time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .
    dear ham ko ik bat ko mind main set ker lenqa chye k agar ham apnay time ko waste nahi karty hein aor forex main apna time achay say spend karty rahnay ki try karty rahaty hein to is main ham ko acahy say kamybi bhi mil sakti hay so is main ham ko chye ho g k ham is main acahy say acha work ko kr k he apnay ap ko is kam main improve karty rahnay ki try karna ho g .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

    HAMY aik time table bana kar kam karna ho ga hum is mai paart time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakkty hain hum sy apna life timee career be bana sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga yai aik amm business ke nsibata cha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain asnae sy
    • #3 Collapse

      Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

      forex man kam karnay ke koe be pabnde nahin hain our hum es main mahant say hum es main kam karain gain to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main part time be kam kar skty hain oiur hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our forex kbe be na bnd honay wala business hain
      • #4 Collapse

        Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

        Ji han doston time ki pabandi karne ka matlab hai ki aap Forex per mukmmal tavajjo se kam kar rahe hain aur Forex mein Aapki tabiyat Jo he aapki kamyabi hoti hai isliye aapke liye jaruri hai ke aap Forex ko time den aur ek acche business man hone ka mauka Hath se na Jaane Den aur home Dil Jamai ke sath Forex Mein kam saranjam den
        Thank you for your attention
        • #5 Collapse

          Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

          yes dear, forex ma time management k sath kam karna zaruri ha q k is tarah hm posting aur trading dono k liay time arrange kar saktay hian, hmian time ki importance ko b samajhna chaiay aur isay waste nhi karna chaiay, hm forex ko jitna ziada time dain gay hmain iski utni hi achi learning aur experience hasil ho ga jo hmain kamyab trader bna da ga
          • #6 Collapse

            Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

            Ye sara depnd ham per he ke hm time kee panddi karte he ke nahee, ager ham time kee pabandi ke sath work karte rahege to inme hmari kamyabi hay, or hme bonas be uss hisab se milta rahega, ye sara daromadar ham per he, ke ham forex ko kitna time dete he, or kitnee pabandi ka sath inme work karte he, jitna ham forex ko time dege utan hme acha profit milta jaiga, to time ki pandi k sath kam karenge to hme kamyabi be miti rahe gee, ye haqeeqat he.
            • #7 Collapse

              Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

              Assalamau Alaiakaum my dear bro g han bilkul darust kaha ae ap ne hamen cahiye ke hum is main apna kam apne time par he iya karen or hamen apna pak forex forum main kam karne ka bhe aik tiem table bana len acahiye phir iuse ke mutabiq he hamen is main kam karna cahiye take hum is main kamayb ho saken hum is main jtne zayada mehnat karte hain jitna ache tareeke se km kare hain hum is main utna he kamayab bhe ho sakte hain to hamen is main acha kam karna cahiye take hum is main success hasil kar sakn or yeh business bahut acha busines shae hum is main agar ache tarah se kam karte hain to he hum is main kamayab ho sakte hain to hamen cahiye ke hum is kain acha kam karen kamyab hone ke liye
              • #8 Collapse

                Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

                g han dear ap ki baat thek hy forex min kamyaabi ka lia hamin forex min time ki pabandi kaeni chaye jab hum forex ko proper time dety hoy kaam karty hain to hum firex min os ka rules ko bhi asani ka ssth samjh skaty hain jab hum ruekes ko samjhth hig firex min mhneat karty hain aur apny time ki qadar kar ka foref min apny work ki limit ko poira karty hain to hum firex min zaroor achi successfull ko gaian kar saty hain..
                • #9 Collapse

                  Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

                  Ji haaan aaaap ki baaat sahi hai is main waqt ki paabandi karen gy or timetable banaa kar hum kaaam karen gy to aaasani se kaamyaab ho jaaaey gy or loss yaaa account wash se bbi bach jaaaen gy to humen is main mehnat se kaaam karnaaa chaahiye or jo bhi trade lagaani ho soch samajh kar or achi tarhaaa market ko check karnay k baaad hi lagaani chaahiye taakay kaamyabi k chances zyaada hi hoon.
                  • #10 Collapse

                    Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

                    Time table banakar kam karna hi sabse ek acchi planning hai aur usi se hi member ko sahi se focus karna chahie aur iske bagair members kam karna hi nahin chahte hain aur na hi vah kar sakte hain kyunki timetable ki vajah se hi members ko andha hota hai ki unko apna kaam kis tarah se karna hai aur kis tarah se complete karna hai isliye har ek member ko chahie ki vah apne liye time ko manage karke aur apne ek time table se kam karen
                    • #11 Collapse

                      Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

                      Forex aik behtreen business hy jis mein wohi traders kamyab hoty jo time punctual hote kyo ky forex mein right time py trade karna or profit earn karna important hy. Jitna forex ko time diya jayega utna he trader isky flow ko samaghy ga apne knowledge or experience ky base py or newcomers ko khaas is business ko time dena chahiye taky apni mehnat sy achi earning karain or kamyab hon. Trader ko chahiye time table banaky work out kry kyoky experts ici routine sy chalte or successful hoty.
                      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                      • #12 Collapse

                        Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

                        pak forum par hamain posting kerne ke daily ke adat bana lena cheye or acha time table bana lena cheye phir us ke mutabik kam kerna cheye kuin ke jitna zeyda mehnat se kam kerty han utna hamain kamyabi bhe zror milty han wakat ke kadar kerne se hamain us ke kadar bhe zror milty han or acha bonus hamre informative knowledge share kerne se milta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

                          g han time pe kaam karna aur acha kaam karna buhat hi acha kaam hai aur ham mehnat se kaam kar sakte hain to ham kameayb ho sakte hain hmain mehnat se kaam kar sakte hain lekin hmain mehnat se kaam karna hai agar ham mehnat se kaam kar ke ham kameyab ho sakte hain hmain mehnat se kaam karain ge time ki pabandi karain ge to ham kameyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

                            I agree with you my friends k time ki pabandi bhi hmari kamyabi hy hmain chahaiy k ham time ki qadar krain aur time k hisab k mutabiq chalny ki koshish krain takh ham forum main kamyab ho sakain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: time ki pabandi k sat kam karan bhi kamybi hay .

                              forex business me wohi traders kamyab hotay hain jo Apne time ko best way forex market me spend kartay hain kuch traders aisy hotay hain jo kay use less work kartay hain forex market me jis se un ko kuch bhi hasil nehi hota ha na forex market ka knowledge na experience or na un ki skills improve hoti ha traders ko chahie kay wo Apne time table ko planning kay hisab se forex market me invest karay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X