Shooting star candlsticks pattern in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting star candlsticks pattern in forex trading
    AOA
    INTRODUCATION
    Friends kia hal hn ap ku mare traf ap sib ko salam ho es post mein hum shooting star ko disscucc karein gy or understand karneu ke try karty hn ky es pattern sey kasy gum trade kar skty hn
    DEFINITION OF SHOOTING STAR CANDLE STICK PATTERN
    shooting star aik bearish candle stuck hai jis ka oopri saya aik lamba saya hai, kam ya koi neechay ka saya nahi hai, aur din ke nichale hissay ke qareeb aik chhota sa real jism hai. yeh aik up trained ke baad zahir hota hai. mukhtalif tareeqay se kaha gaya, shooting star aik qisam ki candle stuck hai jo is waqt banti hai jab security khulti hai, numaya tor par agay barhti hai, lekin phir khulay ke qareeb din ko dobarah band kar deti hai .
    Click image for larger version

Name:	EURUSD-Shooting-Star-Example.jpg
Views:	3
Size:	113.1 کلوبائٹ
ID:	12516101
    WHAT DOSE PATTERN TELL US
    shooting ke setaaray mumkina qeemat ke opar aur ulat jane ki nishandahi karte hain. shooting star candle is waqt sab se ziyada mo-asar hoti hai jab yeh ziyada oonchaiyon ke sath lagataar teen ya ziyada barhti hui mom btyon ki series ke baad banti hai. yeh majmoi tor par barhti hui qeematon ke douran bhi ho sakta hai, chahay kuch haliya candestick mandi ka shikaar hon
    DIFFERANCE BETWEEN shooting star & INVERTED HAMAR
    Everted hamar aur shooting star bilkul aik jaisay nazar atay hain. un dono ke lambay opri saaye aur candle ke nichale hissay ke qareeb chhootey asli jism hotay hain, jis mein kam ya koi nichala saya nahi hota hai. farq sayaq o Sabaq ka hai. aik shooting sitara qeemat mein izafay ke baad hota hai aur mumkina ko kam karta hai. aik onverted hamar proce mein kami ke baad hota hai aur mumkina price ko buland karta hai .
    LIMITATION OF PATTERN
    Aik candle kisi barray up trained mein itni ahem nahi hoti. qeematein hamesha barh jati hain, is liye baichnay walay aik muddat ke kuch hissay ke liye control le rahay hain — jaisay ke shooting star mein — ho sakta hai ke woh bilkul bhi ahem nah hon .
    USE STOP LOSS
    Candle ka istemaal karte waqt stap lasz ka istemaal karen, taakay jab woh kaam nah karen to aap ke Stop loss is ke ilawa, tajzia ki deegar aqsam ke sath mil kar candle sticks pattern ke istemaal par ghhor karen. Candle ka namona ziyada ahmiyat le sakta hai yeh is satah ke qareeb waqay hota hai jisay technical analysis ki doosri shaklon ke zareya ahem samjha jata hai .

    Click image for larger version

Name:	forex-candlesticks_body_ShootingStarcandlestick.png.full.png
Views:	11
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12516100



  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shooting star candlsticks pattern in forex trading

    What is Shooting star candlestick pattern in forex ?

    Introduction to Shooting star pattern.


    Shooting star candlestick pattern ko bearish pattern bhi kehty hain. Yeh pattern long bullish Trend ke top per resistance level ki qarib banta hai. Yah pattern candlestick Se Mil kar banta hai. Shooting star candle stick pattern aik trend reversal pattern ha .
    Yeh pattern long bullish trend k top par resistance level k qareeb banta ha. Ye pattern currency pairs and commodities k price chart mein commonly banny wala pattern ha.
    Yeh pattern previous long bullish trend mein buyers k strong pressure k end hony ka and market ka control sellers k pas jany ka btata ha. Candlestick pattern boht commonly nazar any wala pattern ha forex trading k andr.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	78
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12379810

    Importance of shooting star candlestick pattern.


