Jaiza: Resistance aor support levels ko draw karny k faiday.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Resistance aor support levels ko draw karny k faiday.
    Dear ap ais market mai agar trade lagaty hai aor aisi jaga se sell ki trade laga dety hai jaha market mai support level ho to waha se ap ko loss ho sakta hai ais liay ap ko chart par resistance aor support level draw kar leny chaye ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai agar achi trade agany chaty hai to ap ko resistance aor support level par wait karna chaye waha market jab koi candle stick pattern banati hai to waha se ap is market mai enter ho jaye ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais tarha ap ko jo trade milti hai aus ka stop loss kam hota hai aor trade ka take profit kafi zayda hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Resistance aor support levels ko draw karny k faiday.

    Forex mai support price ki lower line ko kaha Jata hai aur resistance price ki higher line ko kaha Jata hai. Support woh point hota hai jaha down movement ruk kay support haasil kerti hai aur up Jana shuru ho jaati hain isi Tarah resistance woh level hota hai jaha up jaati hui market ruk kay direction change ker kay neechay Ana shuru ho jaati hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Traders jab forex ka knowledge aur learning gain kertay hain tou unhain yeh kaha Jata hai kay apna knowledge aur learning practically zarur demo trading account mai exercise kia karain kiyu kay jab takk demo trading account mai MT4 trading terminal kay tools ko achi Tarah use na kia jaey uss waqt takk bohat si technical cheezoo ka pata nahi chalta aur traders bohat confuse rehtay hain. Support aur resistance bhi aik aisa he technical phenomenon hai jiss ko samajhnay say bohat faida hojata hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Resistance aor support levels ko draw karny k faiday.

      Dear expert professional trading members aap ko maloom hona chahie ki resistance and support aapki trading market mein trade entry ke liye help karti hai aapko trade exit karne ke liye support and resistance required hoti hai candlestick chart pattern mein aapko maloom hona chahie ki agar ham support and resistance ke bare mein study karna chahte hain to easily huam follow kar sakte hain candlestick chart pattern mein metatrader 4 ma 9 different time frames use hote hain agar aapane different timeframes ke bare mein knowledge or experience aasan karna hai to aap metatrader 4 mein damo account open karo aur aap ek hi din mein different time frames ko practis kar sakte ho aur unke bare mein complete information maloom kar sakte ho support and resistance draw karne ke tarike bahut jyada hai aur iske fayde bhi bahut ziada hai agar aap support and resistance ko ignore karoge to iska nuksan ho sakta hai aur aap stop loss aur take profit ko use nahin kar paoge
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Resistance aor support levels ko draw karny k faiday.

        Mere dost aapane bahut acche tarike se bataya hai ki market mein support aur resistance ka kya kirdar hota hai aur isko kaise use Kiya Jata Hai Jab ham market Mein kaam kar rahe hote hain to market Mein different strategies used Kitni Hoti Hai Sab Saman Hamen market Mein yah dekhna hota hai ki market ko kahan sport mil rahi hai aur kahan resistance Najar a rahi hai agar Ham support aur resistance level Bana Lete Hain to market Mein Ham order open karte hue aasani hoti hai aur Unka take profit aur SL Lagate Hue bhi aasani Hoti Hai Kyunki hamare pass support aur resistance maujud hote hain Hamen Pata hota hai ki market kahan tak Ja sakti hai aur Agar kara Karti Hai To fir Aage kahan Jayegi Aur Kahan Se Wapas market retrace kar sakti hai support aur resistance is chij ko samajhne ke liye bahut madad Dete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Resistance aor support levels ko draw karny k faiday.

          ji han bahot ziada traider jin k pass ziada knowledge nahi hota hai wo support and resistance ko chacek nahi karty hain or isy hi traide ko opan kar dety hain baz beginners to isa bhe karty main ney dikha hai k wo support point sey maekkt ko sell kar dety hain or resistance point sey buy kar dety hain kiun k un k pass ziada knowledge nahi hota hai or wo tukybazi karty hain jis ki wajah sey phir un ko loss ka smanna karna parta hai ham ko chahi hai k ham ik acha sa supporte and resistance tlash kary ik line ko draw kary agar 3 sey 4 supporte and resistance ban rhy ho to ham ko chahi hai k phir ham fundamenatal analysis kar k traide ko laga dey inshaAllah ham ko zarort profit hoga .fundamental mtlb k news waghair ko check kar ley or os mulk k seasi or mashi halt chack kar ley agar noraml hai to supporte and resistance ko follw karty hoy traide ko laga dey .
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Resistance aor support levels ko draw karny k faiday.

            Dear forex friend aap ne ache baat ki Hai humen Agar ache trading krni Hai to humrin support aur resistance level ko ache tarha samajhny Ki koshish krni ho ge kyun KY aksar dekha gaya hai ky forex trading ki behtreen market support aur resistance level ko kaafi hud tak follow krti Hai lekin Agar humrin support aur resistance level ko apni trading Mein follow krna Hai to sab see pehle is ko ache tarha seekhna hi ga is ko seekh bgher is ko apni trade Mein istemal krna possible nahi ho sakta hai is liye humen sab se pehle in levels ko ache tarha seekhna ho GA aur hmesha aik ache level par ka kr apni trade open kr KY acha faida hasil krny ki koshish krni ho ge kyun KY bohat sare members bgher sochy samjhy support level par apni trade open krny ka risk ly lyty hain aur Apna account wash krwa bethty hain hue in aisa nahi krna ho GA is ky liye humen Har level ko ache tareeky se samajhna ho GA us ky baad he is ko follow krna aur apni trade ko successful bnana possible ho sake ga

            اب آن لائن

            Working...
            X