Kam Profit Zyada Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam Profit Zyada Trading
    ye statement mere senior nay mujh say kahi thi kay start main kam profit lena hay or zyada trading karni hay jis ka fayeda ye hua k mujhay loss bhi bohat kam hua.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends yhe to bohat achi technique ha ke forex trading market main best earning karne ke liye ziada trading karin or kam profit earn karin. mere khayal main kam profit hi app ke account ko safe rakh sakta ha.
    • #3 Collapse

      This is not a good method. So that I am suggest you that you are wait the market trend and put the order. You are good working.
      • #4 Collapse

        han dear ye aik good buiness hai is ko koi bhi kr sakta hai ye aik acha buiness hai is ko koi bhi kr sakta hai ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi kia ja skata hai ye aik good buiness hai
        • #5 Collapse

          g han agar ap ziyada trading kareneg to ap phir oiver trading ka shikaar hoskate hian is liye apko chahiye ke ap is mien kam trades len lekin is mien perfect trades len.
          • #6 Collapse

            g aisa bhi hota hia ke is business mien agar hamko kam profit hota hai to ham wo hi le kar sabar karen kiunke is mein agar ham greedy honge to hamko aur big loss hoga.
            • #7 Collapse

              mai ap ki baat say agree nahi karta ho. q k ziyada trading karny say insan ko loss hi hota hai. ap daily ek trade kary likn confirm ho k ye profitable hai thats enough. ab ap bht ziyada trading kary gay to loss k chances bht ziyada ho gay
              • #8 Collapse

                g bhai bohat se logon ke sath ye hi hota hai ke unko is mien ziyada profit nahi hota aur is mien wo tradihg ko bohat time dete hian.
                • #9 Collapse

                  small capital ke sath trading krnay ke liye ap ko km profit pr trade close krni chaiye aur zaida trading krni chaiye ta ke ap ko experience hasil ho ke ap ne markete movements so kaise profit earn krna ha kb trade open krnay se profit earn hota ha aur kb trade open ni krna chaiye.
                  • #10 Collapse

                    its main app nay lot size boht kum rakhe our zeada trading ki jb profit hoa close ker di our pher jab app ko profit milta raha confidence ata geaya our app successful bntay geay our achy trader ban gaey
                    • #11 Collapse

                      Ji Han ye aik best startgy hai new traders k liye jis sy woh ahista ahista ziyada profit b gain krty rahen gaen aur trading ko samjhty b rahen gaen to hum sub ko esy zaror follow karna chahiye..
                      • #12 Collapse

                        Forex key starting main just trading ki taraf dhayan dena chaheye aur small profit ko accept krna chaheye. New traders ko profit ki bajaye learning key peechhay jana chaheye. jab woh forex ko learn kr lain gey to profit lena asan ho jaye ga aur woh small time main bhi acha profit bana sakain gey. Experience honey key bad risky trading ki ja sakti hy.
                        • #13 Collapse

                          Indeed, start mein small lot size ki madad se bohot si trades open ki ja sakti hain, jis se profit to kam hoga lekin experience better hota jaye ga and future mein acha experience hasil karnay kay baad ziyada profit earn kiya ja sakay ga.
                          • #14 Collapse

                            Kam Profit Zyada Trading
                            morning friends menu userform Apne senior members se puchna Chahta Hoon ke kam profit Kis Tarah trading security please give this ke baare mein jaldi se jaldi Bataye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              start mai aap ko small capital k sath trading krni ho gi phir aap ka profit bhi km ho ga .jaisy jaisy aap ka capital increase ho ga waisy waisy aap ki earning zaida ho gi.es k elwa aap ko news or demo sy bhi help lani ho gi...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X