Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?
    Dear Members main khuch arsay say yeh cheez note kar raha hon kai copy trading ka ruhjaan barhta ja raha hai aur khuch brokers offically tor per is ko promote bhi kar rahay hain tu kiya humay copy trading ki taraf jana chahiyay ya phir humay apnay oper yakeen rakhna chahiyay aur khud trading karni chahiyay because in my point of view copy trading say jo learning ap khud ki trading say hasil kar saktay hain wo copy trading sy nai kar saktay. Ap logon ka kiya khiyal hai is baray main?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

    Dear friend forum pe copy posting karnay se account banned ho jata hey lekin forex trading men copy trading karnay ka koi nuksan nhi hota aur forex trading men achi learning aur training hasil karnay k liay koi school ya academy nhi hey iss liay tamam log aik dusaray ko follow kartay hen aur jahan se achi tips aur motivation milti hey copy kar letey hen aur jahan tak mera khayal hey forex trading men tamam juniors apnay seniors ko copy karnay ki koshish kartay hen aur unn se achi guidance aur mashwara ley kar achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen iss liay agar kamyabi hasil karna chahtay hen tu phir pahlay posting k zariay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur market ka analysis karna seekhen aur phir lalach aur jald bazi se perhez karen aur small lot k sath trading karen aur forex trading men jo log kamyab traders ban chukay hen ya achi earning hasil kar rahay hen unn ko follow karen aur unn ki copy Karen aur jab khud ko acha trading experience mil jay tu phir khud pe depend karen aur dusaron ko copy nah karen
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

      Dear agar ap ne forex ko hamesha k liye apna buienss banana hai tu apko chahye k ap khud mehnat karyn aur ap k apny analysis itny achy hony chahyn k ap khud trading kar sako aur jab ap forex mein new join karty hain tu us time ap copy trading karyn ya kisi senior trader se signal ly kar trading karyn tu koi masla ni hai but jasiy jaisy ap forex mein senior hoty jayn ap ko khid se seekhna chahye aur ap ko analysis karna ana chahye aur kuch traders robot trading karty hain tu robot trading bhi apko har trade mein 100 percent profit ni deti aur apko robot k liye paisy bhi deny party hain tab robot apki trading karwata hai is liye jahan tak mera mashwara hai tu apko khud knowledge aur experience gain karna chahye kyun k copy trading par zehn mutmain ni hota lekin agar ap khud analysis karty ho tu us time apka confidence barhta hai aur experience bhi barhta hai tu dear is k liawa kuch forum members post work mein copy paste karty hain tu kabhi bhi kisi ki post ko copy paste mat karyn ni tu account bann ho jaye ga kyun k ye rules k khilaaf hai tu apna kam karyn chahye post ho ya trading ho ap khud karyn tu apko faida hoga apko satisfaction bhi mily gi aur apka knowledge bhi barhy ga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

        Ji han friend ap ny bot acha question kea hy forex trading m ab copy trading ka rujahan bot barhta ja ra hy q k zyada tar traders khud py yaqeen ni rakhty or copy trading ko tarjeh dyty han jb k asa ni hona chaiy hamy copy trading k bjaiy khud py yaqeen rakhty hoay trading karni chaiy hamy khud py yaqeen rakhty hoay trading ki learning hasil karni chaiy forex forum join kr k knowledge hasil krna chaiy or demo account bna kr us m practice kr k experience m expert ban na chaiy hamy hmasha khud py yaqeen rakhty hoay pory confidence k sath trading karni ho ge tbi ham successful ho sakty han achi planning kr k or anylyses ko study kr k trades open karna hi hmari kamyabi hy ham agr bahtreen stertgy bna kr is m kam krty han to hamy copy trading ki zrort hi ni is liay hamy copy trading k bjaiy khud py yaqeen rakhna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

          gee han bhai is main ab log apney account dosrey trader ko de rhe hein khud is main menat krte hein ur apney account dosruo ko dete hein esa nai krna hota ha jab tak hum is main khud trading nai krein gey tab tak hum is business main kameyab nai ho sakte hein is main kameyab hone main hume sab se phaly is business k bhrey main lerning krni hoti ha copy trading se hume sarif waqti tor par hi faida hasil hota ha lekin agr hum knowledge hasil kr k kam krte hein os time agr hume lose be hota ha tu os ka be faida hai hume is main jo mistake ati hein os ko fallow kr k kam krna hota ha phr hum is business se asani se kameyab be ho sakte hein hume hardwork krte rehna lazmi ha kameyabi tab hi mumkin hai jab hum is main acha kam krein gey
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

