Dear Members main khuch arsay say yeh cheez note kar raha hon kai copy trading ka ruhjaan barhta ja raha hai aur khuch brokers offically tor per is ko promote bhi kar rahay hain tu kiya humay copy trading ki taraf jana chahiyay ya phir humay apnay oper yakeen rakhna chahiyay aur khud trading karni chahiyay because in my point of view copy trading say jo learning ap khud ki trading say hasil kar saktay hain wo copy trading sy nai kar saktay. Ap logon ka kiya khiyal hai is baray main?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим