Trede setup aur entry point
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trede setup aur entry point
    hello guys kisy ho ap sab main ummid karta hon kay sab theek hongy to sir aaj main aap kay sath trade setup aur entry
    point kay bary main kuch batain share karon ga sab se pahly mary pas chart ha eurjpy h4 time frame ka jis main nay dekha
    kay chori si reeng thi in levels 130.42 - 129.97 kay daouran jis ko market nay ek bari spreed kay sath beark kiya aur phr
    market nay ussi level ko descaring price kay sath retest kiya hai yeh apkay samny chart main hai sab kuch aur retest karny
    kay baad market down agai hai aur chart hai yeh
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_104.png
Views:	1
Size:	36.2 کلوبائٹ
ID:	12471091

    aur is kay baad ham dekhty hain h1 time frame kay chart ko market ne waid spreed kay sath beark out kiya tha ap dekha
    hai kay phar se market ussi level per descaring price kay sath move karty ho tach kar liya ab ham nay yeh dekhna hai kay
    ek full opar jata howa cendul jis ki closing bilkul low par ho gai is ka matlab yeh howa ka market ab opar nahin jain gi
    yeh saign ham nay sirf dekhna level kay opar bohat si jagah apko maily mager wo shayd kam na kary aup apne is sing
    ko level par hi dekhna hai aur ap dekh sakty hain kay market kitna down chali gai hai yeh mera chart hai h1 ka
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_102.png
Views:	1
Size:	36.6 کلوبائٹ
ID:	12471092

    aur is kay baad ham dekhty hain m15 ka chart jis main ham nay trade lana hogi choty time frame ham ko entry point ka
    jaldi pata chal jata hai aur jab market beark out karti hai to wo ek choty time frame ka shor tarm up trend hota hai jissy
    ham nay us ka wait karna hota hai kay yeh kab dewn trand main move kary aur ham entry lain ap dekh sakty hain kay
    market ne is level ko 130,42 kiya beark out hony ka baad aur bohat down chali gai market aur yeh mara chart hai m15 ka

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_103.png
Views:	1
Size:	36.0 کلوبائٹ
ID:	12471093
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trede setup aur entry point

    Hamen market ko dekh kar trading men entry leny hoty hy agar hum trading dekh bhal kar karen gy tu hum nakam nahin ho sakty hain balkeh hum kamyaby hasil kar sakty hain as lai hamen himat nahin harny chahye ktaeh hum nakam nah hon balkeh hum acha profit hasil kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Trede setup aur entry point

      Assalamu Alaikum der Forex member ummid karta hun kya aap to khairiyat se Honge ji han aapane bahut acchi information share kiya hai agar Ham Forex kodaly basic Karva Denge aur Forex ko Waqt Dekh Kar kam Karenge To Ham lazmi Aage badhenge Hamesha Hamari mehnat Se Hi Ham Kamyab hote hain isliye Hamen Forex ko Waqt Dena chahie aur trading Main Har pair per trading Karni chahie aur is your GP why per Bhi Agar Ham trading Karenge To Ham laazmi Kamyab Honge aur acche earning Karenge Hamesha aap apne lot size ka kya Fark Hai market ko technical aur Har tarike se analyse Karen tabhi aap Kamyab Honge Kyunki Hamesha wahi Kamyab hota hai jo Aage banne Ki Koshish karta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trede setup aur entry point

        Jahangir aapki baat bilkul sahi hai Forex trading Mein Jawab kam karte hain to aapko apna trading setup proper planning ke mutabik set karna hota hai Kyunki Jab aap koi bhi apna entry point Lete Hain To usse pahle market ki Munh Mein ko samajhna aur usko analyse karna bahut Jaruri hota hai ki unke Is Tarah aap apni trading co profitable bana sakte hain Forex trading Mein Apni trading co profitable banane ke liye aapko acchi trading skills Achcha knowledge experience aur acchi strategies Ka istemal Karna bahut Jaruri hota hai Kyunki park market Mein Jab aap acche knowledge experience aur acchi information ke mutabik apni working quality ko Behtar banane ke liye apni post Ke Liye Main Usko bhi acche tarike se pura karte hain to aapko Uske acche advantages Milte Hain isiliye aapko chahie kya apni trading co profitable banane ke liye fabric market Mein improvement likho profitable banane ki koshish karen
        • #5 Collapse