    Shooting star candlestick pattern ki mazeed confirmation k liye is ko technical indicator k sath combination mein istemal keya jaye. Agr relative strength index indicator ko is pattern k sath combine mein use karen tou RSI is patter
    ki formation k doran RSI overbought area level 70 sy above mein ho aur complete hony k bad new candle par RSI 70 k level ko cross down kar rahi ho tou tab he trade ko sell ki trade active karni chaiye.

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	21
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12379811
    Explanation of Shooting star candlestick .


    1. Ist pattern mein first candle day 1 ki long real body bullish ki candle banti ha jo buyer ka market par strong hold ko show krti ha. Shooting star candlestick pattern mein second candle day 2 small real body ki bullish bearish candle banti ha.

    2. Second candle ka gap up k sath open hona boht zaruri ha. Yeh candle buyers and sellers k darmeyan indecision ka btati ha. Is pattern mein third candle day 3 long real body ki bearish candle banti ha.
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	31
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12379812
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Shooting star candlsticks pattern in forex trading

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Shooting Star CandleStick


      Shooting star candlestick aik single candle, small real body wali bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Pattern ki small real body bullish ya bearish dono tarah se mumkin hai, lekin candle k leye zarori, iss ka prices k top par banna hai. Ye candle aik long upper shadow k sath banti hai, jiss k lower side par koi shadow nahi banta hai. Candle k lower side par small wick acceptable hai, lekin ye wick real body se size main bara nahi hona chaheye. Ye candle prices k leye top prices par resistance level ka kaam karti hai, jahan se prices rebound ho jati hai. Jab candle aik timeframe k dowran prices pehle bullish jane k baad wapis bearish jati hai, lekin apne aghaz ya open price k same price par close nahi hoti hai, bulke aik small real body banane k baad, aik long upper shadow k sath close ho jati hai, to ye aik shooting star candle banti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2962).png
Views:	69
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12388085

      Candles Formation


      Shooting star candlestick candle prices k top main ziada supply aur kam demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k upward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (2963).png
Views:	5
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12388086

      Shooting Star Candle: Shooting star candlestick agar prices k top main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, lekin essey aik bearish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai.

      Explanation

      Shooting star candlestick prices k top par market k rebound hone ka aik strong signal hota hai. Jab bhi kisi assets ki prices trading k dowran bohut ziada bullish move kar jati hai, to resistance zone par aksar kuch candles achanak prices to fall nahi karti hai, lekin prices k downtrend jane k aik ishara zaror deti hai, jiss se analyst faida hasil karte howe market main apne trades ki entry karte hen. Shooting star candle prices k top par small real body k sath long upper shadow k sath banti hai, jiss ki real body ka bullish ya bearish hona zarori nahi hai, bulke candle ki position ziada important hai. Candle k lower side par shadow nahi hona chaheye, lekin agar banta bhi hai, to shadow ka size candle ki real body se ziada nahi honi chaheye.

      Click image for larger version

Name:	images (2964).png
Views:	10
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12388087

      Trading

      Shooting star candlestick trading k leye aik strong signals genrate karta hai, agar prices chart pattern par resistance zone par trade kar rahi ho to. Candle par trading se pehle iss ka long timeframes par select hona zarori hai, jab k candle k baad aik bearish confirmation candle ka bhi hona zarori hai. Candle k baad bullish candle banne candle k bearish trend reversal pattern zaya ho jata hia. Bearish candle real body main honi chaheye, jo k shooting star candle k bottom par close honi chaheye. Trend confirmation k leye CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator ka overbought zone main hona zarori hai, jab k candle k leye Stop Loss sab se top position jo k umoman candle ki shadow ka top banta hai, se two pips above set kia ja sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2961).png
Views:	26
Size:	17.1 کلوبائٹ
ID:	12388084

      اب آن لائن

      Working...
      X