Tools ko proper plan key mutabeq use karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tools ko proper plan key mutabeq use karna
    Trading tools ko be agar ham proper plan key mutabeq use nahi karen gey to ye be loss ki waja ban jati hay, impotent tools ye hey jes ko plan key mutabeq use karna zarori samja jata hay

    1. take profit
    2. stop loss
    3. trading lot
    4. trailing stop

    me samjta hon key ye 4 important trading tools hey jes se ham money management aur loss ratio me be kami kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading business mein trading kartay hwy ye hi planning hoti hy Jo hum kehty han k trading se pehly planning karni cahaiye aur achi planning ye hi hy k hum ko in tools ko achi traha kis traha use kar saktay han aur apni trade mein stop loss aur take profit ko use karna aur apni trade ki lot size ko set kar k trading karna hota hy
    • #3 Collapse

      G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai trade laganain say pehlay humain tools ko proper use karnan chaye kahan SL laganan hai kahan tp laganan hai yeah humain trade say pehlay check kar lenan chaye aur lot size ka khaas khiayal rakhain...
      • #4 Collapse

        G han bhai tool ko hume proper treeqy se use krna chaiye jo hamri mistake hoti hein hume unko fallow krna chaiye ur hume is main bhagir lalach k kam krna chaiye market main zada risk k sath kam nai jrna chaiye is main new chalti hein isjo fallow kr kam krna hota hai
        • #5 Collapse

          G dost aap nain bht achi bt ki hai jitna hum safe reh k peoper tools istimal karain gay itna account k wash honain k chanes bht kam hain is liye apna tp aur sl zaroor set kar lain aur lot size bhi bht ehm hai
          • #6 Collapse

            for example ham kisi bhi business ko start kartay hain to ham ko us k rools ko follow karna ham pay utna he lazim hay jitna ham trading k douran lose say bachna ham pay lazim hota hay ,so hamain propper profit ko gain karnay k liye barri samjhdari k sath tamam tools ko follow karna chaye kabhi bhi account ko khula nai choran chaye mean k propper stoplose aur take profit say hamain apnay kaam ko rawan dawan rakhna chaye.
            • #7 Collapse

              Bhai ap ne bilkol thk kaha hamesh business main hume proper tool and planing ke sath business karna chaiye jise lose ke chance kam ho jate hai or profit ke chance zyada hojate hai current market ko analysis karna be zarori hota hae
              • #8 Collapse

                G dear ap nyn buht achi bat ki hy k agr hum log proper tools use karyn gy to es say definitely humin buht faida ho ga but hum log en tools ko use kaysy karyn gy es ko kis tarh condense say use karna hy es k liey humin mehnt karna pary ge forex ko time dyna pary ga tb ja kar humin es ka faida ho ga hum logon ko tools ko propr use karny ka pata chly ga aur TP and SL to buht he important tools hyn en ka to sab ko pata hona cahiey aur sab ko use karna cahiey.
                • #9 Collapse

                  Yes irfan bhai apne bohot hi achi sharing ki hey aur mein samjhta hun keh jo tools apne share kiye hein yeh forex mein bohot hi ziada power full hein aur inka bohot hi ziada importance hey aur agar koi bhi trader in tools ko achi trha se follow karta hey to woh aik acha profit bana kar is market mein life time work kar sakta hey
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    g han apki bat shai hai forex trading main jitny bhi trading tools hain un ko bahtr use karny ka bhi boht hunar hota hai es liye hmain apni trdaing main stop loss or take profit ko apny account or market k according set karna chahye yah sub account ko mange karny k kam ata hai es se yah hota hai k hum apni trading main aik trahs e safe ho kar trading karty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Tools ko proper plan key mutabeq use karna

                      jab trade ki jati hay to is main kuch planing kar kay hi kam karna hota hay jaisy kay hum is main take profit ka use karty hain jis main aik limit set ki jati hay jis main profit hasil ho sakta hay or is main stop loss ka use b kia jata hay jis say humain ziada loss nai hota hay so humain isi tara plannig kar kay hi order ko place karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Tools ko proper plan key mutabeq use karna

                        forex mai hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky forex ko join karna chahey hamy plan karna ho ga ky hamy kon sy analysis use karny hain kitne amount invest karne chahey kitna tiem trading ko dena hain pher hamy end tak ise plan ky mutabik kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Tools ko proper plan key mutabeq use karna

                          yeah charo tool trade kay liye use hotay hain. aur yeah trader ki trading strategy ka hisa hotay hain aur trader nay in ko apni trading strategy main achi trah say define kia hota hay kay kon sa tool kab, kaisay , aur kahan use kerna hay. Is liye jab trader ki trading strategy achi aur mazboot ho gi to us trader ki trading bhi kamyab aur out class hoti hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X