta hay, agar large time frame me market ko analysis kia jaye to ham asani se technical base par baghir koi indicator use key be bullish ya bearish market trend channels ko find karny me kamyab ho sakty hey es key ley ham large time ka frame hi chart me use karna ho ga.
        Click image for larger version

Name:	Price-Channel-Pattern-5-1024x466.jpg
Views:	2
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12326488
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.

          dear friend thanks alot ap ne bohat he behtreen information share ki hai is baat mein koi shak nahi ky humen forex ki language ka nahi pata jis ki wajah se hum candles ki movement ko bhi analyze nahi kr paty kyun ky humen is ki language samajh he nahi ati language seekhe bgher candles ki information ko samajhna aur us ka apni trading mein istemal kr ky apni trading ko successful bnana mushkil ho jata hai mein bhi koshish krun ga ky is language ko maximum time dun ta ky mein apni information jo ky candles se relevant hai usy complete kr ky us ka istemal sahi tarha se apni trading mein krun aur is ky ilawa apni tarha ky dosre members ko bhi ache guidance provide krun ta ky woh log bhi ache kamyabi hasil kr saken lekin sab se pehle humen forex ki language ko seekhny par focus krna hai us ky baad he yeh sab possible ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai trend k hisab se hi trade lagnai chaye jab market bahot zayda fast ho aor ap ko ye nazar aa raha ho k ais time market aik taraf ja rahe hai to aus time ap ais market mai agar trend k hisab se trade laga lety hai to aus par ap ko kafi zayda profit ho jata hai ap agar ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai profit hota hai magar aus time trade k sath stop loss use karna chaye ta k ap ki trade agar ausi time wapis aati hai to aus par ap ko loss na ho ais tarha ap apna account bhi safe rakh sakty hai aor ap ais market mai loss se bach jaty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.

              Forex trading main rally do ho sakty han jin main aik buy ya bullish or dosri rally sell ya bearish is tahra forex trading hum log kam woe karty han par humy in ka name ni pata hoty han forex trading main trading ko samjeny k ley sab apni apni different language istamal karty han or different name da k istamal karty han ta k humy pata ho k is waqat market main kya ho raha ha jasa k mujy rally ka ni pata tha abi ap ny btaya ha to pata chala ha main same market main in ko trend he samjta tha is ley aaj mary knowledge main azafa hua ha or humy pata chala ha k rally ya trend aik he baat ha hum log trend ko follow karna lazmi ha isi tahra bullish trend ya bearish trend ko hum trend up ya down kehty the ab pata chala ha k trend ki bully bi istamal kar sakty han.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.

                Forex trading business mai kaam kertay huay traders ko issi liye yeh advices baar baar ki jaati hain kay jab forex ka basic knowledge gain karain tou unn mai aisi sub cheezoo ko parha karian, technical knowledge mai technical terms aur tools ko parha karian. Pakistan mai forex trading abhi newly introduce ho kay popular ho rahi hai aur pak forex forum pay aisay members hotay hain jo bilkul new hotay hain iss liye unhain samjhanay kay liye aisay alfaaz use kernay partay hain jo unhain samajh mai ajain. Bohat si aisi technical terms hain jinhain jab samjhana kay liye likha Jata hai tou uss thread pay views bhi nahi hotay aur replies bhi nahi hotay laikin jabb usi term ko asaan Roman urdu mai misaal kay saath batatay hain tou bohat say views aur replies atey hain.

                Rally movement ya rally market movement pattern ka Matlab yeh hai kay jab market aik normal trend pay movement kertay huay achanak uss trend mai kaafi zaida move jaey laikin phir waapis previous points say bhi down ho Jaey yeh bearish aur bullish dono he sides mai ho sakti hai. Rally movement hamesha demand aur supply kay achanak big difference say paida hoti hai. Aur aik new aur junior trader ko smaahnay kay liye isay sudden movement bhi kaha Jata hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: forex market ka Rally ki sorat main faida uthana aur information.

                  Forex trading market mein job market rally ki surat mein main move karti hai to aapko use time dekhna chahie ki news impact jyada hota hai term use ki jaati hai ki avoid selling trade on buying rally and selling opportunity on sell release trading market members aapko maloom hai ke Forex trading market mein risk factor ka hota hai aur trading terms maloom hona bhi important hai agar new trading member market ke technical aspects ko ignore karenge to unko account wash karne ka samna karna pad sakta hai aur unko pareshani ho sakti hai aur vah demotivated aur disheart bhi ho sakte hain trading market mein aapko bullish rally and bearish rally ke liye acchi market understanding technical and fundamental aspects ke bare mein maloom hona chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X