            copy trading aik acha platforum ha aisy traders kay liey jo forex me loss kartay hain par ap copy system kay zariey 100% guarantee income earn nehi kar sakte hain or ap ko copy system kay tehat bhi loss ho sakta ha or copy system me ap ko profit ka ratio boht kam milta ha ap sirf monthly 10% tak hi maximum earn kar sakte hain ager ap kisi best traders ka choose kartay hain ager ap khud forex market ki learning kar kay knolwedge hasil karne kay bad trading kartay hain tu ap os se zeyda profit earn kar sakte hain or ap ka account bhi secure rehta ha isliey acha yehi ha kay ap khud knowledge hasil karne kay bad manual trading karay takay ap acha profit earn kar sakain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

              yes brother ap nay bilku sahi sawal kiya ha copy trading ka rujhan bardta ja raha ha lykin meray piont of view kay mutabik loge aik dosaray ko follow kartay hain or jo bhi tips unho nay use ki hain or wo achi earning bhi kar rayae hain aksar loge un ko follow kartay hain ager humay is market may kamyab hona cahetay hain tu humay kude hi mahnat karni ho gai or apnay confidence say is market may kam karna ha tab hi hum kamyab ho saktay hain aik bat yeh bhi ha kay hum apnay seniore member ko follow kartay hain or un ki techniqes par kam katay hain humay ager is market may kam karna ha or achi earning bhi karni ha tu humay is par apni kude hi mahnat karni ho gai humay lalach say bachna ho ga warna loss ho sakta ha humari kude ki mahnat hi humay kamyab karwaye gi or humay aik acha trader bhi banaye gi
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

                COPY TRADING V/S PERSONAL TRADING
                Dear friends is baat mein koi Shaq nahi hai ky hum copy trading kr sakty hain jis mein hum kisi dosre ky analysis ko follow krty Howe trading krty hain aur profit hasil krny ki koshish krty hain aur aksar dekha Jae to hum kamyab bhi ho jaty hain lekin mein ne maximum members ko dekha hai jo copy trading ki wajah se losses ka samna bhi krty hain aur unhen kuch learn krny ka moqa bhi nahi milta hai
                Lekin dear Agar hum personal trading kren matlab yeh KY jab hum khud apni learning apny experience KY according markeet ka analysis krty hain aur us ko follow krty Howe trading krty hain to hum behter trading ko possible bana sakty hain aur acha profit hasil kr sakty hain is ky ilawa Agar humrin loss ho bhi Jae to hum apni mistakes ko asaani see find kr KY unhen remove krny ka koi na koi solution asaani see dhond sakty hain jis see hurmin ache learning aur acha experience hasil ho jata hai
                BENEFITS
                hmesha humrin personal trading ko prefer krna chaheye yeh humrin acha trader bnny mein bohat help krti Hai aur hmari learning aur experience ko increase krti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

                  copy trading karna achi bat b hai orr nahi b forex trading business me bohat sari cheezy hai agr koi is business me investment karna chahta hai lakin us ke pass trading experience nahi hai tu wo is business me copy trading kar sakta hai copy trading karna bohat hi asan hai is me humne koi acha sa trader daikhna hota hai jis per hum apne paise ko invest kar sake yani humne copy trading karni hai copytrading se murad hota hai ke trading koi or kare ga hum profit ya loss ho ga agr tu koi new trader hai tu wo copy trading kar sakta hai lakin me samjta ho ke copy trading karna koi achi bat nahi hai new trader agr forex trading business me mahnat karta hai tu wo apni marzi se trading kar sakta hai or acha profit kar sakta hai hum koshish yahi karni chahiye ke hum apni trading hud kare copy trading na kare copy trading me hume loss b ho jata hai loss se bachane ke liye best yahi hai ke hum apni trading hud kare.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: meesamali پيغام ديکھيے
                    Dear Members main khuch arsay say yeh cheez note kar raha hon kai copy trading ka ruhjaan barhta ja raha hai aur khuch brokers offically tor per is ko promote bhi kar rahay hain tu kiya humay copy trading ki taraf jana chahiyay ya phir humay apnay oper yakeen rakhna chahiyay aur khud trading karni chahiyay because in my point of view copy trading say jo learning ap khud ki trading say hasil kar saktay hain wo copy trading sy nai kar saktay. Ap logon ka kiya khiyal hai is baray main?
                    Dear ais market mai apne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai kaam sekhna ho ga aor aus k baad ais market mai kaam karna ho to ap ko ais mai time kafi zayda lag jata hai learning mai aus k baad ap ais market mai agar khud kaam nai karna chaty hai aor ye chaty hai k ap ais market mai sirf investment kary to aus se ap ko ye faida ho jata hai k ap ais market mai trade copy system use kar skaty hai ais mai ap ko kisi achy trader ki trades ko copy karna ho ga aus k baad ap ais market mai trade na lagye ap k account par auto par trades open close hoti rahy gi aor ap ko aus par profit hota rahy ga ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai ap ko mehnat karni ho gi tab hi ap ko ais market mai faida ho jaye ga ais market mai ap ko mehnat karni ho gi tab hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

