Kamyab trading kay lye steps
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyab trading kay lye steps
    Kamyab forex trader bananay kay lye yeh steps zaroor follow kerain
    Kabhi bhi kaam ko delay mat karo
    Practice kerain
    Forex ko seekhain
    Aik acha broker talash kerain
    Trade kernay kay lye beat pairs ka intekhab kerain
    Apnay broker kay stats check kerain
    Forex mein research kerain
    Investment sirf utni kerain jitni aap afford ker saktay hain
    Trade ko single currency pair sae shru kerain
    Apni trades ka record rakhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyab trading kay lye steps

    G friend the aapane pass karke new trader ko jo forex trading mein bilkul new hai lekin agar senior trader bhi hai to unko chahie ko aap ki tips per Amal Karen aur apne trading Karen ko bahut jyada successful Karen kyunki yah trading kya real mein aisi chij hai jo aap jaise cylinder share karte hain to hamare liye bahut jyada faydemand hoti hai aap hamesha dusron ki ek ek step ko follow karta hai aur dusron ki baton ko aur hai Ham yad trader ke liye lajmi Hai ki vah har step ko follow karo jab tak aap follow karte rahenge kamyabi aapke liye iji hogi to humne inshallah aane wale waqt mein apni performer score achcha.
    • #3 Collapse

      Re: Kamyab trading kay lye steps

      hamain kamyab trader baany say pahly is k rules ko mind main rakhan ho ga tab hi hum real main trade karni ho gi aur hamain mind ko fresh karna ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum real main kamyb ho sakty hain aur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum achy say trade karni ho gi ta k loss km ho
      • #4 Collapse

        Re: Kamyab trading kay lye steps

        hamy forex ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna cahhey hamy is main acha or mayari kam karna cahhey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurnat ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzu sy time table bana kar is main pawrttime be kam akr sakty hain or fulltime be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Kamyab trading kay lye steps

          Trader agar apnay pay kabu rakahy or pahlay say kafi practice ki ho yahni kay demo pay tu phr wo kamyab trader ban sakta hay es waja say or bi kafi chazian hain jin pay amal kar kay kamyab trader bana ja sakta hay jasa kay har trader ko money management aana chahiyah or risk free aur es tar ha ki chizain hoti hain jo kamyab trader bana sakti hay bus unpay amal karna zaroori hay agar kamyabi chahiyah tu phr kabi loss nahi hota.
          • #6 Collapse

            Re: Kamyab trading kay lye steps

            Dear brother forex trading aik tough aur risky business hey iss men trading karna bhi mushkil hota hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay 6 months posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir 6 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit ko zaroor manage karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Kamyab trading kay lye steps

              G han bhai forex trading aik bahut he tuff buisness hai is buisness mein kamyabi k liye hamyn bahut mehnat ki zaroorat hoti ha aur aik proper planing ki zaroorat hoti hai aur sab se pehla step hota hai broker ka k aik acha broker choos karna chahiye aur is k bad forex trading ki achi learning hasil karni chahiye aur jab full knowledge gain kar kyn tu us k bad demo account par practice karyn aur jab real account par trading start karny lagyn tu apko market ki full experties honi chahiyn aur money management k sath trading karyn aur profit earn karyn
              • #8 Collapse

                Re: Kamyab trading kay lye steps

                Ji bilkul ap ne ache asooloon pe bat ki hai. Practice kerne se humara experience berhta hai aur broker ka intekhab ager acha ho ga tu hum ko preshani nahi ho ge. Learning bahut important hai es ko jari rakhna humari pehli zimadari hai ta ke hum improve ker sakaen.
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyab trading kay lye steps

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Kamyab forex trader bananay kay lye yeh steps zaroor follow kerain
                  Kabhi bhi kaam ko delay mat karo
                  Practice kerain
                  Forex ko seekhain
                  Aik acha broker talash kerain
                  Trade kernay kay lye beat pairs ka intekhab kerain
                  Apnay broker kay stats check kerain
                  Forex mein research kerain
                  Investment sirf utni kerain jitni aap afford ker saktay hain
                  Trade ko single currency pair sae shru kerain
                  Apni trades ka record rakhain
                  Dear kafi achi information aapne share ki hai aur yahe main points hoten hain trading ke jin hain har soorat follow krna chahie aur sahe time per trading krne chahie forex ek risky business bhe hai jise mein risk kabhe bhe jiyadeh nahe lena chahie aapne capital ko dekh kr ke he trading krne chahie aur trading rules zaroor follow karen har kamiyab trader forex rules zaroor follow krta hai aur har ek important cheez per aapna focus jiyadeh deta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyab trading kay lye steps

                    Isi tarah se hi koi bhi member acchi trading kar sakta hai dear member aapane ek acchi post sabse share ki hai aur isi tarah se hi members ko chahie ki vah apna experience form per share karte raha karen kyunki experience share karne se hi har ek number ki help ho jaati hai aur agar har ek member ko hi help milati rahe tu is tarah se vah apne kam ko bhi acche se continue kar sakta hai aur isi tarah se hi vah acchi trading bhi kar sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kamyab trading kay lye steps

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Kamyab forex trader bananay kay lye yeh steps zaroor follow kerain
                      Kabhi bhi kaam ko delay mat karo
                      Practice kerain
                      Forex ko seekhain
                      Aik acha broker talash kerain
                      Trade kernay kay lye beat pairs ka intekhab kerain
                      Apnay broker kay stats check kerain
                      Forex mein research kerain
                      Investment sirf utni kerain jitni aap afford ker saktay hain
                      Trade ko single currency pair sae shru kerain
                      Apni trades ka record rakhain
                      Forex Mein Kamyab trader banne ke liye stop loss use karna bahut jaruri hai jo log Forex trading Mein stop loss ke sath read karte hain unko kabhi bhi nuksan nahin Hota Kyunki maximum loss hota hai aur account Hamara sirf rahata hai Jyada lot size ke sath Hamara account was ho jata hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kamyab trading kay lye steps

                        Forex mein achi kamyabi aur achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie aur Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye Sabar bhi bahut zaruri hai isliye Forex mein hamen trading Sabar ke sath karne chahie forex mein hamen trading apne experience our knowledge ko increased karke start karni chahie aur is tarah se Forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein ham ek ache trader ban sakte hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X