          Re: Trede setup aur entry point

          Dear market mein humko Achcha entry points elect karna Hota Hai Hamen main trading karti hui ye apne account per uh trading plan apply karna chahie Agar mis market Mein Achcha trading plan banaa kar kam karte hain aur apne account per lot size money management ke hisab se use karte hain to Humko is market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai market Mein Jo Bhi trade Lagate Hain uske sath Humko take profit use karna Hota Hai isase Jab market Hamari favour Mein Jaati Hai To Hamara target hit kar deti hai isase Hamari trade profit Mein close Ho Jaati Hai Humko market Mein Har time baithana nahin Padta Agar Ham is market Mein take profit use Nahin Karte to market ko continuously watch karna padta hai iske liye Humko market Mein Kafi Jyada time band karna Hota Hai Humko is market mein Main time table Banakar kam karna chahie Taki Humko is market Mein Koi Koi nuksan Na Ho Ham is market Mein Chitra Kaise kam kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trede setup aur entry point

            dost ap nay booht he achi pot share ke ha dost trade setup aur entry point booht he important ha gr hum indono pa focuss rakh ka work krtay han tb he kamybi hasil kr saktay han otherwise hum kabhi bh kameyabi hasil ni kr sakta dost entry point dakhnay kalya ap ka pass experience ka hona lazmi ha q kah agr ap ka pass experience ho ga tb he ap is bat ka pta lagana ka kabil ho sakan ga kah kab aur kis tarah entry lana ha trading kalya isse tarah ap ka pass sl aur tp ka related bh knowledge hona lazmi ha ya sb kuch ap ke mehnat pa depend krta ha
            • #7 Collapse

              Re: Trede setup aur entry point

              Aapko trading ke liye setup Aisa banana chahie jo aapko entry point per bahut Achcha profit De Chuke entrypoint per banae Jaane wala setup aapko bahut acche tarike se profit bhi deta hai aur aapki trade ko bahut Achcha benefit bhi deta hai lekin agar aap entry point per Koi setup Nahin banate hain to aap kabhi bhi Apne Kisi bhi point mein Kamyab Nahin ho sakte isliye aapko mehnat se kam karte hue bahut acche tarike se signal banana chahie tha ki aap kahan signal aapke Har take profit ko hat Karen

              • #8 Collapse

                Re: Trede setup aur entry point

                agr ap trading mn hn tu ap ko ye bat maloom hona chye k aik trade k liye best entry point knsa ha jab ap is mn acha entry point select kar laty hn tu ap is mn kabhi bhi nakm nhi ho sakty hn ap ki trade profit mn hi jaye gi so ap ko chye k ap is mn mehnat karain dil or lagn se kam karain ta k ap is mn expert bn sakain or is mn acha entry point select kar sakain jo k ap k liye profitable ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trede setup aur entry point

                  Aoa
                  Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab thek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur acha kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear jab ham trading karian to ahm ko sahi karni chahiey aru dekh kar karni chaiey aur jab ham trading karian to ham ko trade stup aur entry poit ko dekhna chhaiey aur best trading karni chahiey aur tab hi ham achi earning kar skaty ahin aur best trader basn saktay hain aiur ham ko ziada time forex ko denaa chahaiey aur sahi kam ko karna chhaiye...................
                  • #10 Collapse

                    Re: Trede setup aur entry point

                    Assalamu alaikum they remember agar ham kamyabi hasil karna chahte hain to market mein inter Lene se pahle market ko analyse karna hoga usko samajh raha hoga agar hamare pass samajhne ke liye experience Kam Hai to hamen apna experience increase karna hoga jab bhi ham interrelated maar peet ki movement ko acchi Tarah se analyse Karke entry later ke hamari lagai jaane wali trade profit mein ja sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Trede setup aur entry point

                      ji han der member agar hamari trade entry point per nahin pahunchi to hamen use close nahin karna chahie agar vah entry-point ki taraf ja Rahi hai to hamen use check karte rahana chahie jab entrypoint tak pahunch jayegi aise hamara achcha khasa profit hoga uske bad hi hamen use close karta hai Dena chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Trede setup aur entry point

                        Trade setup se related aapane bahut hi important information Hamare Sath share ki hai agar aap Forex trading market Mein completely successful trading karna chahte hain to is main aapke liye maximum advantages ko increase karna bahut hi Aasan ho sakta hai Kyunki agar aap Forex trading market me completely profitable trading Karte Hain To ismein aapke liye maximum advantages available Hote Hain Jo aapke liye bahut jyada healthphone hote hain aur aapke liye profitable ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trede setup aur entry point

                          Dosto trading bkrty hovi aisa strp draw kro Jo AP ki os wqt ziada benefit Dy jab AP entry point per mojod ho. Trade ka point Jo Hy entry point per kafi Sara kam sin gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Trede setup aur entry point

                            assalam walekum bhai jaan aapane bilkul theek baat kahi hai Ham aapki baat se agri Hain agar Ham kamyabi hasil karna chahte hain to market mein trade setup se pahle market ko analyses karna hoga usko samajhna hoga agar hamare pass samajhne ke liye experience Kam hai to hamen apna experience increase karna hoga jab bhi ham interrelated market ki movement ko acchi tarah se analysers karne karte Hain to hamari lagai jaane wali trade profit mein ja sakti hai isliye Ham jyada se jyada kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trede setup aur entry point

                              forex trading mein hamara entry point bahut jyada matter karta hai isliye hamesha soch samajh Kar kam Karen gram soch samajh Kar kam karenge tabhi Ham kamyab honge jyada se jyada apne kam ko important day jitna jyada Ham apne kam Koi important denge utna hamara fayda hoga remote yad aage badh sakte hain jyada se jyada kam Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X