                      Dear friend copy trading aajkal bahut jyada famous ho rahi hai uski Badi vajah yah hai ki jo bhi newtrade hain Jab vah Apne account mein loss kar Baithe Hain to uski Badi bajaya banti hai ki vah FIR dusre senior Logon Ko copy karna start kar dete Hain Kyunki aajkal bahut Sare senior log maujud hai jo ki acchi trading kar rahi hai lekin vah Apna experience kabhi bhi kisi ke sath share Nahin karte Tu Jab Bhi vah trading Karte Hain To vah Apne account ko copy per Laga Dete Hain To Log Apne account mein deposit Karke UN Logon Ko copy kar lete hain jinki Bina per unko Khud bhi train nahin karna padati aur vah Achcha profit bhi Hasil Karte Rahte Hain To isliye Mere Khyal se ek bahut hi Achcha Idea Hai Jiski Meena per Khud bhi trading na karte hue Ham Achcha profit kaise kar sakte hain lekin Mere Khyal Se Khud bhi achcha Xperia Saath-Saath Hasil karna chahie Taki Khud bhi acche trader Ban sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

                        Mostly traders time ko bachany key ley aur perfect techniques se trading key ley copy trading ka sahara lety hey agar deka jaye to kesi had tak es key advantages be zeyada hoty hey aur disadvantages be zeyada ho sakty hey, copy trading key faidy aur nuqsanat key bary me hamy zaror sochna chaye es key bad hi copy trading start karni chaye,

                        Fawayeed: Copy trading ka faida ye hay key hamy expert traders jes tarha se trading karty hey es bary me hamy information milna start ho jati hay aur un ki strategies hamary knowledge me ezafa kar deti hey, sath me ye be faida hay key copy trading kar key hamy market ko self base par analysis nahi karna pardta hay es se time be bach jata hay,

                        Nuqsaanat: Copy trading ka sahara le kar hamara experience jo key market analysis se related ka hota hay ye 1 tarha se stop ho jata hay aur ham completely other traders ki market analysis par depend karny lagty hey.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

                          Assalamu Alaikum dear friend ji bhai jaan ismein aap log Apne account dusre trader ko de rahe hain Khud ismein mehnat karte hain aur apne account dusron ko Dete Hain Aisa nahin karna Hota Hai Jab tak Ham isme Khud trading Nahin Karenge tab tak Hamen is business Mein Kamyab Nahin ho sakte hain is Mein Kamyab hone Mein Hamen sabse pahle is business ke bare mein learning Karni Hoti Hai copy trading se Hamen Waqt Taur per hi fayda hota hai lekin Agar Ham knowledge Hasil Karke kam karte hain use time Agar Hamen Logon bhi hota hai to Uske bhi fayda hai Hamen ismein Jo Aati Hain usko follow karke kam karna hota hai Ham bhi ho sakte hain Hamen kamyabi tabhi Mumkin Hai Jab Hamesha Achcha kam Karenge Mahina se kam Karenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

                            Copy trading ka rujhaan barh raha hai. Forex trading mai mukhtalif strategies use ki jaati hain aur aisa iss liye kia Jata hai kay traders ko jiss mai ziada faida nazar ata hai uss strategy ko he use ker laitay hain. Copy trading mai traders expert traders kay account say apnay acoxunts link kertay hain aur phir thoray say profit sharing kay agreement pay profit earn kertay hain. Copy trading aik achi trading type hai. Iss mai traders ko khud kuch bhi nahi kerna parta hai bulkay jiss account kay saath account attach kia Hua hota hai uss say trades copy ho rahi hoti hain. Jaisay he kaam kay faiday bhi hotay hain aur nuqsaan bhi hotay hain tou copy trading kay faiday mai traders ko baghair experience kay acha profit milta rehta hai aur nuqsaan yeh hai kay traders khud trading seekh nahi paatey. Copy trading uss waqt takk he theek hai jabb takk khud acha experience na ho jaey aur uss kay baad apnay account ko khud he manage ker kay trading kerna he ziada behtar rehta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Copy Trading ka Barhata howa Ruhjan kais hai?

                              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
                              Jiya doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston ko copy trading karna Ek acchi baat To Nahin Hai Lekin copy trading karne se account Band Ho Jaate Hain doston Forex ko samajhne ke liye koi bhi School nahin hai isliye do log Ek dusre ko follow Karte Hain Jo bhi achcha knowledge Milta hai aur experience Milta Hai use copy kar lete hain doston copy trading karne ka fayda to hota hai ki Jin Logon ke pass koi experience on Knowledge Nahin Hota is platform per copy training Karke aasani se faida Hasil kar sakte hain aur profit Kama sakte hain doston Jo log is platform per Bina Kisi knowledge or experience ke copy trading karte hain unhen chahie ke demo account ko join Karen Achcha knowledge or experience gained Karen aur FIR is platform per mehnat se kam Karen doston Hamen mehnat se apne se knowledge share karna hoga Taki dusre log bhi use Sikh sake aur accha profit Hasil kar sake.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X