Fundamental analysis ko explain karin??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis ko explain karin??
    Dear senior members fundamental analysis ko explain Karen Ham Kis Tarah Se market Mein fundamental analysis kar sakte hain aur apni earning ko increase Kaise sakte hain please adjust Karen and guidelines provide Karen Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis ko explain karin??

    fundamental analysis hamare liye bahut important hote hain kyunki jab tak Ham fundamental analysis nahin karenge to successful nahin honge fundamental analysis ki explain yah hai ki technical analysis Ham chat Ko dekhkar karte hain lekin fundamental analysis hamare yah hote Hain Ki Ham market ki situation ko dekhte hain aur kisi bhi country ki ki situation ko dekhte hue Ham trading karte hain aur isase ham fundamental analysis kahate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis ko explain karin??

      hamain guide lay k hi hum market main acha perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forum main rules ko follow kar k hi hum achi earning karien gay uar hamain mind ko fresh kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain expeirence k mutabiq hi trade karni ho gi tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main achy say trade kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis ko explain karin??

        Dear brother forex trading men anaylsis ki 2 types hen aik technical analysis aur dusra fundamental anaylsis seniors ziyada tar technical analysis kartay hen aur baki log fundamental anaylsis kartay hen aur trading chart ko dekh kar trend ko follow kar k news aur signals check karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis ko explain karin??

          dear g han ap nay acah swal kia hay yeah bhi ik trading ko samjhnay k ik acha analysis hay agar ham is ko bhi achay say think ker letay hein to ham ko is main agay ki janib janay main bhi kamybi asani say hasil ho sakti hay so is main ham ko chye ho g k ham ismaina pnay work ko best say best banay ki try karaty raha karein agar ham kamyb trader banay k baraymain khyal kia howa hay is main to .
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis ko explain karin??

            Han ji Apne theek hai Hamen trading ke liye technical and fundamental analysis ko strong Rakhna chahie Jis Hamari trading Ko fayda Hoga Hamen profit aaega jab tak Hamara analysis theek hai Ham successful Hain
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis ko explain karin??

              Fundemantal analysis wo hota he jo news pe depend krta he kafi trader fundemantal k through trade krte jo pehle apko faida dega bad men ap apne account wash bi krste hen fundemantal analysis ek worst trading hota jo countries news pe chalta he jese hi fundemantal news ajata to market men bri hal chal mch jati he
              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis ko explain karin??

                dear hum forex main trading say pahly news ko sunty hain news sy hum jaiza laity hain kay market kis way main jay ge pher he hum forex main trading kar kay acha profit hasil kar sakty hain hamin forex main dil laga kar kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gy
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis ko explain karin??

                  Trading Mein Do Tarah Ki analysis Hoti Hai technical analysis and fundamental analysis technical analysis technical chijon per Hoti Hai Ke Agar stop loss kahan per lagana hai aur take profit kahan Bole gana hai yah technically andaza Lagaya jata hai aur technically Dekha Jata Hai Ke acah swal kia hay yeah bhi ik trading ko samjhnay k ik acha analysis hay agar ham is ko bhi achay say think ker letay hein to ham ko is main agay ki janib janay main bhi kamybi asani say hasil ho sakti hay so is main ham ko chye ho g k ham ismaina pnay work ko best say best banay ki try Kis Tarah Jayegi Jab Ke dusri Taraf fundamental analysis 1 perfect Hoti Hai Is per Jo log analysis karte hain vah trading ke complete Ki Halat Aur Duniya ke halat Seva kab hote hain Iske bad versus karte hain aur fundamental analysis and technical analysis Se Jyada perfect hoti hai bahut Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis ko explain karin??

                    Pk forex trading ek best business hay fundamental analysis wo hota hay jo news py depends karta hay bhut sary log fundamental ka through trade karty hay phri kamyab hu sakty hya phir achi earning hasil kar sakty
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental analysis ko explain karin??

                      Forex trading aik Worldwide business ha jis ma World ki economy direct involve hoti ha, is lye forex market k chart ko samjhay k lye technical tools ki tarh fundamental analysis bhi zaruri ha, fundamentally analysis ma ham forex ki coming news ko zehn mar rakh kar char ko analyse kartay hain k market ki next movement kia ho gi, forex news market ko bohat ziadah affect karti hain, jaisay high profile news jab ati hain to market bohat taiz move karti ha,
                      Kon si news important hoti hain?? forex ma news ati rehti hain, lakin kuch news bohat hi ziadah effect karti hain, q k jo data release hota woh bohat strong hota ha,
                      == CPI news
                      == Unemployment rates
                      == Governor of any bank of country speech
                      == President/prime minister speech
                      Forex ki news ko kahan pe check karain? ap different websites pe forex ki news ko check kar saktay hain, jaisay investing, ************ etc
                      Kis tarh analyse kia jaye?
                      == jab data release ho to positive ho to woh currency up jaye gi, negative data release ho to down jaye gi
                      == actual aur forecast ko samnay rakh kar k analyse kia jaye,
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental analysis ko explain karin??

                        Assalamu Aliakaum my dear g han forex trading main jo fundamental analysis hota hae is main tamam logon ko cahiye ek wo is main apne fundamental analysis ko strong karen tab he wo is main kamyab ho sakte hain fundamental analysis main news wagaira a rahe hain to yeh asal main is ko he fundamental analysi kehte hain or is ke ilawa is main jo hamare pas jo current affairs hote hain is main hamen cahiye ke hum un ko ke mutabiq he jab trading karte bhain to yeh hamare liye faida mand bhe hota hae or hum iko he findamental analysis kehte hain to sab logon ko esa he karna cahiye take wo is main kamayab bhe ho saken or aik ache trader ke tarah se is main ache tarding kar saken to sab mehnat karen is main
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental analysis ko explain karin??

                          Yah is tarah ke analysis hai ki jiski vajah se members ko kafi jyada profit ho jaane ke chances hote hain aur isi tarah se hi agar members apna kam karen to unke liye trading karne mein bhi aasani hoti hai aur unke liye trading profitable bhi ho jaati hai lekin in ka use karna bhi member so chahie se aana chahie aur agar is se use sahi tarah se na kiya jaaye to members ko fayda nahin hota aur kafi jyada pareshani ho jaati hai yah ek is tarah se analysis hai ki jo news ko news ko watch ker k aur acche se kiye jaate hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Fundamental analysis ko explain karin??

                            Fundamental analysis kiye Jaate Hain Ki country best per kya situation chal rahi hai use hisab se market ki situation kya ho sakti hai boss remember fundamental analysis per plate karte hain Kyunki Jo bich market hai apni country face per Jo situation chal rahi Hoti Hai Uske mutabik Kiya Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fundamental analysis ko explain karin??

                              Jaise Ham market Mein technical analysis karte hain ISI Tarah Ham market Mein fundamental analysis kar sakte hain fundamental analysis Karke Ham Forex trading business Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen Forest Factory ko join karna chahie Ham Forex factory Mein niyojit ko read kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X