Support resistance ke breakout ko samjhaie.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support resistance ke breakout ko samjhaie.
    Forex trading mein Ham Jitna hardworking se kam Karenge Hamen utna hi achcha fayda hoga Hamen chahie ki Ham acche experience ke liye Jitna jyada demo account per practis Karenge utna hi hamara achcha experience hoga Forex trading mein Hamen chahie ke sport and resistance per trade karne sikhen sport resistance ke breakout se Hamen achcha fayda milta Hai market jab range mein ho to use waqt Hamen spot and resistance ke breakout acche milte Hain isase hamara stop loss kam hota hai aur profit jyada forex tradingmein Hamen trade karne se pahle analysis karne honge tabhi Ham par accident Se achcha fayda asar kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support resistance ke breakout ko samjhaie.

    hamy market ko achy sy samj kar kam kanrna chahey hamy aik time main aik he pair yai currency main kam karna chahey agar hum aik time mai aik sy zeyada pair mai kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm anhe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony k har aik waja ko sahe karna chahey yai aik acha karobar hai
    Last edited by ; 12-05-2020, 09:13 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Support resistance ke breakout ko samjhaie.

      hamy support or resistance ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar akty hain ham s main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hamy is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar skaty hain
      • #4 Collapse

        Re: Support resistance ke breakout ko samjhaie.

        Theek hai aapane market Mein Dekha gaya hai ki market support aur resistance indicator ko bahut follow karti hai aur Agar Ham Iske break-out ko acchi Tarah samajh mein isko acchi Tarah samajh Le To Ham iska istemal Karke market mein bahut acchi trading co possible banaa sakte hain Kyunki Iske according moon karne wali market Hamen Achcha fayda de sakti hai aur ham bahut Achcha profit Hasil karne mein Yahan kamyabi ki taraf Ja sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Support resistance ke breakout ko samjhaie.

          agar bat ki jay support and resistance ki to ye forex k ek bohat hi khaas movement hoti hai or is me market apne center me dubara waspis ati hai or phir waha se dubara start leti hai to agar ap is ko achi tarah se samaje to ap is ka bohat achi tarah se faida utha sakte hain or bohat achi trading kar sakte hain or ap ko bohat acha profit bi hasil ho ga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Support resistance ke breakout ko samjhaie.

            Dost aapane Sahi kaha hai Hamen mehnat se apne kam per focus karna chahie aur jab market Mein acchi movement ho rahi Hoti Hai tab Hamen support aur resistance ke Breakout ko find karne ki koshish Karni chahie Kyunki is Waqt trading Karke Ham bahut Achcha result Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain aur Vahi trading Hamen Achcha profit de sakti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X