Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.
    Tamaam fellow traders me ap sab ko aur khaas tor pa new traders ko Rsi ki importance aur issa kesa use krna ha ya batana laga hon. Rsi aik bohat purana aur acha indicator ha ka market kis teraf jaigi. Sabsa phela to period ko 10 pr set krna chahiye phir jab rsi ki value 30 se kam hogi to iska matlab ha ka market ab upar jaigi aur jb 70 se zyada hoti ha to iska matlab ya hota ha ka market ab nicha jaigi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.

    rsi indicator ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain profit ko mange kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain mind ko fresh kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain is forum main trend ko use kar k hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi
    • #3 Collapse

      Re: Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.

      hamy RSI indicator ko use kar ky kam karn aho ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai night mai be kam ar sakty hain hum is ma day mai be kam kar sakty hain yai aik world wide business hain hum isy apna life time career b bana sakty hain hum is mai parir mai or currncy mai kam kar sakaty hain yai aik legal business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
      • #4 Collapse

        Re: Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.

        hamy Rsi indicatorss ko achy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha prifit hasil kar sakty hain ham is man apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best busienss hain
        • #5 Collapse

          Re: Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.

          G bilkul ap na sahi boola dear member tamaam follower ko traders me ap bus ko or khus toor per nay aina walla member or follower ko kum as kim 10 pet set karne chahiya or jub ris kee value 30 sa kum hogi too is ka mutlib hi ka market auper jaigi gee or jub market 70 sa zyada hoti hee too is ka mutlib hi ka aub market nicha jaigi gee.
          • #6 Collapse

            Re: Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.

            Je han, rsi acha indicator hai but rsi k sath sath trend ka b khawal rakhna chahe, rsi ma market trend par he chalti hai, ho sakta hai market tori down aye ham samjyn k ab ye or down aye gi but wo down any ki bajae apny trend ma mazeed up chali jae, blindly rsi par kbi focus ni karna chahe kiu k market k sath sath es ki value change hoti rehti hai,
            • #7 Collapse

              Re: Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.

              Gdjdkjdbfbdbskksks xbbxbdnsmsmsmmsvdv
              • #8 Collapse

                Re: Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.

                Yah ek achcha indicator hai isko use karke aur members profitable trading kar sakte hain lekin yah bhi jaruri hai ki members ko indicators ka use karna bhi aana chahie aur yah tabhi a sakta hai ki jab members apne liye trading practice ko acche se continue karenge aur isi tarah se hi unko is chij ka andaza ho jaega ke indicators ko kis tarah se use kiya jata hai aur isi tarah se hi members acche trading bhi kar sakte hain aur kamyab ho sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Rsi ko use krka profit milta ha. Importance of Rsi.

                  G han RSI best indicator hai jis ko use ker ky hamain market ki current position ko samajhny main bahot help milti hai aur ham achi prediction ker ky jab trade open kerty hain tou hamain trade open kerny per bahot acha profit bhi hasil ho jata hai lekin same indicator main banain setting moving averages ki 20 aur 80 per rakhni chahiay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X